Sid: Tumahari bhi ek family hai Jasmin!! Mana ke aly tumse pyar karta hai iss liye vo bhi tumahare liye yahan aa gya, par samjho.. aise theek nhi hai.. tumhe vapis Mumbai mein apne ghar mein chale jana chahiye. Mera kya hai! Koi family nhi hai, biwi nhi hai... nothing..
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Don't worry, mujhe kuch nhi hoga.. main khud ko khatam nhi karoonga.. itna bujhdil nhi hoon main, aur job bhi toh hai mere paas.. so don't worry about me. Am fine Jao apna ghar sambhalo, Aly ko sambhalo. Jiske liye poore ghar se ladi thi.. Aur vo dono ek-doosre ki or pyari si smile karte hain. 'And yeah I love you my dear sister' Jasmin: I love you more.. Aly:unke peeche hi khada tha.. Aly: I love both of you 3 times❣
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Aur vo teeno ek-doosre ko gale lagate hain.. Aly: chalo ab sab sort ho gya!! Jasmin: tumahara ghar main settle karwa kar jaaoongi. Sidharth: theek hai. Aur Jasmjn dinner ki tyari shuru kar deti hai. Shehnaaz bhi kafi late ghar aati hai.. Mahira: oh my God Shehnaaz!! Tum achanak se kahan chali gyi thi? Maine tumhe itne phone kiye, itna dhoondha.. Shehnaaz: nhi bas main aise hi chali gyi thi, college mein theek sa nhi lag raha tha.. Mahira: air yeh tumahare hath ko kya huya? Patti baandh rakhi hai.. Shehnaaz: nhi vo choodiyan toot gyi thi..toh thodi si lag gyi. Mahira: tum theek ho na? Shehnaaz: Han Mahira: am sorry yaar vo subah Maine sab kharaab kar diya, un sabko bata kar.. Shehnaaz: koi ni.. is mein kaun si badi baat hai.
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Mahira: pakka? Shehnaaz: han, pakka Mahira: chalk aao, khana khate hain.. Shehnaaz: nhi, main bahar se khaa kar aayi hoon.. Mahira: akele-akele? Shehnaaz: han Aur vo room ki taraf chali jati hai.. Jan tak Mahira dinner finish karke aati hai, Shehnaaz so gyi thi.. Mahira bhi uske sath so jati hai.. Sidharth apne room ki window mein baith kar bahar dekh raha tha.. aur Shehnaaz ke bare mein soch raha tha.. Agle din Mahira jaldi uth jati hai.. Mahira: utho Bela, late ho jayenge!! Shehnaaz: main aaj nhi jaa rahi, tum chali jao.. Mahira: kyu? Shehnaaz: mujhe bukhaar hai.. Mahira:(tension mein) oh my God!! Yeh kaise huya? Shehnaaz: pta nhi.. Mahira doctor ko call karti hai.. aur doctor Shehnaaz ko medicine and rest karne ko kehta hai. Mahira bhi poora din Shehnaaz ke sath hi rukti hai.. Mahira usse both baar poochti hai ke usse kya huya hai.. kal se weird behave kyu kar rahi ho? Par Shehnaaz usse kuch nhi batati.. Vo thoda hurt thi. Sidharth bhi Aly aur Jasmin ke sath apna flat pasand kar aata hai.. aur shaam ko Jasmin uske ghar ke liye shopping karni shuru kar deti hai.. Aur aise shaanti-poorwak ek din beet jata hai.. Next day Shehnaaz theek thi toh vo bhi tyar hokar college ke nikal jati hai.. Buddies for life ke sabhi members college ke bahar khade hokar hi Shehnaaz aur Mahira ka wait kar rahe the.. Vo sab un dono ko aate dekh khush ho jate hain.. jaise v Shehnaaz aage badhne lagti hai.. tabhi wahan Sidharth aa jata hai.. Sidharth: hlo..
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Shehnaaz usse dekh kar poori trah se chaunk jati hai.. Mahira: tum Sidharth ho na!! Sidharth: han bilkul Mahira: tum yahan kya kar rahe ho? Sidharth: dikh nhi raha isse milne aaya hoon.. Tabhi baki bhi wahin aa jate hain... Paras: tum Mahir ho? Sidarth: han.. Mtlb isne tum sabko mere bare mein pehle se hi bata rakha hai?
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।