The Truth II

2.7K 188 29
                                    

Bondita: maine Kabhi nahi sochi thi ki humari sadi kuch ish tarah se hui hai....main to humesa sochti thi ki yeh ek arrange marriage hai...lekin....(looked at him)....kya aur bhi koi sach hai jo mujhe nahi pata?

Anirudh closed his eyes and nodded silently.

Bondita: kya?

Anirudh: Bondita...(his voice became heavy)

He could not able to stand there anymore and went to another side and held his head frustratingly. "Main kese batau ushe yeh baat!" Anirudh hit his feet on the ground. Bondita came near her and hugged him from back.

Bondita: koi baat nahi patibabu...agar aap mujhe bata nahi pa rahe hai...agar apko batane mein taklif ho rahi hai...to nahi sunna mujhe esa sach...

Anirudh calmed a bit and turned towards her. He held her face gently.

Anirudh: mujhe batane mein taklif nahi daar lag raha hai Bondita...Kahi tumhe yeh sunke taklif nah ho...

Bondita:eee...eesaa..konsaa..sachh

Anirudh: Bondita...main kese batau tumhe...par...par tumhe yeh janna jaruri hai aur...aur yeh hak bhi hai tumhari...

Bondita held his face and kissed on his forehead. Anirudh calmed and caressed her hair softly.

Anirudh: Bondita...tum janti ho nah ki main tumse kitna pyaar karta hu?

Bondita nodded.

Anirudh: Bondita.... humari sadi bohot achanak se hui thi....main bass Tab lauta hi tha London se Barrister banke. Ek young Barrister! Ush samay jese mere maan mein ish desh ko badalneka aur aurto ko unka adhikar deneka aag tha vesehi aur bhi bohot naya naya anuvutiya bhi tha dusro ke liye (he paused for a while).......... Meri ek bachpan ki dost thi. Humari padosi thi vo. Bachpan se hum dono sath khelte kudte bade hue the. Aur tabsehi uske taraf ek alag attraction tha. London jane ke baad bhi humesa main ushe chithi likha karta tha aur vo mujhe bhi. Har saal hum ek dusre ko ek dusre ke photo vejte the. Esehi karke din chalta gaya aur hum bade hote gaye. Convocation day ke din bhi maine jiske liye apni pehli kavita likhi thi aur jo padhke maine apne dosto ko sunayi thi vo ushi ladki ke liye tha....

Bondita gripped his hand tightly. Now her throat constricted and her heart was pounding fast. Anirudh understood. He held her waist by his one hand and held her face by the other.

Anirudh: India aneke baad....ghar mein sabse milne ke baad meri ankhe jisse dhund rahi thi vo vohi ladki thi... haan Bondita...tumhare anese pehle mere zindagi mein koi aur bhi tha....vo ladki, Soudamini....

Bondita was dumbfounded. Unshed tears stung her eyes. She became speechless, motionless for a while.

Bondita: Sss...Soo...Sou... Soudamini Didi!

Anirudh: Haan Bondita... Soudamini...

Bondita: to...to... ishiliye Satvik Dada ne Soudamini Didi ka naam liya?

Anirudh nodded.

Anirudh: Mere gharwale aur sabhi karibi dost jante the ki main Soudamini ko aur Soudamini mujhe pasand karti thi... parivar walo ke taraf se humara rishta karib pakka hi tha.... Sourav ke sadi se lautne ke baad ush raat hi main ushe propose karne wala tha par....

Bondita: par bich mein main aa gayi....

The stored tears continued to flow and the sobs wracked her body, robbing it of the ability to speak - barely allowing a breath to be drawn.Bondita took her steps back.

Bondita: main aa gayi bich mein...aur apka aur Soudamini Didi ka rishta tod di.... Donoki dil tod di maine... donoki zindagi barbad kardi....(taking her steps back)

Anirudh and Bondita-The Bond of Love Where stories live. Discover now