Assalamualaikum
Jin ka pyar,
Online novel by;
Chahat akhtar Shaikh 💖.Arab Or sufiyan gaar k pass ate hai, dono gaar k ander jane lagte hai tabhi wo dono takra kar gir jate hai, Arab Or sufiyan samajh jate hai k farah ne gaar k upar jado kar rakha hai k wo dono ander na ja sake.
Arab ko gussa ata hai, wo apne dono hath phela kar us gaar ki taraf hath kar ta hai, uske hath se bijli ki tarah roshni nikalti hai, par kuch nahi hota.
Sufiyan,
Kya kare arab?
Arab,
Jor se chekhta hai, Or phir se ek baar gaar ki taraf hath karta hai , pore gaar k charu taraf ek tez roshni si uthti hai ,(wo roshni itni tez hoti hai or itni uchai tak jati hai,jaise agg k bade bade shole uth rahe ho)
Or farah k jado ka asar khatam ho jata hai.
Sufiyan or Arab dono hi dekh kar hairan ho jate hai.
Sufiyan,
Ye sab kya , kaise kiya tune ye?Arab,
Maine toh wahi kiya jo hum kisi dusre jin ki power ko todne k liye karte hai, but ye is tarah se q hoa mujhe nahi pata.Jab agg k bade bade shole uthte hai, tab jo jin ariha ki nigrani me hote hai, wo sab samajh jate hai ki Arab a gaya hai.
Or wo sab gaar k bahar a jate hai Arab ko rokne k liye.
Unki tadat bahot jayada hoti hai.
Arab,
Chal jaldi.Or dono gaar k andar jane hi wale hoti hai tabhi waha bahot Sare jin unhe rok ne k liye a jate hai.
Arab or sufiyan unhe dekhte hai.
Arab,
Are yaar , inhi ki kami thi.Mai tum sab ko hukum deta ho k yaha se chale jao, tum sab jante ho na k mai tumhara hone wala sardar ho.
Un me se ek jin kehta hai.
Ha jante hai, par ap abhi humare sardar bane nahi hai, isliye abhi hum apne malik farah ka hukum manenge.
Arab,
Acha toh manu apne malik ka hukum.Or wo gaar k ander jane lagta hai, tabhi kuch Jin Arab k ager a kar khade ho jate hai. Or un me se ek jin Arab k khande par hath rakhta hai.
Arab ko gussa ata hai or uski aankho ka rang neela ho jata hai, or wo us jin ko dekhne lagta hai.
Arab us jin ka hath hatata hai, phir us jin ko dekh kar waeshatana hasta hai.
Or wo jin khade khade khak ho jata hai.
Arab ki ye harkat dekh kar Sare jin gusse ne a jate hai.

आप पढ़ रहे हैं
jin ka pyar
Fantasyye kahaani hai ek Jin or insan k pyar ki , the magical journey of love , Jo k impossible Hoti hai .