Part 5

1.4K 90 4
                                        


R: Haan..w..wo...woh hum..hum ap ko sach nahi bta sakte.....

This sentence shocked Omkara. The hope and excitement he had all vanished away in a second.

O: What??? par kun? (silence) kun nahi bta sakti tum mujhe? isse farak kya parhta hai? bas mein thora relax ho jaon ga, to tumhe btane mein kya problem hai?

R (in a heavy voice): ....hamein apko sach batane mein koi aitraaz nahi balke hum apko sach batana chahte hein take ap ko pta to chle ke humari dost kitni saaf dil ki hai aur ap ne pehli kuch mulakaton mein uske bare mein kitni ghalat raye bna li hai, lkn affsos hum aisa kar nahi sakte, hum majboor hein.

O (guilty and confused): lkn aisi kya majboori hai tumhari jo tum mujhe sach nahi bta sakti?

Richa stays silent and thinks, flashback....

Omkara left after dropping Gauri home. Richa quickly went in Gauri's room and sees her sitting on bed, her hands wrapping her knees close to her chest, with an emotionless face but dried tear drops on her cheek as if she just finished crying. Richa sat in front of her, putting hand on her hands.

R: Gauri, ab bta kya hua hai aj? aur tu inke saath ghar kun aayi?

Gauri did not utter a word or moved as if she haven't heard her. Richa shook her lightly to bring her back to senses.

R: Gauri...Gauri, kya soch rahi hai, bta na?

G (wiping her tears): wo chale gaye?

R: haan haan chale gaye, ab bta na hua kya hai?

G: Pta nahi sankarji ne humare qismat mein kya likha hai? Humare pati humare samne hein lkn hum unhe apna pati nahi keh sakte, wo hum se sach janana chate hein, hum unhe wo nahi bta sakte...(she narrated everything that happened in orphanage till her house (except the car romance obviously)).

R: lkn Gauri agar wo puch rahe hein to tu unko sach bta kun nahi deti?

G: Richa, Omkaraji ek bohut ache insaan hain, agar unhein sach pta chal gaya to unhe bohut bura lage ga aur bohut pashtawa ho ga ke unhon ne humare saath kaise bhartav kiya...aur wo apni ghalti sudhaarne ki puri koshish karen ge, ye hum jante hein isliye hum nahi chahte ke woh khud ko dos den.

R: Gauri tu sahi keh rahi hai, lkn pashtawa kuch dinon ke liye ho ga phir khatam ho jaye ga aur sab normal ho jaye ga..mere khyal mein tujhe unhe sab sach bta dena chahiye.

G: baat sirf itni nahi hai, humein dar lagta hai, agar iss sab ke beech hum unke kareeb ho gaye to humare liye bohut mushkil ho jaye ga yaha se jana..aur humare wajah se unke pariwaar ne unhe ghalat samajh liya aur agar unke aur Ridhimaji ke darmiyan koi masla ho gaya to hum khud ko kabhi maaf nahi kar paen ge. Isliye bahtar hoga wo sach na jane, aur hum jald se jald koi aur nokri dhoond len.

Richa was teary now looking at her friend's state and was also feeling proud that she have very high level thoughts. She kept quiet because she doesn't have any justification because this time Gauri is kind of right but her inner friendly concern was telling her to teach him a lesson for hurting her dear friend.

R: Gauri mein teri baat samajhti hoon lkn mujhe abhi bhi lagta hai ke tujhe unhe sab bta dena chahiye, unhon ne jo tere saath kiya mera to mann karta hai mein unhe achi tarah sabak sikhaon.

G (smiled a little to see her friend's concern for her): isse kya hoga?......is baat ko ab yahi khatam kartein hein bas, aur haan tu bhi unhe kuch nahi btaye gi samjhi?

R: lkn Gauri agar unhon ne mere se pucha to mein to chup nahi rehne wali...

G (holding her hand):Richa tu mere se wada kar tu kuch nahi kahe gi, kuch nahi....plij

Rikara- Ishq, Junoon, DeewanagiWhere stories live. Discover now