Goodbye Adhi

56 4 3
                                    

Adhi entered Pradhan nivas and went straight to Giriaj's room where he was waiting for him.."Agaye hamare gaddi nasheen" asked Giri.."Meine kabhi aapse baat nahi ki.. kabhi apko izzat nahi di, lekin ye baat badal nahi paya ke aap mere baap ho, isliye aaj jab baat apko apne hatho se maarne ki ayi to me haar gaya" said Adhi with tear full eyes.."Kuch nahi bigdaa hai bete, hum tumhe ab bhi utna hi pyaar karte hai" said Giri.. "Omi Bhaiya ko aapne kavya ko maarne kyu bheja tha" asked Adhi "Kyu ke tum kaabu me nahi arahe the" said Giri.."Apko pata tha na ke me ek intelligence officer hoon" asked Adhi.. "Haan pata tha, Omi ne bataya tha" said Giri "jaante hai hum..tum humko dhoka derahe the, phir bhi maaf kar rahe hai" said Giri.."Dhoka to aap de rahe ho desh ko" said Adhi "Baat ab ye hai ke tum apne baap ko maroge ya kavya ko marne dogey.." said Giriraj with a cunning smile.. "apko sazaa to milegi aur maut bhi.. aur meri kavya ko ek kharoch bhi nahi aney dunga" said Adhi.. "tum ek aise daldal me phas chuke ho beta.. jahan se bachke nikal nahi paoge.. agar humse samjhota krloge to apni zindagi me wapas aa sakte ho" said Giriraj.. "Samjhota? Ek corrupt gundagardi krne wale neta se?" Asked Adhi.. "kya karoge nahi to? Officer ko na ladki milegi na pehchan, mare gaye to gaddar kehladie jaoge" said Giriraj.."ussey acha hoga.. mila lo hath humse chod do afsar giri.. sirf kavya jaegi lekin tum tumhari ma ye aisho araam tumhari pehchan ko kuch nahi hoga" said Giriraj.. "Wo kya hai na papa apke bete banke rahe bhi to gaddar kehlaenge, afsargiri karte marjaenge to bhi Gaddar kehlae jaenge... ussey acha hai jo soch kar aye hai wohi krlein" said Adhi with a smirk.." kya sochker aye ho?" Asked Giriraj worriedly.." Naa aapki na meri.. hum dono jaenge is duniya se, aur mera vajood to mitega hi mera sath aapka bhi uske baad kavya bhi azaad hojaegi" said Adhi while a tear dropped from his eye..
"Kash hum apke bete nahi hotey" said Adhi looking at Giriraj.. "agle janam apka aur mera koi nataa na ho" said Adhi and pressed a button

At the same time..kavya and Mayank along with kuldeep reached near Pradhan house.. "Hum keh rahe hai agar Adhi ko kuch bhi hua to apke uper commitee betha denge" warned Kavya as she ran towards the pradhan villa..

*Flashback*

Kuldeep was going through some papers on his desk when Kavya barged into his cabin followed by Mayank.."Ye kya badtameezi hai" asked Kuldeep annoyed at kavya's uninformed entry.."Adhi do din se la pataa hai, na uska phone lag raha hai aur na hi uski koi khabar" said kavya.." meh nahi janta wo lapata hai, humare log usey dhoond rahe hai" said Kuldeep "dhood rahe hai? Jiske pal pal ki khabar rehti hai apke pass wo kahan hai apke log dhoond rahe hai?" Asked kavya, "Adhi ne uska tracker laga hua phone jala diya hai" said kuldeep in a dissapointed tone.. kavya was taken a back with the information.. " tracker?" Repeated kavya in disbelief.."Aap desh ke lie sipahi paal rahe the ya ghulaam?" Asked kavya in a annoyed tone... just then kuldeeps cabin phone rang and he answered it on speaker "sir, Adhi ka pataa chal gaya hai.. wo DRDO bomb facility se Bomb churake bhaga hai, hume khabar mili hai ke wo  Pradhan house ki taraf gaya hai" informed officer from other side.. Kavya stumbled in shock unable to process what she just heard.."Adhi bomb pradhan villa" she mumbled trying to set the pieces together.."Adhi human bomb banke gaya hai apne baap aur uske saare kaale dhandhe ko udaane" said Kuldeep analysing the info.. Kavya's eye became teary unable to bear the news.. "Nahi nahi Adhi nahi" she repeated anxiously.. "Mr Kuldeep thakur chaliye abhi ke abhi aur apni sharto se usey azaad karie varna me apka kacha cheeta sab ke samne nikaal laungi.. court marshall krwadungi apka.. aj tak niddar sipahio ko apne gaddar ghoshit kiya hai na.. saara sach le aungi sab ke samne aur apko gaddar ghoshit kar public ko batadungi." Said kavya in a warning tone.."Tum Intelligence dpt ke head se baat kar rahi ho, tum ko gayab bhi krunga to kisi ko pata nahi chalega" said kuldeep." Lekin me sab ko bata kar ayi hoon media police MLA.. bas ek galat kadam aur apka sara sach samne ajaega" warned kavya.. Kuldeep was shocked seeing the situation and fierce kavya.."Chaliye Sir, apne important mission pe" said Kavya dragging him out with help of Mayank..

*Present*
Kavya kuldeep and Mayank reached near pradhan house only to be blown away by a bomb blast giving them minor injuries... kavya fell on ground due to the intensity of the blast while her eyes looked at the burning pradhan villa in front of her eyes.. "Adhi?" Mumbled kavya losing hope.. while the ashes grew engulfing the whole villa in front of her..

Adya - Ek kahaniWhere stories live. Discover now