Restrictions!

552 97 75
                                    

Anubhav: Pa..papa?

Mr.Singh: Ye sab ho kya raha Anubhav?

Anubhav: p..pa..papa vo...

Mr.Singh: sari duniya ko pata chal gaya hai ki tu apni he student ke saath relationship mein hai.

Anubhav looked down and Mr.Singh continued to roar.

Mr.Singh: Ye news bahar kaise aaiee Anubhav?

Anubhav: papa vo...

Mr.Singh: tujhe andaza bhi hai ki ek ladki ki izzat dav pe hai? Agar Haseena ka naam samne aa gaya toh tu janta hai na ki usee kya kya face karna padega?

Anubhav noded.

Anubhav: Papa ...Haseena ki izzat mere liye meri jaan se bhi important hai aur uski izzat bachane keliye mujhe...mujhe agar koi bhi keemat chukani pade toh mai chuka dunga par uske naam pe koi anch nahi ane duga.

Mr.Singh walked towards him and placed his hands on his shoulder.

Mr.Singh: very good! Mai yahi sunana chahta tha tere mu se...agar tu Aaj ye nahi kehta toh tu Aaj mujhe kho deta...yaad rahe Anubhav maine tere aur Haseena ke rishte ko isiliye razamandi di hai kyu ki uss rishte mein pyaar hai, izzat hai, junoon hai and most importantly mariyada hai.

Anubhav body shivered at his last word and again he was taken back to that night.

Anubhav: papa...

He met his eyes with him.

Anubhav: agar...agar kabhi apko pata chale ki m..maine galti se vo...vo mariyada lang di hai toh...toh ap kya karenge?

Mr.Singh kept staring at him with, holding a mixture of confusion but much of firmness into his eyes and then again placed his hand on his shoulder.

Mr.Singh: Mujhe pata hai tu galti se kabhi apni Mariyaada langega nahi par agar galti se tujhse ye galti ho jaye toh yaad rahe...tujhe Haseena ko beech raste mein chhodne ki ijazat nahi hai. Kyu ki...agar mariyada lagne ki himmat ki hai na Anu, toh uski har takleef ko uss se pehele khud par lene ki himmat bhi tujhe karni hogi...aur agar tujh se ye na ho paya aur agar tab tere dil mein ye khayal aaya ki shayad tujhe Haseena ko chhod dena chahiye toh ussi pal samjh lena ki mere liye aur humare pariwar keliye tu mar gaya.

Anubhav smiled feeling the pride for his father in his chest and finally thought to reveal what he's being holding in him for past a month.

Anubhav: papa...

He took a deep breath closing his eyes, building up the courage in him. He tightened his grip on his father's hand holding it between his plams.

Anubhav: mujhse...mujhse ye mariyada par ho chuki hai...

He finally told to him bringing a huge shocker to Mr.Singh and Taran present there. He finally again met his father's gaze and continued with a great difficulty.

Anubhav: Haseena...Haseena ke...ke birthday ki raat...

He inhaled more courage and continued.

Anubhav: Haseena ke birthday ki raat...vo...vo sab ho gaya jo nahi hona chahiye tha.

Mr.Singh took off his hands from Anubhav and stared at him with unbelievable look.

Anubhav: D..David...Dad...David humare...humare Private chopper ka pilot, vo...vo duty pe drink karta tha. Uss raat...uss raat Taran se galti se David ke bottle ki sharab mere juice mein gir gaiee aur mai drunk ho gaya aur phir nashe mein...

Mr.Singh: (shouting) Nashe mein? Seriously Anubhav Nashe mein?

Anubhav looked down.
Mr.Singh held his jaw and made him look towards him gripping it tighter.

KUCH TOH LOG KAHENGE- SEASON 2Where stories live. Discover now