Shehnaaz is hurt

378 40 2
                                    

Tabhi Shina sidharth ke paas aakar khadi ho jati hai..
Shina: Sidharth..
Yeh Asin sir aur Shehnaaz ka koi scene tha kya?
Sidharth: nhi sirf Asim usse pasand karta tha.. aur Shehnaaz mujhe..
Shina: hm mujhe shak toh tha..
Sidharth: hn mujhe toh ab bhi hai..
Shina: tumhe jealous nhi hoti..
asim uske paas khada hai..
Mahir: paas khada hai..
Par sath nhi..
Aur Bela ke sath toh main hi hoon..
Shina: hm
Nice..
Aur sab log Jasmin ko gifts dete hain..
uske kaan mein achi si blessing bolte hain..
Sab ek dum perfectly ho raha tha..
Aur ab sab ho chuka tha toh sab dance karne lag jate hain..🥰🥰
Shehnaaz Sidharth ke paas jati usse pehle hi vo Shina ke sath dance karne lag jata hai..
Shehnaaz ko yeh bhi acha nhi lag raha tha..
Asim, shehnaaz ke paas jata hai par vo usse mana kar deti hai..
Toh vo bhi aise hi khada ho jata hai..
Par Vaani, Asim ko convince kar leti hai..
Last but not least..
Wahan Aman aa jata hai.. vo Jasmin se milta hai..
Aur Sidharth ko Shina ke sath dance karte dekh hairaan ho jata hai..
Shehnaaz side par khadi Sidharth ki mom se baatein kar rahi thi.. Aman ko yeh acha nhi lagta..
Vo Shehnaaz ko apne sath dance karne ko bolta hai par vo mana kar deti hai..
Boht zyada baar kehne par vo maan jati hai..
Aur vo dono dance karna shuru kar dete hain..
Aman: yeh kya chal raha hai?
Shehnaaz: I don't know
Aman: mana ke vo dost ban gyi..
Par dance toh tumahare sath hi karna chahiye tha na..
Shehnaaz: leave it..
Uska mann nhi hoga shyed..
Aman: ohkk.
Hum dono toh enjoy karein..
Jab Shehnaaz Sidharth aur Shina ko dekhti hai vo dono kuch jada e kareeb the..

Aur song change ho jata hai..
"Kehta hai pal pal tumse..
Ho ke dil yeh deewana..
Kehta hai pal pal tumse..
Ho ke dil yeh deewana..
Ikk pal bhi jane jana mujhse door nhi jana..
Pyar kiya toh nibhana..
Pyar kiya toh nibhana.."
Mahira to paras: yeh Sidharth apni dost ke sath dance kyu kar raha hai jab ke girlfriend toh paas hi hai..😊

Wahan se Aly guzrata hai toh vo galti se Shehnaaz ki dress par juice gira deta hai..
Aly: am sorry Shehnaaz..
Am so sorry..
Let me clean this..
Shehnaaz: no problem..
It's alright..
I'll do it..
You don't worry..
Shehnaaz wahan se Jate waqt ek baar Sidharth ki or dekhti hai..
Vo bhi uski or dekhta hai..😕😕

Aur shehnaaz ki aankhon mein thoda sa pani tha

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Aur shehnaaz ki aankhon mein thoda sa pani tha.. aur boht sara gussa..
Sidharth to Shina: I think it's enough..
Boht ho gya ab..
Main Shehnaaz ke paas ja raha hoon..
Jealousy toh theek hai par vo hurt ho gyi yaar..
I can't see her like this..
I have to go..
Shina: relax..
Main jati hoon..
Tum yahin ruko..
Sidharth: usse bolna ke yeh sab drama tha..
Shina han mein sir hilaati hai..
Aur vo bhi bathroom mein chali jati hai..
Shehnaaz dress saaf kar rahi thi..
Shina: may I help you?
Shehnaaz: no thanks..
Aur Shina mirror mein khud ko dekhne lag jati hai..
Shina: vaise Shehnaaz.
Am pretty right..
Shehnaaz uski or dekh ke han mein sir hilaati hai..
Shina: aur tumahari shakal kyu utri huyi hai..
Shehnaaz koi jawaab nhi deti..
Shina:(smile karte huye.) You know hum dono drama kar rahe the..
Tumhe jealous feel karwa rahe the..
Aur dekho tumahari toh shakal hi utar gyi..
Aise kaise chalega.. Shehnaaz..
Shehnaaz:(hairaani se..)
Are you serious??
Shina: hmm
Yeh mera hi plan tha..
Ke tumhe jealous feel karwayenge..
Mujhe toh tumahari aankhon mein Sidharth ke liye pyar dekhna tha..
Aur honestly tumahare jitni achi ladki usse aur kahin nhi milegi..
You are best choice of Sidharth..
Shehnaaz ko yakeen nhi ho raha tha ke Shina aisa bol rahi thi..
Shehnaaz ke face par smile aa jati hai..
Shina: ab main help karoon??
Aur shehnaaz han mein jawaab deti hai..
Shina uski help karti hai..
Shehnaaz: by the way thanks
Tumne Sidharth ka kheyaal rakha..
Shina: it's alright
He was my ex
And now my best friend
Itna toh banta hai na..
Aur uski dress saaf ho jati hai..
Shehnaaz khushi se bahar jane lagti hai.
Shina: ek mintue ruko Shehnaaz..
Poori baat toh suni hi nhi tumne..
Shehnaaz:(khushi se) bolo..
Shina: (hm toh hum dono drama kar rahe the.. aur tumahari itne mein hi shakal utar gyi..
Socho!!! Abhi toh Maine Sidharth ko poori trah se fasana shuru bhi nhi kiya..
Tab tumahara kya hoga..)
In mind...
Shehnaaz: excuse me..
Shina: (kheyaal se bahar aate huye)kuch nhi jao..
Just kidding..
Shehnaaz: are you sure??
Shina: yeah..
Just go..
Shehnaaz khushi se bahar jati hai..

Love Chaos (SIDNAAZ)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें