part - 43

1K 42 56
                                    

Hey guys .. I'm here with my new update ..

Moving on with my story ..

Raj , naveen , vidya and that capt were sitting in front of the screens and was listening the conversation which was going on in the meeting. .

Naveen who was getting emotional seeing his friends and his sister after a long where as raj ' s condition was the same but in an addition to it he was getting emotional for his cadets too. ..

Vidya was also getting emotional seeing her friends and especially capt randhawa but at the same time she was controlling herself too. .

Naveen and raj was seeing naina who acted and handled the situation so maturely and bravely ...
After hearing naina , they were feeling so proud on her ..

Yes , the control of those cameras were in their hand. .

Listening to ali when he was talking to bc for giving naina permission to follow the orders and rest of the 4 also joined their hands ..

Naveen : yar raj , tere cadets aj bhi tujh par kitna vishvas karte hai , ankh band karke , teri di hui training, tere sikhaye aur btaye huye raaste par aj bhi chalte hai .. hai na .?

Raj : Han naveen. ( with a proud smile on his face )

Naveen : to fir kabhi socha hai, jab unhe sachai ka pta chalega tab Un par kya bitegi. . Jab unhe pta chalega ki unke yahi rajveer sir ne unhe dhokhe mein rakha , unse sachai chupai , apne jinda hone ka sach chupaye rakha , tab unka samna kaise karega raj tu .. ??

Raj : a smirk smile on his face .. ye sabh tu mujhse puch raha hai naveen .. ye baat to tujh par bhi lagu hoti hai naveen .. tu kaise samna karega apne parents ka aur naina ka ..
Main to fir inki nazaron mein 3 saal se mara hua hun .. kabhi tune apne bare mein socha hai .. 6 saal Ho gaye naveen tujhe ye khel khelte huye ..

Mera to vaise bhi koi apna nahi hai kehne ko sivaye in cadets ke ya tum doston ke .. lekin teri to family hai , terr parents , teri behan jisne tere pyar mein, teri izzat ko vapis is duniya mein lane ke liye apna sabh kuch bhula kar , apne sapne bhul kar , yahan tak apni pehchan ko mita kar , is duniya mein chali ayi thi jahan vo kisi ko janti tak nahi thi , bina kisi sahare ke ..

Naveen : Han raj, tu sahi keh raha hai .. maa baba ko to main fir bhi sambhal Lunga lekin naina ko kaise sambhalunga. . Usko kaise face karunga. . Uske gusse ko uski narazgi ko kaise face karunga .. Usko sambhalna aur mnana itna asaan nahi hai ..
Itna to tu bhi ab Usko janta hi hai akhir kar Teri to vo ( here raj looked at him shockingly )protegee bhi hai. .

And now he took a sign of relief ..

But now , this was not went unnoticed by someone ...

Raj : Han .. tabhi to keh raha hun tujhse .. hum kitne majboor hai naveen ..

Naveen : kya ye majbooriyan vo sabh log samajh payen gaye aur hamain maaf kar payen gaye ...

With this naveen gets a call and he left from there ...

vidya came forward towards raj ..

Vidya : sir , kya apse ek baat puch sakti hun ??

Raj : Han pucho na.

Vidya : ap aur lt. Naina kabse ek dusre se pyar karte hain ??

Raj : he was shocked with this sudden question. .
Ye tumse kisne kaha ??

Vidya : apki ankhon ne ..

Raj was confused by her answer and look at her with a confused face ..

Vidya : pehle to mujhe doubt tha is baare mein lekin aj mera doubt clear ho gaya ..
Raj was looking at her with a blank expressions ..

Vidya : jab naveen sir apse keh rahe the ki akhir kar naina apki to protégée hai tab pehle ap shock Ho kar unki taraf dekhne lage aur uske baad apne relax ho gaye the . .
Kya Sach mein ap unse itna pyaar karte hai . . ??

KISMAT ... Kabhi Bhi Badal Sakte Hai...Where stories live. Discover now