Next day Shehnaaz Mumbai aa jati hai.. Aur seedha jasmin ke ghar ke bahar aakar khadi ho jati hai.. Vo boht nervous thi, stressed bhi... Boht jada himmat karke vo door bell bajati hai.. Aur Darwaza Sidharth ki mom kholti hai... mom: arre Shehnaaz tum.... Tum hi ho na... vo pink lehnge wali!!!! Shehnaaz:(relax hote huye) g aunty... mom: patch up ho gya tum dono ka?? Shehnaaz: nhi... usse hi manane aayi hoon... Aur tabhi peeche se Jasmin aa jati hai.. Jasmin: arre Shehnaaz tum yahan??? Kaise?? Shehnaaz: tumne toh nhi bataya ke Sidharth yahan hai!!! Mujhe kahinse pta chalna tha!!! Kasmin: am sorry for that... but you know Sidharth!!! Shehnaaz: don't worry I am gonna fix everything... Jasmin: and you also don't worry I am gonna help you.. Shehnaaz: thanks... par vo hai kahan?? Jasmin: apne room mein... naha raha hai... Aur Shehnaaz Aly se mil kar seedha Sidharth ke room mein jati hai... Aur Darwaze par knock karti hai.. Sidharth: khula hai aa jao.. Aur Shehnaaz andar aati hai.. Sidharth towel mein tha..🧐🧐
Jaise hi Sidharth peeche dekhta hai... Shehnaaz!!! Are u seriously here!!! Or Just a imagination... Shehnaaz: main tumahari imagination hoon.. Sidharth: ok... But 2 second mein hi usse realize hota hai ke Imagination baatein nhi karti... Sidharth: are u serious Shehnaaz!!! How do you get in!! Shehnaaz: because you said come in... Sidharth: get out!!! Maine kapde nhi pehne!!! Shehnaaz: so... aise kyu behave kar rahe ho jaise maine pehle tumhe kabhi aise dekha nhi!!! Sidharth: vo baat nhi hai.. it's jasmin's home!! Shehnaaz: I know aur Main Jasmin ki permission se hi yahan aayi hoon.. Sidharh jaldi se darwaza band kar leta hai.. Shehnaaz uss par has rahi thi.. Shehnaaz: itna overreact kyu kar rahe ho?
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Sidharth: (t shirt pehnte huye) listen Shehnaaz... agar tum yahan apna rona dhona, drama karne aayi ho.. so please chali jao.. because am done with you... I don't want to stay with you... please just leave... Shehnaaz:(serious hote huye) I know... So relax... main tumhe manane, rone dhone ya drama karne nahi aayi hoon.. Sidharth hairaan ho jata hai.. Are you serious?? Shehnaaz: yeah I am ... And now can we talk??🙃
Sidharth ajeeb si shakal bna leta hai aur bed par baith jata hai... Shehnaaz bhi uske sath hi baith jati hai... - I know Sidharth maine tum pe trust nhi kiya.. aur ab tum bhi mujhse pyar nhi krte... mujhe bhool gye ho... Right!!! Sidharth: h...h...haan... haan... Shehnaaz: Great.... main bhi... Sidharth ko yakeen hi nhi ho raha tha ke shehnaaz yeh sab bol rahi hai.. Shehnaaz: meri shaadi fix ho gyi hai.. tum aaoge??
