anidita help for women

3.6K 133 7
                                    

(So they both decided to help women by providing sanitary napkin in place of normal cloth)

Bondita anirudh ke kehne par samaj ki auraton se baat karti hai aur unhe napkin ke baare aware karti hai....

Aur vo sab auraton ko sanitary napkin banana sikhati hai ......

Samaj ki auraten bhi bondita ki baat manti hain aur unhe bhi sanitary napkin ka idea pasand aata hai.....
 
Anirudh bondita ko women se meeting karte hue dekhta hai aur use bondita par bohot garv hota hai....

Anirudh (in his mind) - Bondita kitne imaandari aur lagan se kaam kar rahi hai.... Mujhe bondita par bohot garv hai.... Ki bondita aur meri soch ek si hai aur ab mujhe lagta hai ki hum dono milkar samaj ko ek nayi raah dikha sakte hai....

Anirudh (in his mind) - sayad bondita aur mera mel swayam bhagban ne hi likha hai.....😊

                      (Next day)
A group of women visits in roy chaudhary mansion....

Bihari babu - aap sab ynha kyun aayi hain aur aapko kisse kaam hai....

Ladies - vo hume bondita ji se milna hai....

Kaka - par aap ko kyun milna hai humari bahu se??

Ladies - vo hum unko hi batayenge... Aap bas bondita ji ko bula den...

Kaka - bahu.... bahu....bahu....

Bondita (comes) - ji kaka aapne mujhe bulaya
...

Kaka - ye auratien tumse milna chahti hain....

Bondita - arey aap sab ynha!!!

Ladies - vo bondita ji hum aapko dhanyabad (thankyou) dena chahte hain... Aapne humari bohot madad ki... (as bondita give them the idea of napkin in place of clothes)
Aur hum aapko ye chota sa tofa dena chahte hain  (they greeted bondita a flower bookey and a beautiful saree)

Bondita - arey iski kya jarurat thi aapne meri baat maani vhi mere liye kaafi hai.... Aur ek aurat hi aurat ki madad nahi karegi toh kese chalega...

Anirudh is looking to bondita from stairs...

Anirudh (in his mind)- mujhe tum par garv hai bondita.....

Kaka - arey waah bahu badhai ho....

Kaka (to bihari) - bihari dekha tumne humari bahu ka kitna samman karti hain gaon ki auratein....

To be continued...

I hope you will like it🍀





Barrister Babuजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें