Part 22

1.1K 85 24
                                    


New character (Aamir Ali or chose your own actor): Abhishek Malhotra, you will get to know about him in the next update.

Richa's house!!

Richa and Shilpa immediately rushed towards Gauri and held her by shoulder.

S: Gauri, kya hua?

No response, Gauri was a statue, not crying, moving or saying anything.

R: kis ka phone tha?... Kuch to bol.

No response

R shouting and shaking her: Gauriiiii, kya hua?

Getting no response, she held her phone and saw on recents that it was Anika's call. She called her immediately to know what happened.

A: Hello

R: Anikaji, aap ne Gauri se kya kaha, woh kuch bol nahi rahi hai.

A: Woh Om ka accident ho gaya hai. Par uss ne meri puri baat hi nahi suni ke woh theek hai bas paon pe thodi chot aayi hai.

R: Acha, chalen rakhte hain.

A: haan.

She cut call and shake Gauri again.

G muttering: Om..Omkaraji...Omkaraji

R: Omkaraji theek hain, unhe kuch nahi hua hai.

G: t..tu sach keh rahi hai.

R: Haan (To Shilpa) Aunty please Gauri ko ek dafa Omkaraji se milne dijiye, us ko sukoon to aayega.

S thinking: Theek hai, tum saath chali jao, lekin jaldi aa jana. Aur haan mujhe bhi bata dena ke woh theek hai ke nai.

R: Ji... Chal Gauri, uth, Omkaraji se mil le phir tujhe yakeen aayega.

G getting still lost: Ha..haan chal.

Oberoi Mansion!!

Gauri rush towards Om's room and see him half laying on bed with everyone surrounding him.

G teary: Omkaraji.

She goes to him and touch his cheek, forehead and shoulder.

G: Omkaraji aap theek hain?

O: Gauri, relax. Main theek hoon.

G: Kya theek hain aap, apni tang to dekhiye itni bari patti lagi hai.

Everyone were admiring her concern towards him and decided to leave the room to give the couple some privacy. As soon as all left, Gauri immediately hugged him tight. He was surprised but than reciprocated the hug.

O: Gauri, main theek hoon, mujhe kuch nahi hua hai. Please ab rona band karo.

They break the hug and he wipes her tears.

G angry: Aap ko gaari chalani nahi aati to chalate kyun hain. Ainda agar aap ne aise gaari chalai to hum aap ko gaari hi chalane nahi den ge, phir pedal jayiyega.

O trying to cheer up her mood: Mujh pe zulm karogi, woh bhi shaadi se pehle to baad main kya hoga.

G: Haan karenge, aap ke liye poori duniya se kya aap se bhi larna pare na lar lenge.

O smiles, cups her face: Bohut dar gayi thi? I am sorry.

G: Aur nahi to kya, subha se pareshaan idhar udhar ghoom rahe hein, kabhi kissi ko phone kiya kabhi kisi ko aur upar se aap ka phone bhi band tha.

O: Sorry... ek min subha se? Mera accident to shaam ko hua hai to...

G: Haan, humain pehle hi pata chal gaya, oh ka kahte hain six..sixth sense. Woh hota hain na jab koi aap ke kareeb ho to aap ko pata chal jata hai ke uss pe koi musibat aane wali hai.

Rikara- Ishq, Junoon, DeewanagiWhere stories live. Discover now