Yeh sun kar toh Sidharth ke pairon neeche zameen khisk jati hai... Sidharth: sh...sh... shaadi!!! Kisse??? Kab,?? Shehnaaz: han next week... socha tumhe bhi invite karoon.. I know tum nhi aaoge Because you hate me... but fir bhi insaaniyat ke naate!!! Sidharth: no.. you are joking!! Shehnaaz : come on.... am serious.. Tumhe meri aankhon mein paani... yah dukh dikh raha hai...🙂
Am serious Sidharth... Ab kab tak tumhe yaad krke roti rahoongi.. Ek toh din toh shaadi krni hi thi.. so agle hafte hi sahi.. Tumse nhi toh kisi aur se hi sahi... Sidharth ko abhi bhi yakeen nhi ho raha tha.. -Kisse kar rahi ho.. shadi?? -its arrange marriage... punjab ka hi ladka hai.. Sidharth: ohh... Aur vo uth ke cupboard se pant dhoondhne lag jata hai.. sidharth ko boht bura lag raha tha.. Aur jaise hi uske hath koi si bhi pant lag jati hai vo peeche mud ke dekhta hai... And after that he realizes.... he's on his bed... with shehnaaz... and kissing her so badly that she will never gonna met her again... And its so amazing... just amazing... And one kiss solve everything... like everything!!!!
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
It's like true love doesn't need any explanation or lectures!!!! All it need is just love!!! And that's it. After 2 weeks sidharth and Shehnaaz get engaged... And after 1 week they are going to marry... Like seriously.... Finally..😍😍
Sidharth ne Shehnaaz ke pooore khaandaan ko mna liya... aur iske liye 2 hafte lage... aur manane ke seedha baad hi unki mangni ho gyi... Aur agle hi hafte shaadi bhi fix ho gyi... Shehnaaz : SIDHARTH vaise tumne uss din achanak se kiss kyu ki?? Sidharth: kyon ke main tumhe mere alawa kisi aur ke sath nhi dekh sakta.. aur yeh kheyaal hi itna bura hai.. Shehnaaz: pehle kyu nhi socha?? Jb main itne mahino se manaa rahi thi.. Sidharth: main tumhe kisi aur ke sath nhi socha na!!! Lga ke tum shyed mujhe hi mnati rahogi poori zindagi....they kissed eachother...
Shaadi ki tyariyan zoron se ho rahi thi.. Aur intezaar khatam huya... Sab log boht khush the... Shaadi Jalandhar mein thi.. sab log ready ho rahe the.. Shehnaaz toh obviously sabse jada khush thi.. usne ab tk jo jo chaha tha usse mil gya tha.. toh usse jada lucky aur kaun ho sakta hai.. ☺☺☺
Shaadi gurudware mein ho rahi thi Shehnaaz punjabi hai toh shaadi punjabi style mein. Unki shaadi mein sab aaye the.. Himanshi and ritvik Newly married Mahira and paras , Vaani and asim, Mahi, shefali, Aman. Jasmin and aly aur meera...
Vo sabhi guru dware jaate hain.. 4 laawan hoti hain... And shaadi done.. uske baad khana-peena aur naach-gaana... Sabhi Shehnaaz and Sidharth ko dance karne ke liye force krte hain... Aur fr vo dono dance krte hain... "Mila hoon ab main jo tumse.... Toh dil ko mere kasam se... Sakoon mila...... sakoon mila...." Itna easy nahi tha... but in dono ne kar dikhaya... Shehnaaz ko toh umeed bhi nhi thi ke kya vo Sidharth ko convince kar payegi!!! Kya vo usse dubara accept kar lega!!!! But yeah he did it. Sidharth ka gussa tab tak hi hota hai jb Shehnaaz uske paas nhi hoti... uske saamne aa jane se hi vo pause ho jata hai.. aur gussa toh bhool hi jata hai.. jab tak door tha toh rude sa tha jaise hi Shehnaaz milne aayi achanak se change ho gya... yeh asar hai pyar ka.... 😘😘😘
After so much problems finally they did it.. Shyed shah rukh khan sahi tha.. Jisko hum poori shiddat se chahein poori kayanaat usse milwane mein jut jaati hai.. Bus station par kiss se shuru huya yeh pyar end mein kiss par hi aa kar khatam huya.. and they get married. And it's called an Love... Love has no boundaries... So break your boundaries and love the love of your life. Give them their space,freedom & love. Trust is a very great thing. Chose carefully and trust blindly that no one can break your love bond.. no one.. And keep it Forever. 😍🤩😘