Part - 73

1.1K 45 143
                                    

Hey guys ..
I'm soo sorry for being late in updating the next part ..
To be honest I got stuck regarding this ..
Not being able to find any idea how to carry forward my story. .
I had constantly asked you people for suggestions but I didn't get any from you guys ..
But any how i managed some ideas from my self only and tried to pen down them ...
Hope you guys will appreciate it, vote for it and will comment upon it ...

So , here it is :

Somewhere in kma :

Rummy , Peter, Mallah, Akriti and Purvi were sitting together. .
Sleep was nowhere in their eyes ..
Everyone was just thinking about vidya ..
There were so many memories and emotions which were taking place in their mind ..
Memories of their first meeting. .
Memories of how they start spending time with each other ..
How they fight on small small things ..
How vidya used to sum up them and how she used to solve their problems. .
How she always wanted them to be a team , best team ..
How maturely she used to handle them. .

Seeing them, anybody can predict how it is getting difficult for them to take breathe as they don't know what tomorrow morning will bring for them ...

Purvi : guys kitna mushkil hai baar baar ye sochna , ye manna , ye accept karna ki vidya ek baar fir se apni zindagi aur maut se ladh rahi hai ...
Har baar kismat usse hi kyun is ladai ke liye chunti hai ...

Mallah : vo isliye purviji kyunki hum mein se shayad vahi ek hain jo sabh se jyada strong hai , bahadur hain, himmati hain ...
Hamain yaad hai jab hum is academy mein ek cadet ban kar aye the tabse vidyaji hi vo ek insaan thi jinhone hamara sath diya tha, hum par bharosa kiya tha ...
Jab major madamji ne Hamain kaal kothari ki saja sunayi thi to sabh se pehle wahi thi jinhone madamji se anurodh kiya tha ki vo hamain ye saza na den kyunki humne pehle se hi kuch khaya hua nahi tha ...

Aur age bhi vo hamare liye ap sabh ke sath hamare liye khana lekar ayi. .

Akriti : tumne sahi kaha mallah. .
Vo Har ek ki , sabh ki help karna chahti thi ..
Yaad hai rummy tumne ek baar kaha tha ki main yahan kma mein kabhi nahi aa pati agar mujhe second chance na diya jata. .

Rummy try to remember that when they were sitting in the mess and they fight on something ...
Rummy nodded ..

Akriti : to vo us second chance ko complete karne ke liye bhi vidya hi thi jisne meri help kari thi ..
Agar tabh vidya ne mujhe apna penknife na diya hota to aj bhi main kma mein na hoti. .

Ek vahi thi jo hamesha se sabh ko ek sath dekhna chahti thi ...

Peter : sahi kaha ...
Tina ke baare mein bhi vahi thi jisse sabh se pehle pata chala tha. .

You know guys pichle kuch waqt se mujhe ye soch soch kar bhi bahut ajeeb lag raha hai ki humne vidya ke sath itna waqt guzara, itna waqt hum ek sath rahe lekin tab bhi hamain uski ek bhi problem ke baare mein pata nahi chala ...
Hum ye tak nahi jante the ki vidya ka ek ateet tha ..
Uski shadi hone vali thi aur vo bhi army ke ek officer se ...
Lt. Vansh pradhan se ..

Hum uske trauma ke baare mein kuch nahi jante the ..
Aur dusri taraf vidya jisne hamari ek bhi problem nahi chodhi. .
Hamesha hamari problems ko solve karna chaha , hamare beech ke jhagde, ladaiyaan suljhayi ..

Yahaan tak ki jab sd mam ne hum par itna bharosa kar ke eagle vala mission offer kiya tha tab bhi vidya hi thi jisne hamain samjhaya tha, hamain motivate kiya tha, hamain hamara motto yaad dilvaya tha , hamain tyaar kiya tha ...

KISMAT ... Kabhi Bhi Badal Sakte Hai...Where stories live. Discover now