Phir Sidharth Debashish urf Debu ko call karta hai.. Debu: kya huya? Sidharth:Itne time baad phone kiya hai.. Aaj toh dhang se baat kar le.. Debu:(calm hote huye) han bolo प्रिय मित्र ... Sidharth:hasne lag jata hai.. Aaj mujhe Shina mili.. Uske bare mein pta kar.. Debu: tera naukar nhi hoon.. Sidharth: yr am worried.. Vo aaj 3 saal baad mili kuch toh kaaran hai.. Debu: Shehnaaz se break up ho gya kya? Sidharth: nhi toh.. Debu: toh bc.. Ex mein interest kyu? Sidharth: tu kaam karega ya nhi.. Yeh bata? Debu: soch kar batata hoon.. Sidharth phone cut kar deta hai. Aur sone ki koshish mein jutt jata hai.. 5 am In the morning... Shehnaaz, Sidharth ko call karti hai.. Sidharth so raha tha par bina dekhe phone utha leta hai.. Shehnaaz:(pyar se) Gooood morningggg Sidharth ke face par smile aa jati hai.. Good morning..🥰
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Shehnaaz: so rahe the? Sidharth: han.. Shehnaaz: sorry.. Vo main ab free thi mtlb aas paas koi nhi hai.. Sidharth: I love you.. Kya kar rahi ho itni subah? Shehnaaz: nothing vo sab subah mein yahan khet aaye the.. ghoomne Toh main bhi aa gyi!! Sidharth: Baki Kahan gye? Shehnaaz: vo beri se Ber lene gye hain.. Main nhi gyi par.. Sidharth: ber hmm Interesting Vaise acha hi kiya.. tum nhi gyi unke sath.. You know Maine tumhe kal kitna miss kiya.. Shehnaaz: Maine toh tumse bhi zyada.. Sidharth: 4 din aur.. Shehnaaz: hm.. Intezaar kro.. intezaar Sidharth:(serious hote huye) Shehnaaz pta ni yr mujhe boht tension ho rahi hai.. aisa pehli baar ho raha hai ke main concentrate nhi kar paa rha boht fikar si ho rahi hai tumahari!! Shehnaaz: yeh vo Shina ki wajah se hai na.. Sidharth koi reply nhi deta.. Shehnaaz: don't worry.. Vo kuch bhi kar le.. Tum sirf mere ho.. Aur Shina kya.. uska baap bhi mujhe tumse alag nhi kar sakta.. Chinta mat karo.. Am not going to leave you. And yeah I love you more.🥰🥰 Sidharth ko thoda acha lagta hai.. Vo thodi der aur baat karte hain.. phir Shehnaaz phone kaat deti hai kyon ke sab ber lekar aa gye the.. Vo sab Hardeep ko ched rahe the.. Tabhi Manpreet.. Shehnaaz se poochti hai.. Shehnaaz tu dss.. tera koi boyfriend vgera!! Shehnaaz: arre main kahan... Manpreet: mat bata.. Pta toh chal jayega.. Shehnaaz: toh kar lena.. Aur vo ghar aa jate hain.. Sidharth bhi ready hokar apne office mein chala jata hai. Aaj unke office mein ek nyi company aa rahi thi jinko manana tha ke vo the Microsoft world mein invest kyu karein!! Business badhane ke liye iski presentation Sidharth dene wala tha.. Vo khud ko prepare kar raha tha.. 1 ghante ke baad "orical Softwares" company ke members aa jate hain yeh shehar ki ek jaani-maani company thi.. Jab Sidharth company ke purane owner aur current owner ka naam padhta hai toh vo thoda hairaan ho jata hai Aadhe ghante mein sab shuru ho jata hai.. Sidharth jab khada hota hai vo "Asim" ke paas khadi "Shina" ko dekh kar aur bhi hairaan ho jata hai..🧐🧐 Sidharth khud ke face ke expressions control kar leta hai.. Sidharth: hello myself sidharth . And I am Manager of this office and today am going to present our Software's main features and benefits............... Aur 1 ghante baad Sab khatam hota hai.. Asim personally Sidharth se milta hai.. Asim: hlo Sidharth.. Kaise ho? Sidharth: perfect what about you? Asim: hm theek hoon.. Dad ki death ke baad toh bas yhi busy hoon.. Tabhi wahan Shina aa jati hai.. Aaim: meet my personal assistant Shina.. Sidharth hlo bolta hai.. Shina: I think main aapko jaanti hoon Sidharth... Sidharth: but I don't know you!! Asim: Shina I think you should go.. He is my friend.. Don't disturb us. Aur Shina chali jati hai.. Asim: am sorry.. Yeh thodi aisi hi hai.. Sidharth: never mind!!