Plz come back Sidharth

586 49 1
                                        

Thodi der mein wahan ek aur car aati hai..
Us mein Aman tha..
"Chalo baitho jaldi.. drop jar deta hoon."
'Sidharth nhi aaya?'
"Nhi"
Aur vo uski car mein baith jati hai..
Shehnaaz: vo aisa kyu kar raha hai Aman?
Aman: vo aisa hi hai Shehnaaz. bas tumne aaj pehli baar dekha hai..
Shehnaaz: main usse boht pyar karti hoon Aman..
I want him back in my life..
Please kuch karo..
Aman, Shehnaaz ki aankhon mein Aise pyar dekh kar thoda emotional ho jata hai..
"Par usne toh boht logon ko maara hai Shehnaaz.."

Shehnaaz: it doesn't matter I know uska iraada galat nahi hoga

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Shehnaaz: it doesn't matter
I know uska iraada galat nahi hoga.
Aman: are you serious??
Shehnaaz: Han
Par aisa kya ho gya Aman.... jo vo gun lekar ghoom raha hai..
Aman: yeh lo tumhara flat..
Kal baat karenge..
Ab araam karo..
Shehnaaz chali jati hai..
Vaani room mein depressed huyi baithi thi aur Mahi bhi preshaan thi..
Tabhi Shehnaaz ko sahi salaamat dekh kar vo dono khush ho jati hain..🥰🥰🥰
Vaani: kya huya tha?
Mahi; kaisi ho?
Vaani: aur wapis kaise aayi?
Mahi: are you alright?
Aur Shehnaaz un dono ko sab batati hai.
Vaani police report vapis le leti hai.
After listening whole incident
Mahi: he's just a monster..
Shehnaaz: no...
I don't think so.
Vaani: but he's murdered.
Shehy: it doesn't matter to me.
Main bas yeh jaanti hoon ke I love him.
Aur usne kisi galat insaan ko nhi maara hoga..
I can't leave him like this..
He can be a good person.
Vaani: I think you are right
Usse tum theek karo Shehnaaz aur samjhao..
Shehnaaz: han..
Main yhi karoongi.
I can't leave him like this.
Mahi: agar tum dono ko koi problem nhi hai toh mujhe kaise ho sakti hai..
Aur vo teeno hug karti hain..
Vaani: I can't believe hum Shehnaaz ke itne kareeb aa gye hain vo bhi itne kam samay mein..
Friendship is more strong than blood relations..
Maybe..
Scene comes to Sidharth
Sidharth: so drop kar diya usse?🧐
Aman; han..
Tu hi kar deta..
Sidharth: I can't
Tune hi toh kaha tha door reh..
Bas wahi kar raha hoon..
Aman koi jawaab nhi deta..
Sidharth: I think you are wrong Aman.
Shehnaaz vaisi nhi hai..
You know she still love me.
Still
Aman: han dekha Maine..
Sidharth: toh??
Aman: toh main kya karoon ab!!
I have no idea!!
Sidharth:(gusse mein) tere kehne par Maine uska dil toda..
Ab tujhe kuch pta hi nhi..
Sahi tera bhi..
Sidharth ghar se bahar chala jata hai..
Deep down Aman bhi agree kar raha tha ke Shehnaaz sach mein Sidharth se boht pyar karti hai.. varna koi ladki sise kaise kisi ke bhi liye aa jayegi..
Subah ho jati hai..
Shehnaaz: aaj firse sidharth ko dhoondhna padega.. usse baat jo karni hai..
Vaani: wahi mall chalte hain..
Wahin hoga..
Mahi: han good idea..
Vaani: aur aaj please chup ke milna kahin aaj phir koi utha kar le jaye..
Shehnaaz: yeah I'll take care of it.
Aur aaj Shehnaaz akele hi jati hai..
Vo mall mein bani mein cafe mein baith jati hai.. aur wait karti hai ke shyed vo aaj yahan aa jaye..
3 ghnte go jane par bhi koi nhi aata..
Shehnaaz wahan se uth kar bahar aa jati hai..aur idhar udhr ghoomne lag jati hai.. tabhi uski nazar Wahin ek mirror par jati hai aur usmein  2nd floor par khade Sidharth ka reflection dikhta hai.
Sidharth side par khada tha.. aur Shehnaaz ko hi dekh raha tha.. Shehnaaz hairaan ho jati hai ke vo yahin par tha.. aur chup kar dekh raha tha..
Shehnaaz aankh bacha kar 2nd floor par jati hai.. aur Sidharth ke peeche jaakar khadi ho jati hai..
Shehnaaz: kise taad rahe ho??
Sidharth usse apne peeche dekh hairaan ho jata hai..
"Nothing"
Aur wahan se jane lagta hai..
Shehnaaz: kab tak bhagoge??
Sidharth: bhaag nhi raha bas tumahari protection kar raha hoon..
Shehnaaz: you don't love me na..
Toh itni fikar kyu?
Sidharth: main nhi chahta ke meri wajah se koi bemaut mare..

Toh itni fikar kyu?Sidharth: main nhi chahta ke meri wajah se koi bemaut mare

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


Shehnaaz: ek cheez maangoo?
Sidharth: han..
Shehnaaz: Kya mere sath chaloge?
Sidharth; Kahan?
Shehnaaz: don't ask
Bas chalo..
Aur vo Sidharth ko kheench kar le jati hai.
Vo dono raat wali sunsaan jagah par aa jate hain..
Sidharth: what is this??
Aur Shehnaaz usse zor se hug karti hai..
I love you Sidharth🥰🥰
I don't care ke tum kya ho..
I can't believe ke main yeh sab kyu kar rahi hoon..
Par mujhe tumse sach mein boht pyar hai.. you know ek hota hai aadat padni..
Par tum meri aadat nhi ho..
Zaroorat ho..
Please don't do this to me.. I know you also love me.. bas pta nhi kaun si stupid zid pakad rakhi hai tumne..
Sidharth: ab chodo..
Agar ho gya tumahare?
Shehnaaz: abhi nhi..
Tumhe yaad hai hab main pehli baar tumahare sath date par gyi thi.. ammm kya pehna tha Maine..
Sidharth: black sari..
Shehnaaz khushi se: han..
Ek vo din tha jab tum dekhna band ni kar rahe the.. aur ek aaj ka din hai main kab se tumhe gale lagakar khadi hoon.. tum hug hi nhi kar rahe ho..😀
What's wrong with you sidharth?
Sidharth: what's wrong with you Shehnaaz??
Kya pagalpan hai chodo ab..
Aur Shehnaaz chod deti hai..
Sidharth wahan se jane lagta hai..
Shehnaaz zor-zor se gaane lagti hai..
"Agar raaste alag ho jaye..
Chalte-chalte hum kho jayien...
Main phir bhi tumko chahoongi..
Main phir bhi tumko chahoongi
Iss chaht mein mar jaaoongi..."
Aur Sidharth hasne lag jata hai.. par vo rokta nhi..
"Pagal ladki"
Vo chala jata hai..
Sidharth seedha Arhaan ke paas jata hai..

Love Chaos (SIDNAAZ)कहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें