Mehrotra: Punjabi
Dada (dead) and Dadi
-> Raj × Sonia
● Kunal (28)
● Aarohi (22)
-> Kabir (dead) × Maya
● Anshuman (27)
● Veer (22)Randhawa: Punjabi
-> Ronit (dead) × Shreeja (dead)
● Niharika (29)
● Mannat 'Maan' (26)
● Adhij (22)Narayan: UP
-> Dheeraj × Aisha
●Bela (28)Bhatia: Gujrati
-> papa (dead) × mummy (dead)
● Shaivi (22)---☆---
Characters and Background:
Kunal Mehrotra
28 y/o 3rd generation heir to his Dada ji's construction and building company. Apne Dada ki company ko uunchaiyon tak le jaana chaahta hai.
Teeno mein sabse shaant aur khunkhaar hai. Class, standards aur status Kunal ke liye bohot maene rakhta hai aur usse jyada kuchh bhi jaroori nahi hai. Apni aur apni family ki reputation aur image bohot important hai aur kabhi bhi ghar ki ijjat ko kam nahi hone dega. Arrogant aur egoistic hai. Use gussa dilana aasan hai lekin khush karna mushkil. Responsible aur mature hai. Perfectionist. Apni responsibilities ko bohot seriously leta hai.
Apne bhaiyon se bohot pyaar karta hai, uski behen uski jaan hai. Apne bhaiyon ke saath hamesha khada hai aur apni behen ki muskaan ke liye wo duniya tabah kar sakta hai. Apne Chhote Papa ka affair aur death dekhkar usne thaan liya ki wo hamesha apne bhai Anshuman ko sambhalega aur Veer par us ghatna ka asar nahi padne dega. Apni behen ko dukhi nahi dekh sakta hai. Use lagta hai ghar ka bada beta hone ke naate uski jimmedaari hai pure pariwaar ki raksha karna.
○●○●
Anshuman Mehrotra
27 y/o 2nd generation heir to Inmiro Co., an interior designing company, jise uske Papa aur Bade Papa ne milkar khada kiya tha. Apne kaam ko lekar bohot serious hai.
YOU ARE READING
Uljhe Dor (The Mehrotras book 1)
RomanceThe Mehrotras series: Book 1: Uljhe Dor Book 2: Ulajhte Dil Yeh kahani teen bhaiyon, Mehrotra pariwar ke vaaris Kunal, Anshuman aur Veer ki hai. Kunal bhale hi dono ka cousin hai, lekin teeno ke beech pyaar sage bhaiyon se bhi badhkar hai. Inki zind...