Part - 74 ( B)

938 50 140
                                    

Hey guys ...
Im back with my second part of it ...
As i said its a special dhamaka which you all have witness with one ...

So here its a second one for all my fans and readers ...

Continuing with the last one ....

Bc : jee Han .. ap logon ne sahi sunna ki ye chaaron ab captains nahi rahe kyunki  ministry and chief of army staff  ne in chaaron ka promotion kar diya hai ...

All became happy listening to this ....

Bc : aur Iske sath sath Naveen Singh Ahluwalia ,  rajveer Singh Shikhawat and Vidya saxena  ko active kar diya hai ..
Yani ki ab inhe under cover rehne ki koi jaroorat nahi hai ..

All became very happy listening to this and started clapping for them with three cheers to them ...

Meantime , orderly came with the uniforms and medals on the big thalis ..

Bc : major Ahluwalia, major Shikhawat please accept your uniforms , get into this and come back here ..

Lt. Vidya saxena I know due to your health conditions, you can't get into your uniform . .
So its okk ..

Lt. Vidya : no sir ...
I want to have my uniform now only ...

Bc : lekin lt. ..

Dr. Shalini : sorry to interupt you sir .. 
Lekin lt. Saxena ko main help kar dungi sir .. 

Bc : OK Dr. Shalini ...
We are waiting for you here ...

Naveen , Rajveer and vidya happily accept their uniform and went from there to get into their uniform. .

After few minutes, 

They came in their uniforms ...

Seeing them back in their uniforms,
Naina and her friends,  Abhimanyu , Gunny , rummy and his friends and rest all having tears in their eyes out of happiness ...

Orderly came there bringing their ranks and name plates ..

Bc : aj se Kuch saal pehle , mazbooran Mujhe capt. Ahluwalia aur capt. Shikhawat ke medals , unki uniform, unke ranks vapis lene padhe the ..

Lekin aj Mujhe fakar hai ki na sirf main aj unhe unki uniform, unke medals vapis de raha hun balki unhe unke new rank ke sath unhe ussi jagah par sammanit kar raha hun ..

Seeing towards MGG ,  he proudly and happily says : sir ap apne bete aur major Chauhan ko sammanit kijiye. .
Main apne beton ko sammanit karunga ...

Mgg : very well said brigadier chandok ...
Halan ki major naveen and major rajveer bhi mere liye mere betein jaise hi hain lekin aj apki bhawnaon ki kadar karte huye hum apko ye mauka dete hain ...

Hum apne beton ko sammanit Karen gaye , ap apno ka kijiye. ..

Bc : Main bahut naseeb vala hun ki jo galati maine issi janam mein ki thi , kismat ne Mujhe issi janam mein mauka bhi de diya us galati ko sudharne ka bhi ...

Maine inhi haathon se in dono se inka sabh Kuch cheena tha aur aj apne inhi haathon se main inhe inka sabh Kuch de raha hun ...

Naveen and Rajveer too get emotional seeing their father like figure getting emotional ...

Naveen : Brigadier Chandok Mujhe aur rajveer ko apse na pehle koi shikayat thi aur na hi aj koi shikayat hai .. 
Apne jo Kuch bhi saalon pehle kiya vo waqt aur zimmedariyon ke haathon majboor Ho kar kiya. .

US waqt apke ye hath kaanp rahe the kyunki ap apne dil se, dimaag se vo kaam karna nahi chahte the Lekin aj main aur rajveer chahte hain ki aj ye medals, ye ranks hamain vapis pehnate waqt apke ye hath na kaanpein. ..

KISMAT ... Kabhi Bhi Badal Sakte Hai...Where stories live. Discover now