Hey guys .. 280 no .. that's great .. I hope it just keep on increasing. .
Moving on to my next part ..Capt abhimanyu apne room mein hote hai ..
Vo apne room ko dekh rahe hote hai ..
Har ek corner ko , bed ko , apni closet ko , drawers ko .. Har cheez vaise ki vaise hi hai jaise hum chodh kar gaye the ..2 saal beet gaye pta bhi nai chala ..
Babasa ko guzare huye bhi itna tym chala gaya ..
Aisa ek pal nai tha jab humne apko yaad nai kia Babasa .. lekin apni duties mein , desh ki suraksha mein hum is tarah magan Ho gaye the ki yahan ane ka mauka hi nai mila ..
Itne mein kakasa abhimanyu ke room mein ate hai ..Kakasa : Sarkar .. ap abhi tak aise hi khade hai .. araam kar lo..
Abhimanyu : kakasa ap se kitni bar kaha hai humne ki ap hamain sirf aur sirf abhimanyu bulaya ki jiye ..
Hum apke like vahi abhimanyu hai jo apki godh mein khel kar bada hua hai .. apke liye jo hamare Mann mein jagah hai , jo respect hai vo bilkul vaise hi hai jaise hamare Babasa ke liye thi ...
Kakasa : hum jante hai .. tabhi to apne Sara jimma hamain saunp diya aur khudh chale gaye desh ki seva mein..
2 saal baad ap yahan aaye hai ..Hamain bhut khushi hui .. hum behadh khush hai ..
And they hug each other in the same way as father hug his son ..
After that hug , kakasa asked him to take rest ..
Par Jane se pehle he asked him one question .
Kakasa : abhimanyu ye ladki jo apke sath ayi hai kya naam hai unka ..
Abhimanyu : kaunsi kakasa .? 2 ladkiyan ayi hai .
Kakasa : jo hmm. Jo apke sath Vale kamre mein hai. Vo kain hai ?
Abhimanyu : vo.. unka naam akriti hai .. vo kma mein hamare cadet thi .
Kakasa : pura naam kya hai .?
Abhimanyu : akriti bhatt .. lekin baat kya hai ?? Ap jante hai .?
Kakasa : nai ... vaise hi pucha .. dil ki bhut saaf hai vo .. Aisa hamain mehsus hua ..
Abhimanyu : Han kakasa .. ap keh sakte hai ye unke bare mein .. jo dil mein hai vo zubaan pe bhi hai ..
Apko pta hai vo pehle stunt woman reh chuki hai . Is liye Un mein Josh kuch jyada hi tha ... lekin fir dheere 2 unke nature ko shant kia humne .. and rest abhimanyu told kakasa about akriti and his story which was shown in lrl.
Kakasa : ap khudh bhi to ek bhut ache bete reh chuke hai ,fir ek ache cadet , captain , ek ache dost bhi .. to ek Acha teacher ya mentor na bante. . Aisa Ho hi nai sakta tha ..
Abhimanyu : kya kakasa ap bhi na .. apne bete ki tariff karna band kijiye ..
Kakasa muskurane lagte hai .. aur abhimanyu ko aram karne ko kehte hai .
And leaves from there.
After two hours ..
Sab apne 2 rooms se bahar ate hai ...
Shaam Ho chuki thi .They all had some snacks with tea ..
Peter : wow .. maine kabhi nai socha tha ki main kabhi aise ek raja ke sath baith kar snacks aur chai ka lutaf uthaunga. .
And with this all started laughing. .
Abhimanyu took them all for a tour to his palace ..
He show them all the rooms , garden , swimming pool, water fall , his horse. .
Horse ko dekhte hi akriti socha mein padh jati hai.
Kakasa akriti ki taraf dekhte hai ..
Vo akriti ke pass jate hai and
Kakasa : kya hua .. ap is ghode (horse) ko is tarah se kyun dekh rahe hai ... ?Akriti : kuch nai .. bas aise hi..
Kakasa : ye ghodha abhimanyu ka aur hamare Sarkar ka sabse ziddi par favourite ghodha hai . Inke ilava is par ajtak koi aur ghudh savari nai kar paya . .
Han ek kuch saalon pehle ek ladki ne jarur isko kabu mein Le liya tha. .Akriti soch mein padh jati hai aur chali jati hai ..
Kakasa in pov : hamain Aisa kyu lag raha hai jaise ki humne inhe pehle kahin dekha hai. Lekin kahan.. ?
Then he moves to his office area where all the files were kept.
He searches in all the files and then he saw a picture. .. that picture was of akriti. .
Kakasa to himself : hmm... hamara shak sahi nikla. . Ye ladki koi aur nai balki ek rich businessman Mr. M. L. Bhatt ke beti hai .. jo 3 saal pehle hukum se mili thi ..
Aur jise hukum ne abhimanyu baba ke liye pasand bhi kiya tha ...
Lekin unki taraf se mana Ho gaya tha . ..
Hairani ki baat hai jis ladki ne baba ko mana kar dia tha vo aj unke sath hai . Kuch to baat hai .. pata lagana padega ..
I know this will come as a shocking to all of you that akriti ek businessman ki beti nikali .
Well iski history , mystery ya past whatever baad mein pta chalega ..
Soo... till then .. keep guessing. . 😜
YOU ARE READING
KISMAT ... Kabhi Bhi Badal Sakte Hai...
Fanfiction12th October 2016 , Hey guys .. This is my first fanfic which I am going to write over here .. It's all about " LEFT RIGHT LEFT " serial.. In this story, my story line will revolve around the capt. Gunraj singh randhawa and cadet vidya saxena...