GUILT

1.3K 106 9
                                    

Kartik: samjhti kya hai ye larki khud ko...jo dil mein ayega..nahi. uske pass toh dil hi nahi hai.
Ek insaan whan I.C.U mein hai..usko khoon nahi derahi..or wahan koi usse pyaar karta hai uski koi kadar nahi.
Acha hua ke jo mein usse propose nahi kya warna yeh dil toh phir bhi toota hai lekin uss tarah se nahi toota. Thank u krishna...jo apne mujhe Naira ka asli chehra dikha diya...

(In hospital)
(Naira sitting on a chair putside the I.C.U room)
(Yoyo comes there and)
Yoyo: bphut khush hogi na tum?
(Naira sees him and stands)
Yoyo: apni behn..sorry tum toh uski behn hi nahi ho.
Naira: woh meri di hain!
Yoyo: apni behn ke saath koi aesa karta hai kya...sirf naam ki behn ho. Kabhi behn banhi nahi paogi tum naira. Yeh jo tumhara dil dhadhk raha hai na..woh dil nahi pathar hai.

(And he goes and sileny tears started to flow from her eyes...)
Naira P.O.V
Ganga maiya hamesha....meri di ko theekh kardi joye na...yahan meri koi baath kyun nahi samjh raha. Meri majburi...mein ne agar di ko khoon nahi diya toh unko kahin aur se khoon mil bhi jaaye ga or woh sahi ho jayeingi...lekin agar mein de diya toh unki jaan chali jayegi joke mein nahi karsakti. Meri life itni complicated kyun hai...kyun...sukoon ka shabt bhi nahi hoga meri life mein.
P.O.V end.
(Scene switches)
Doctor: inko khoon hamne de diya hai..ab ghab rane ki koi baath lekin...agar yeh 5 ghante mein nahi uthi toh yeh coma mein jaa sakti hain. Stairs se girne ki wajah se inke brain pe kaafi chot lagi hain.
(Every one gets shocked)

(Naira goes outside and Kartik follows her)
Naira: kyun karrrahe ho mera picha?
(And he comes infront)
Kartik: apna jawab mangane ke kiye...
(Silent tears from her eyes started rolling down)
Naira: mein ne bola na mwin nahi bata sakti...
Kartik(holds her shoulder tightly):kyun?!
Naira: nahi...
Kartik: saadmf saaf bata dona ke tum nahi dena chahti kyunke tum apne illawa kisi aur se pyaar nahi ....(he was then cut off by naira)
Naira: kyunke mujhe CANCER HAI!BLOOD CANCER!!!
(And she falls and breaks)
(Kartik gets shocked and stands numb and she cries to death)

(Kartik makes her stand)
Kartik: tum mazak karrahi ho..
(But Naira jerks her hands because of his silly question)
Naira: Are u insane? Meri life koi mazak hai kya? Samjh je kya rakha hai...mein di ko isleyi khoon nahi de rahi thi...kyunke khoon dekar mein....di ki JAAN leyliti.
(And she runs to hostel)
And here Kartik
Kartik: I AM SORRY NAIRA!
Mein ne bohut ghlat kya...shayad tum mujhe kabhi maaf na karpayo.
(Angry) itna stupid kese hosakta hoon mein..apni dost ki dil ki baath nahi samjh paya..
I am really sorry....mujhe aese react nahi karna chahye tha. Or pata nahi mein ne tumhe kya kya bola hai...sahi kehte hain log dil ki baath suno warna tumhare is dimagh ka ego hi tumhe doobaiy ga.
I am sorry naira...mujhe apni ghlati ka pachtawa hogaya. Mujhe tumhare pass ana hai.
(and he also goes to hostel)
(And here naira)
(Crying and sick...having a high fever..lying on the bed)
Naira(crying loudly as her neighbour is empty):papa I miss u so much...I wish aap yahan hote...mera yahan koi apna nahi hai..jisspe yaqeen kya woh hi ghlat samjha mujhe.
Ganga maiya ab toh mano iss dunoya mein rehno jo nahi dil chahta..dil chahta hai ke bas haat kaatloon ya , chhat se chalang marloon. Ummed ki koi kiran nahi bachi mujh mein. Meri di wahan hospital mein meri wajah se hain ke mein unko khoon nahi depayi..or yeh larka , Kartik...lhud Bohut dil ko sambhalne wala bolta hai...khud ko hamesha sahi bolta hai..sacha dost bolta hai. Agar aesa hota na toh aaj woh mujhpe shaq nahi balke mere bina bole baath samjh jata..meri majburi ko samjh jata.
(And Kartik gets shattered that by his meaningful words that he blamed on her)
Naira: usse koi haq nahi tha meri or mere papa ke life mein interfere karne ka. Usse kisne decide karne ko kaha ke mere papa ne mujhe kyun chora...(and Kartik secretly comes inside her room) (Naira stands to go to washroom, but because of her fever she was about to fall. But she got hold of Kartik)
(Her eyes closed but Kartik was lost in her face..the face which got tears marks because of him)
Kartik:Naira! Naira! (But she was all fainted)tumhe toh bohut high fever hai.
(He holds her in his arms and lays her on the bed)
(He do aiding of her...puts the wet cloth on her forehead)
Kartik: naira...(but she didn't respond)yeh sab meri wajah se hua hai...tumhari tabyat meri wajah se kharab hui hai. I am sorry...par shayad meri care tumhare in zakhmoon nahi bharein. Mein yeh sab nahi chahta tha Naira. I swear. Mein toh sirf tumhe khush dekhna chahta tha...lekin shayad.
Khair abhi joh waqt hai usse mein aese nahi jaan desakta. Tumhe abhi kisi ki bohut zaroorat hogi , aur dekho mein agaya. Tumhare liye..sirf apni Naira ke liye.
(He was about to kiss her forehead, but didn't)
Kartik: nahi...tumhari ijazat ke baghair mein yeh nahi kasakta. Because I respect all ur presence in everything. I love u.
(And he decided to sleep in the same room but on floor..and made sure that he will go from there after dawn)

She Believes Trust Where stories live. Discover now