JIN KA PYAR(PART 10)

368 38 20
                                        

Assalamualaikum
Jin Ka pyar ,
Online novel by,
Chahat Akhtar shaikh 💓💓

Dosto ,umeed Karti ho ap sabko mere kahani Pasand a rahi hogi , comment Kar k mujhe apni opinion zaroor de .
Ye kahani Ka next part hai .
Vote n comment guys .

Ariha sufiyan ko call Karti hai ,sufiyan call receive Karta hai .

(Ariha)_ assalamualaikum
Arab kaisa hai ab ?

(Sufiyan)_ walekumsalam
Ha ab wo thik hai or usse hosh bhi a Gaya hai.

(Ariha)_ Acha kya kr Raha hai wo.

(Sufiyan)_ Kuch nai chachu uski class le rahe hai.

(Ariha)_ Acha ,thik hai Mai baad me call Karti ho .
Bye.

(Sufiyan)_ ok bye.

Ariha call Rakh deti  hai ,phir wo Arab ko call Karne ka sochti hai par wo Nahi Karti. Or phir ghar k kaam kar ne lagti hai. Raat hoti hai ariha ki faimly khana kha kar sone jati hai, tab ariha Arab ko call karti hai.

(Ariha)_ hello

(Arab)_ hii
Tumne kaise call kar do?

(Ariha)_ kya matlab?

(Arab)_ mai tumhari call accept nahi kar ra tha,I am surprise.

(Ariha)_ acha.
Ab kaise ho tum or zakham kaise hai tumhari?

(Arab)_ bahot bahter ho ab pahle se. or jo thoda bahot dard tha wo tumhare pochne se chala gaya.

(Ariha)_ kya ?

(Arab)_ kuch nahi.
Kya krri ho tum?

(Ariha)_ kuch nai bas sone ja rahi ho socha tum se tumhari tabiyat pouch lo,khair tum thik ho Allah ka shukar hai .

(Arab)_ ha

(Ariha)_ acha bye kal milte hai.
Allahhafiz.

(Arab)_ Allahhafiz.

Or ariha so jati hai,yaha arab bahot khush hota hai or wo bhi so jata hai.

Farah apne kamre me hoti hai, wo adhi raat hone ka intezar kar rahi hoti ,raat k 12 bajte hai farah namaz padhti hai .Or dua krti hai.

(Farah)_ ya allah apka bahot bahot shukar hai ki ap ne mere arab ki hifazat ki ,ab bas usse mere naseeb me bhi likh do.

Or wo namaz padh k ghar k baki logo ko ja k dekhti hai k sab log so gaye hai. Sab so rahe hote hai, phir wo apne kamre me jati hai, or wo apni akhnkein band krti hai or us ladke k kamre me ja pohanchti hai jisne arab ko mara tha, farah us ladke ko nafrat se dekhti hai or usse apne kabo me kar leti hai .

                            jin ka pyarकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें