CHAPTER 35

526 61 22
                                    

Amarsri and Srinav were at the Vaikunth, along with Bhagwaan Vishnu and Mata Laxmi looking down at the chaos being unravelled by Hiranyakashyap.

He was had the Patal lok, Swarglok and Bhu-lok, Hiranyakashyap had orders his soldiers to break all the temples of Bhagwaan Vishnu and kill all those who worship him.

The only ones who were surviving were the ones who accepted his supremacy over Narayan and worshipped him. Hiranyakashyapu really wanted himself to be the god.

"Pitashree, Hiranyakashyap aapke mandir tod raha hai, aap kuch karte kyu nahi ?" Amarsri asked.

"Mandir toh Tut rahe hai, kintu fir bhi Hari Naam ke jaap ki gunj ho rahi hai." Mata Laxmi said.

"Kaun hai woh veer jo hari naam ka jaap karke, Hiranyakashyap ko chunauti de raha hai ?" Srinav asked.

"Prahlad." Bhagwaan Vishnu smiled taking his name.

"Prahlad ? Hiranyakashyap ka putra aur aapki bhakti ?" Amarsri asked.

"Ha Amarsri, yeh balak ko Hari naam ki diksha Narad Muni ne di thi, jab iski mata unke aashram aayi thi. Tab Prahlad apni Mata ke garbh mei tha." Mata Laxmi said.

"Hiranyakashyap ke ghar mei hi Vishnu-bhakt ka janm huya ? Uttam." Srinav said.

Down there, Shukracharya had come to pay a visit to Hiranyakashyap. The Daitya king was venerating him when the Asur-guru heard the name of Vishnu being chanted.

"Yeh kya Hiranyakashyap ? Mujhe laga tumne Vishnu-bhakti par prabandh lagaya tha." Shukracharya said.

"Lagaya tha. Aur jo bhi uss Vishnu ka naam le usko mrityu dand milta hai." Hiranyakashyap said.

"Toh yeh Hari naam kaun le raha hai ?" Shukracharya asked.

"Mera putra..." Hiranyakashyap sighed.

Shukracharya stood up and went where Prahlad was chanting the name of Vishnu bhagwaan as Hiranyakashyap followed him behind.

They reached the room of Prahlad where he was kneeling in front of the balcony and praying in front of the sun. With joined hands and closed eyes he chanted the name of his lord.

"Om Vishnudevaye namah.... Om Vishnudevaye namah...." Prahlad chanted.

Seeing him chant the name of Vishnu Bhagwan with so much devotion, Shukracharya came to know that Prahlad will not turn away from this path.

"Hiranyakashyapu, yeh tumhare liye apshagun hai ! Tumhara apna hi putra Vishnu ki upaasna kar raha hai ? Yeh tumhare hit mei nahi." Shukracharya said.

"Tatparya ?" Hiranyakashyap asked.

"Tatparya ki kahi aisa na ho ki yahi balak ek din tumhare kaal ka karan bane." Shukracharya said.

"Uchit kaha aapne Gurudev, isse pehle yeh mera kaal bane Mai isse hi kaal ke mukh mei daal dunga." Hiranyakashyap said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Sada sumiran karle pyaare....
Naam mei Hari samaye....

Bhakti ki mahima se Nar ka...
Bhakti ki mahima se Nar ka....
Narayan ho jaye !

Vishnuve namah Vishnuve namah
Vishnuve namah Vishnuve namah
Vishnuve namah Vishnuve namah

HARIHARESHWARI 7 : VARDAAN AUR VIKALPWhere stories live. Discover now