if manik malhotra hamare dad hue to .

972 111 16
                                    

One weak letter

Nadani college jati hai jahan girls ek sath khadi kuchh dekh rahi hoti hai aur baat kar rahi hoti hai.

One girl_hai nita kitna handsome hai ye .

Second girl_ yes he is so hot yar .

Third_: and an tak bachelor hai ye bhi to dekho 30 + hai but lagta nahi hai .

Fouth_ ya aur buisness of the year ka award mila hai ise are ye to suna hai in malhotra ke ghar ki baat hai inke dad ko bhi aise hi milta tha aur ab the manik malhotra ko bhi mil raha hai .

Aur nadani manik malhotra ka name sunte hi chonk jati hai aur ek girl nadani ko khada dekh kar jaldi se magazine pichhe kar leti hai aur.

Nadani _ kya kar rahi hai aap class miss karke yahan par .

Girl_ mam woh hum .

Nadani _ mam woh hum kya han lesson to aap log kabhi discuse nahi karti hai iss tarha group bankar ke aur kisi staranger ko discuse kar rahi hai yahan par sharm nahi aayi aap logon ko bekar ke coment pass karte hue studay karo jakar ke go to your class .

Girls_: sorry mam .

Nadani _ magazine do mughe .

Girl_ woh ye mairi hai .

Nadani _ han to college off ho to le jana mugh se do mughe .

Aur girl magazine dekar nikal jati hai aur nandini magazine ke front page par manik ki picture dekh kar thoda sa restless fill karti hai aur.

Nadani pov ye itna meture kaise ho gaya age se bhi jyada lagne laga hai aur girls keh rahi thi 30 + hai par lagta nahi hai bewakuf girl aur kya bol rahi thi bachelor hai ab tak hmm mughe kya kuchh bhi magazine lekar staff room main jakar beth jati hai aur.

Are nadani aagayi tum .

Nadani _ han dipa betho .

Dipa_ kya hua mond off kyu hai tumhara .

Nadani _ han nahi to .

Dipa_ are ye kiski magazine lekar bethi hai .
Nadani _ second year student group bana kar iss magazine ko dekh rahi thi .

Dipa_ kya dekh rahi .thi
Nadani _ isko front page par manik ki picture ko dikhati hai aur .

Dipa_ oh manik malhotra he is realy hot and handsome men yar agar girls isko admire kar rahi hai to kya galt kar rahi thi nadani ye age hi aisi hoti hai jab girls kisi aise hi insan ke sapne dekhti hai chahe woh onhe Mile ya nahi so just chill yar har waqt gussa mat kiya karo dikhao jara iske interview ko kya likha hai osme .

Nadani _ kya likha hoga wahi jo sab likhta hai chalo class ka time hovraha hai notes dekho interview dekh na jarori nahi hai book lekar rakh deti hai aur.

Dipa_ kya nadani tu ne to book aise rakh li jaise manik malhotra tera husbad ho aur main ose chura longi ose book se .

Nadani sunkar shoked hoti hai aur.

Nadani _ dipa .

Dipa_ just joking yar chalo class atend karte hai .

Nadani _bakwas kam kiya karo dipa mughe pasand nahi hai aisa mazak ok kehkar nikal jati hai aur
Dipa smile karte hue .manik ki picture ko phir se dekhne lagti hai aur aur .

Dipa _ lo mairi best friend gussa ho gayi tumhari wajha se pata nahi kya hai iske dil main batati nahi hai kisi ko bhi agar nadani age main tumse chhoti hoti to dono sath bahut achhe lagte wese badi to ab bhi nahi lagti woh tumse husbad kehne se kaise gussa hogayi. Pata nahi koun hai iska husbad batati hi nahi hai mughe bhi bechare bachche ab miss karne lage hai dad ko chalo class lete hai aap aaram karo mr malhotra bay .kehkar nikal jati hai.

Scene change roshni red face liye ghar main enter karti hai aur apne room main bethe bhai ke pass jati hai jo book dekh raha hota hai bethe hue .roshni khush khush oske pass jati hai aur

Roshni _ bhai suno na .

Aditye_ han bolo kya baat hai .

Roshni_ ye dekho .

Aadiyye_ kya dekho yar .

Roshni_ ye picture dekho .

Aaditye_ kyu kya hai iss picture main .

Roshni_ aap hai .

Aaditye_ what main ho kya bakwas kar rahi ho .

Roshni_ bhai dekho to sahi ek bar .

Aaditye dekhta hai aur .

Aaditye_ yes roshni ye to same main hi hon ye magazine kaha se laayi tum .

Roshni_ geeta ne di maine dekhne ke liye le li aur ye picture dekh kar shoked reh gayi to aapko dikhane ke aayi .

Aaditye_ ye to kisi manik malhotra ke bachpan ki picture hai onki family ke sath aur onka interview bhi hai .

Roshni_ aur dekho manik malhotra kitne handsome hai na.

Aaditye_ han but inke bachpan ki picture maire jaisi kyu hai roshni roshni ko dekhta hai aur.

Roshni_ bhai jo main souch rahi ho aap bhi wahi souch rahe ho kya .

Aaditye_ han ke kahi ye hamare .

Roshni_ papa to nahi hai na isliye aap inke jaise dikhte ho right.
Aaditye_ right roshni pora intrew read karte hai hum .

Roshni _ ok .

Dono read karte hai aur.

Aaditye_ isme sirf ye likha hai ki woh unmarid hai abhi tak onki shadi nahi hui hai to woh hamare papa nahi ho sakte hai roshni.kabhi kabhi kisi ka face mil jata hai kisi se osse ye to nahi bol sakte na ki woh hamare dady honge .

Aaditye_ right chalo rakho iss magazine ko kal se dena geeta ko waps ok .

Roshni_ thik hai bhai de dongi main to itna khush ho gayi thi manik malhotra ki picture dekh kar ke ki kahi ye hamare dady to nahi hai same aapki tarha lag rahe hai apni child hood ki picture main cute sa pout bana kar bolti hai aur.

Aaditye_ pagal ho pori ki pori aise hi khush ho jati ho papa aise hi thode hi mil jayenge hume suddenly kisi book ke page se .

Roshni_ phir kaise milenge bhai papa hume mom to aapko pata hai kitna agreciv ho jati hai papa ke bare main baat karte hi mughe to dar lagta hai onke samne papa bolne par bhi pata nahi kab kya kar le woh gussa bhi to kitna hai onka koi bhi dar jata hai bechare student bhi darte honge onse .

Aadirye_ han sahi kaha papa bhi darte honge onse to aisa lagta hai .

Roshni_ par papa koun hai kaise pata kare bhai .

Aaditye _ mom hai ghar par .

Roshni_ nahi abhi nahi hai kyu .

Aaditye_ amma se pochhta hai dad ke bare main.

Rishni_ amma nahi batayengi bhai mom ne onse vada liya hua hai aapko pata nahi hai kya oss dinbkaha the na onhone .

Aaditye sunkar chup sa ho jata hai aur roshni bhai ko dekhti hai phir magazine main dikhte manik malhotra ko .

Roshni_ bhai .

Aaditye_ hmm

Roshni_ if manik malhotra hamare dad hue to .

Just shut up roshni

Aaditye roshni _ mom keh kar turn karte hai aur gate main gusse se red face liye khadi nadani ko dekh kar onki sans oper ki oper niche ki niche ho jati hai.

I am crazy for you Where stories live. Discover now