Shiva's efforts

1.6K 86 18
                                    

After one week:

Dhara was making breakfast when she felt very uneasy. She complained about this wierd sensation to Gautam and Dhara. Gautam made Dhara seat and handed her a glass of water. She realised she had felt the same way when she had conceived. She told them she will test and come. She goes to the bathroom. Gautam and Raavi were walking outside from one side to the other in anxiety. Dhara opened the door and exclaimed. YES! She was pregnant. She got emotional. Raavi jamp and hugged her. Gautam also pounced on them in happiness.

Raavi: Di chalo. Hospital chalte hai. Ek baar poora poora checkup kara lenge.

Dhara: Are Raavi. Tu college jaa. Thode din baad chale jaenge na doctor ke paas. Ab maa ko bhi batana hai.

Raavi: Di ek minute. Kisiko bhi kuch bhi batane se pehle ek baar doctor se sab discuss kar lenge na. Fir sabko bata denge. Iss baar poora poora mai dhyaan rakhungi aapka.

Raavi forces them to visit the hospital. They get all the basic tests done. They wait for the reports and it says everything is normal. The doctor told that Dhara would feel weaker as she had a miscarriage before for initial three months. When they spread the news to the pandyas, everyone were very happy and nobody could contain their happiness.

Everybody on video call:
Suman: Dek Gaumbi ab tera koi doosra kaam nhi hai. Tu bas Dhara ka poora poora dhyaan rakhega. Aur mai na Shiva ko wahan bhej rhi hoon. Woh wahan ka saara kaam sambhal lega. Raavi ko college rahega na.

Shiva was smiling on the inside. It turns out even universe wanted him to convince Raavi to accept him completely.

Raavi: Shiva..?? Are maa mai hoon na yahan. Mai sab sambhaal loongi.

Shiva: Nhi maa. Tune bilkul sahi kaha. Mujhe waha jaana chahiye Gombi aur bhabhi ka help karne.

Suman could sense something fishy in their talks. She decided to address it later.

Suman: Raavi, tujhe kab college rehta hai?

Raavi: Subah 9 se shaam 5 tak.

Suman: Toh subah nashta tu bana degi. Khana bhi banake jaegi. Chal Gombi garam karke dega Dhara ko khana. Fir raat ko aake fir khana banaegi. Aur uske baad sab kaam sametke jaake padhai karegi. Sab sambhal paegi tu?

Raavi(hesitantly): Haa maa kar loongi.

Suman: Chup. Mai kuch nhi sunri. Shiva kal subah tak wahan hoga bas.

Shiva gives a wide smile to Suman.

Later that evening:

Suman calls Shiva over.

Suman: Tum dono ke beech kuch gadbad hai na?

Shiva(without any hesitation): Maa maine bahut badi galti kardi. Aur usi ke wajah se aaj sab sukhi hai. Bhabhi, Gombi, Tum aur Raavi bhi. Maine kitna dukh diya hai Raavi ko par usne hamesha mujhe sahi rasta dikhaya hai. Maine toh uske...(and stops suddenly. He realised he had promised Raavi that he would not tell about the reason to anybody).

Suman: Agar apni galti tu bata bhi nhi paa rha matlab kuch badi galti hi ki hogi tumne. Aur uss bachi ne bina kuch tamasha kiya sabkuch sambhal liya.

Shiva: Haa maa. Magar woh ab mere saath pehle jaise nhi rehti.

Suman: Kya itni badi galti kar di tume Shiva?

Shiva(tears in his eyes): Haa maa... Mai usse jitna bhi maafi maangu kam hai. (Not meeting his eyes with suman)

Suman: Acha agar tum batana nhi chahte tkh chalega. Tum miya biwi ke beech ka baat hai. Mai nhi padungi. Magar haa Shiva, ladkiyon ko na sabse zyaada apni izzat pyaari hoti hai. Tu jitna bhi choti moti nok jhok karle uske saat, jiss din uski izzat nhi karega na woh jitna bhi duk sehna pade peeche nahi aaegi.

Pyaar Toh Hona hi ThaWhere stories live. Discover now