Assalamualaikum,
Jin ka pyar ;
Online novel by;
Chahat Akhtar shaikh💖.Arab apne ghar ata hai or seedha apni ammi k room me jata hai wo bahot gusse me hota hai.
Arab ki ammi,
Are beta tum yaha kya hoa?Arab,
Ammi abba kaha hai mujhe ap dono se baat karni hai.Ammi,
Tumhare abba toh sardar se milne gaye hai, kya baat hai sab thik hai na tum pareshan lag rahe ho.Arab,
Ammi mai pareshaan lag nahi raha ho mai pareshaan ho, apko ko pata hai k aj ariha par phir kisi jin ne hamla kiya.
Ye log uska picha chod q nahi dete.Ammi,
Kisne kiya ye sab?Arab,
Pata nahi par mujhe farah.Ammi,
Farah ka naam mat lo wo q kare gi aisa bhul gaye usne sabke samne tumse mafi mangi hai ab wo sudhar gayi hai tum apne is shaq ki wajah se phir se Sare rishte kharab mat kar dena.Arab,
Kya matlab apka, pahle jo bhi hoa wo meri wajah se hoa farah ki koi galti nahi thi usme?Ammi,
Mera wo matlab nahi tha, pahle kisi ki bhi galti thi par ab phir se wo sab nahi hona chahiye jo ek baar ho chuka hai.Arab,
Or jo ariha ko marne ki koshish ki gayi hai uska kya?Ammi,
Uska ye k tum pahle pata karo, phir tumhe uske sath jo karna hai tum wo karna, lekin is baat ka khayal rahe k tumhara koi bhi faisla tumhare sardaar banne k raste me na aye.Arab,
Kya matlab?Ammi,
Tumhe matlab bahot ache se pata hai Arab tum sardaar banne wale ho toh koi aise harkat mat karna k tum sardaar bante bante raha jao.Arab,
Hmm, acha samjh raha ho mai ye sab apse abba ne kaha hai na?Ammi,
Nahi, or agar kaha bhi hai toh isme kuch galat nahi hai Arab.Arab,
Ha galat nahi hai, bilkul sahi hai sardaar banna or ariha se pyar dono alag cheeze hai or asal me bhi ye dono alag hi rahe toh acha hoga kisi ne in dono ko mila kar mere liye mushkil paida ki toh i don't know k iska anjam kya hoga mujhe nahi pata.Ammi,
Arab dekhoArab,
Ammi ap dekhe or sune bhi or abbu aye toh unhe bhi bata dijiye ga k kal hum sab wapas insano ki duniya me wapas ja rahe hai.Ammi,
Kya tum hosh me ho?Arab,
Ha bas abbu a jaye phir mai unse bhi baat kar longa.
(Or Arab waha se chala jata hai or sufiyan k ghar ki taraf jata hai)Ariha ka phone ring karta hai sana ki call hoti hai ariha call receive karti hai .
Sana,
Hello ariha yaar wo meri chem ki note dekh na shayed tere pass a gayi hai.

आप पढ़ रहे हैं
jin ka pyar
Fantasyye kahaani hai ek Jin or insan k pyar ki , the magical journey of love , Jo k impossible Hoti hai .