About Sidharth's life (A)

820 51 4
                                        

Sidharth ek boht rich family se Belong karta hai..

uske papa retired army officer hain

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

uske papa retired army officer hain.. vo boht strict, egoistic and disciplined type ke aadmi hain, unko Sab kuch perfect hi chahiye hota hai jis wajah se unke khud ke bache apne baap ko pasand nhi karte.. kyon ke pyar ke bina unhein sab kuch dena aata hai.. jaise ke tahne, demotivation aur nafrat. Par Sidharth ki Maa boht achi hain vo apne sabhi bachon se boht pyar karti hai vo ek housewife hain.

Sidharth ki apni behan jasmin ke sath bhi bhut Achi bonding thi

agar inki family se unke papa ko nikaal dein toh yeh sab boht khushi se rahenge

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

agar inki family se unke papa ko nikaal dein toh yeh sab boht khushi se rahenge. Sidharth ka bhai  yuvi bhi apne papa ke pressurise karne ke kaaran army mein hi job karta hai filhal vo odisa mein desh ki sewa kar raha hai aur uske sath wahin par uski wife riya rehti hai. Iske alawa sidharth ki behan jasmin jisne apne papa ki baat nahi maani.. vo ek fashion designer ban-na chahti thi par uske papa usse railway ki job dilwana chahte the. Jasmin ke laakh mana karne par uske papa ne apni ego ko satisfy karne ke liye zabardasti jasmin ki shadi pakki kar di aur vo ladka bhi army mein tha.. par jasmin ko yeh sab acha nhi lag raha tha.. uske dono bhaion ne Vishakha ke liye kafi ladayi ki thi par uske papa nhi maane toh end mein shadi ke din jasmin apne boyfriend ke sath bhaag gyi aur usse shadi kar li. Ab vo married hai aur apne husband aly ke sath Mumbai mein khushi se rehti hai.

Jasmin ne bhaag kar shadi ki thi jis wajah se uska ab apne Maa aur papa ke sath rishta toot gya tha aur uske papa itne gusse mein hain ke vo toh jasmin ki shakal bhi nhi dekhna chahte unke liye toh jasmin samjho mar hi gayi hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Jasmin ne bhaag kar shadi ki thi jis wajah se uska ab apne Maa aur papa ke sath rishta toot gya tha aur uske papa itne gusse mein hain ke vo toh jasmin ki shakal bhi nhi dekhna chahte unke liye toh jasmin samjho mar hi gayi hai.. kyon ke usne unki ego ko hurt kiya aur society mein bezti karwa di bhaag kar. Aur sabse chota Sidharth.. Sidharth ko bachpan se hi computers mein, phones mein boht dilchaspi thi jaise-jaise vo bada hota gya aur uska interest badhta gya 12th karne ke baad Sidharth ke papa ne usse bhi boht force kiya tha ke vo bhi army ko join kar le par Sidharth bhi kam ziddi nahi tha usne bhi ratt lga rakhi thi ke vo software engineering karenga mtlb wahi karega. Vaise bhi vo apne baap se darta nahi tha.

Jis wajah se Sidharth ki apne papa ke sath banti nhi thi

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Jis wajah se Sidharth ki apne papa ke sath banti nhi thi.. college tak toh theek tha.. par college ke final year mein Sidharth ka college ke dean ke bete ke kisi wajah se jhagda ho jane ke kaaran usse college se suspend kar diya, jab yeh baat Sidharth ke papa ko pta chali toh vo aag-baboola ho gye.. unhone Sidharth ke aage sharat rakhi ke ya toh vo army join kar le ya yeh ghar chod de..
Mtlb itna bura baap koi kaise ho sakta hai!! Apni ego mein unhone Sidharth ko bhi kho diya.. mtlb Sidharth ne ek din gusse mein ghar hi chod diya..jab yeh baat jasmin ko pta chali toh vo usse apne ghar le aayi..

aur Sidharth pichle 8 mahino se jasmin ke sath Mumbai mein hi reh raha tha..

Love Chaos (SIDNAAZ)कहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें