RAAZ

2.9K 166 42
                                    

Drishti was unconscious and divya and romi were sitting behind her .. rakshit was moving to and fro in the room .. shikhar was also worried chiranjeev brought water and sprinkle it on her face she slowly opened her eyes and divya made him drink water ... and romi helped her in sitting ...  

Chiranjeev - ab sach chupane ka koi faida nahi hai humme sab bata dena chahiye ... 

Romi - haan di ab sabko sab bata dete hai ... 

Drishti - thik hai aap sab chaliye mere sath ... she stand up from her bed and walked with the help of  romi ... she went to wall and placed her hand at a particular painting and a secret door behind the wall open all of them went inside it ...  All were shocked including romi and chiranjeev  as they also don't know about this room ... they all went inside and saw a bored which contains many pictures of all drishti 's parents, divya's childhood few were there childhood memories .. the room was like a investigation room in which a person had done research ... their pictures of psachini to which is having red mark on it .. their were many books also ..  all of them were surprised and shocked and just looking at the surrounding ... 

Romi - di you never told me that this place is also exist .... 

Chiranjeev - beta yeh sab kya hai ... 

Drishti was fine now she  walked to board ... and saw everybody starting her with a confused face.... 

Romi - Di ab bategi kab bana yeh room .... 

Drishti - 4 saal pehle jab maine yeh ghar banvaya tha tabhi apne room main yeh secret room bhi banvaya tha aur isse sab se chupa kar rakha .... main nahi chahti thi ki tu insab main pade ... 

Rakshit - hume sab janna hai ... sare raaz ... 

Divya - Aur di sach bolna aapko meri kasam hai .... 

Drishti - puchho jo puchna chahte ho ... ek ek karke main aaj sare raazo se parda uthoungi ....  

Drishti - yeh kahani tab suru huie jabb uss ek aakh wali aaurat ne humare aakho ke samne mumma ko mar dala  divi mere hath chod kar khud gayi phir maine future dekha ki train main aag lagne wali hai maine andar ja kar logo ko inform karne ki koshish ki par kisi ne meri baat nahi suni tab main romi ke mumma papa yani chacha chachi se mili unhone mere mathe ki roshni dekh kar mujhe pehchaan  liya aur hum teeno chalti train se khud gaye .... humare khudne ke kuch minuto baad hi train main aag lag gayi ... aur mere samne maine puri train main aag lage gayi aur main kuch nahi kar payi ... 

Rakshit - isse liye tumhe pyrophobia hai .... 

Drishti nodded her head and then continue - train se khudne ke baad main wapas ussi jagah par gayi jaha tu khudi thi aur maine dekha ki  tu behosh hai aur ek couple tujhe udane ki koshish kar raha hai .. main unke paas gayi aur unka no. liya aur unhe yeh baat tujhe atane se mana kar diya ki main unse milne aayi thi aur keh diya ki woh tujhe keh de ki main train accident main mar gayi ... aur main waha se chali gayi .. maine chacha se kaha ki woh news main inform kar de ki dono jaduie beheno main se ek behen mar gayi hai .. taki psachini ko bhi yeh vishwas ho jaye ki ab uska nishana srif ek hi hai ....

Divya - matlab aapko pata tha ki main kinke sath hu aur mumma ne bhi mujhse juth bolo woh aisa kaise kar sakti hai ... 

Drishti - kisi bhi maa ke liye unki beti ki safety se bada kuch nahi hota ... aur maine unhe mana kiya tha aur teri kasam di thi ki woh tujhe kabhi nahi batengi .. 

Divya - aapko kaise pata chala ki main hi divya hu ....  matlab aap mujhe bachpan se hi follow kar rahe the.... 

Romi - nahi di ne bhi vahi dard saha hai jo tumne saha di uske baad srif ek baar garima aunty se mili aur woh bhi 12-13 saal pehle aur teri yahi photo unse li thi ( indicating toward a photo hanging on a wall ) aur uske baad unse sare contacts thod diye ....

HEARTLESS OR KIND HEARTEDWhere stories live. Discover now