Update-32

11 2 0
                                    

Jese hi gav se belgadi par hui kajri ki mushkan fel gai. Kajri turant hi dhansi ke pas aai. Aaj kajri ki khushiyo ka thikana nahi tha. Uske chahere ke bhav bhi kuwari ladkiyo jese the. Or dhansi ko kuchh anhoni hone ka dar tha. Kyo ki rat jab vo dhima ke ghar se aai to usne apne jeth ko nange behosh pade dekha tha. Or uske ling se kuchh khoon bhi dekha tha.

Kajri ; (utsukta+smaile) sun ri ab ghar ka sara kam kaj sambhal lena. Me rat hone se pahele nahi aaungi.

Dhansi ; (zuthi mushkan) thik he didi par khayal rakhna muje kuchh thik nahi lag raha.

Kajri ; (utsukta+smaile) ri pagli ab to sab thik huaa. Dekh koi gav ka mera puchhe to bolna me kheto me kam kar rahi hu. Thik he ab me chali.

Or kajri bada sa ghughat kar ke raziya ke ghar ki taraf chal di.

Vahi ghar me dhima ko kuchh bechen dikh rahi raziya ko dekh ke shak huaa. Or shusumi jan buch kar dhima kuchh na puchhe is lie vo andhere me chhupi rahi. Dhima apni biwi ke pas aaya. Raziya ko baho me lekar puchhta he.

Dhima ; kya ri rajjo aaj kya ho gaya tuze.

Raziya ; (ghabrahat chhupate hue) nnn nahi to muje kya huaa he.

Dhima ne raziya ka sar chum liya.

Dhima ; gharwali he tu meri. Or bachpan se sath badi hui. Ab bol.

Ab raziya ko kuchh na suja. Lekin vo dhima ko kahi bich me nahi la sakti thi. Par fir bhi vo mushkurati he.

Raziya ; (smaile) areeee vo sali kamini kajri aa rahi he.

Dhima ; (smaile) to mana kar de na. Teri marzi na ho to me kisi ko chhuna to dur dekhu na.

Raziya ko apne pati ki bat sun kar uspe pyar aa gaya.

Raziya ; (sharti smaile) na na vo bat nahi. Mere jesi Purani he vo. Or chunoti di he usne. Ki dhansi to lodiya thi. Uski chal badal ke konsa teer mar diya. Muje thaka de to me manu.

Dhima ; (gurur bhari smaile) ohhh achha to tuje chunoti di he. Koi bat nai aane de. Aaj to vo bina shahare ja nahi paegi.

Raziya khush to hui par vo apne pati ka damdar sambhog dekh nahi paegi. Iska use gam tha.

Raziya ; (smaile) thik he fir me bahar pahera dungi. Muje uski chikhe bahar se sun ni he.

Dhima ne raziya ka chahera thama or uske labo se lab laga kar raspan karne laga. Tabhi raziya ke kano me shusumi ki aavaj sunai di.

Shusumi ; didi me akeli nahi ja sakti. Bahar dhup he. Muje tumhari padchhai ki chhav ki jarurat he.

Ab raziya ko kya karna vo sab samaz gai.

Raziya ; (smaile) thik he to me gav ka chakkar laga aau.

Raziya apne ghar se nikal gai. Vo janti thi ki uski padchhai me shusumi he. Vo chalte hue shusumi se bate karti he.

Raziya ; (ghabrahat) dekh ri. Me pahele bol rahi hu. Na tu un teeno ko maregi. Or na hi tu un teeno ko nukshan pahochaegi. Bas unki kese bhi yaadash mita ke unhe chhod ke aa jana.

Par shusumi to chudel thi. Or shikar vo kese chhod sakti he. Par dur ek ped se dhima ki paheli biwi jo chudel thi. Kumutra unki bate sunte hue mushkura rahi thi. Kyo ki shusumi jis pishaji zund ki bachi thi. Vo us zund ki rani thi. Or apne pariwar ki pahwre dari vo khud kar rahi thi.

Chhotu chhote lal or hakim teeno rupsli ko lekar dopahar tak aadha jungle par kar chuke the. Dhup to thi par pedo ki chhav jyada thi. Rupali to fir se behosh ho chuki thi. Dhire dhire vo teeno apni mansil tak pahoch gae. Unhe kisi ladki ki chikh sunai di. Par vo chikh har kuchh pal ke bad bar bar suani deti. Jese koi kisi ladki ko bar bar mar raha ho. Vo teeno dar gae.

Saya- A Horror love storyWhere stories live. Discover now