Kavya ka jasoos

40 3 2
                                    

Next day
Rajeev and Mayank waved bye to kavya while Anjali stood annoyed.. kavya approached hugged Anjali and asked her to cool down as she is going away.. "Hum naraaz hai kyu ke hume teri chinta hai, do baar sagayi wo bhi ek hi insaan se tooti hai log batien banaege rishte kaise jodenge phir" said Anjali.."Arey mamma vaada krte hai abhi jaaney do, apko jaise hi koi rishta samjh ayega hum shadi ke lie haan kardenge" said Kavya.. "Sach keh rahi hai na?" asked Anjali.. Kavya assured and promised her bringing smile on Anjali's face.. "Chalo late ho raha hai dii jaao" said Mayank and Kavya once again hugged them all and left in cab for the train station
Rajeev turned to Anjali.. "Hamari beti ki khushi uski muskaan sirf uska sapna hai, ek beti ko kho diya hum dusri ko ya uski khushi ko nahi khona chahte hai" said Rajeev and walked inside..

Pradhan House..
Adhi jumped in excitement as he recieved message from Jaydeep that Kavya will be rejoining campus from today.. he looked in the mirror and saw imaginary kavya standing behind him peeping into the mirror.."Itni khushi?" asked imaginary Kavya Adhi smiled "Haan..! aur kyu na ho? Hamari Kavya ko wapas uski respect mil gayi" said Adhi.."Aur tumhara kya?" asked imaginary Kavya.. "Hamara? kuch nahi.. jo bhi hai abse sirf tumhara" said Adhi with dreamy eyes.. and imaginary kavya dissapeared dissapointing Adhi.."Hum nahi jaante kavya kabhi tumhe sach me dekh bhi paenge ya nahi.. lekin vaada hai Netaji aur unke bure iraado se tumhe hamesha bachaenge" said Adhi..

Campus:
"Sir bataiye na, ye sab kaise hua?" asked Kavya.. Jaydeep smiled "Hamare kisi khaas jasoos ne investigate and proofs collect kiya jiski wajah se ye sab ho paya" said Jaydeep.."hum unse mil sakte hai? unko thankyou bolna hai" said Kavya.. Jaydeep smiled.."Usne mana kiya hai" said him.."Ye kya baat hui.. itni badi madad ki hamari aur hum jaan bhi nahi sakte ke wo kaun hai" said Kavya.. "Koi baat nahi beta vaada karte hai kisi din lagega ke tumhe pata hona chahiye to zaroor bataa denge" said Jaydeep.. Kavya smiled at the closure and thanked him again.. leaving excitedly for her her room..

Jaydeep messaged Adhi.."Kavya ka thankyou uske secret jasoos ko" Adhi smiled reading it and replied "Thankyou so much sir confidential rakhne ke lie" said Adhi..Jaydeep sent a message again " waise tumhare liye ek kaam hai.. milna padega" said jaydeep.."aap jab kahein" said Adhi.. "Kal Delhi headquarters me, lekin dhyaan rahe confidential hai" replied jaydeep.. Adhi sent a "👍" and ended the conversation..

Adya - Ek kahaniWhere stories live. Discover now