Chapter 26
Signe ne apni energies ko light ke speed me convert kiya. Aur khud Speed of light se travel karne lagaa.
Avocab ne bhi ek speed of light ke liye apna GM shuit pahna aur speed of light se travel karne lagaa.
Aur dusri taraf Pino Jobarkar ne Sign planet ke Smart Intelligence ki group ke help se pahle uon 47 againsters ko jail se bhagaya.
Phir Pino Jobarkar ne A.I. ki help se 50 againsters ke jaisa A.I. ko develop kiya.
Aur Earth par Mark Robin pura Avocab ka business sambhal raha tha, aur Markelex puri world me crimes par nazar rakh raha tha. Jahaa kahi par bhi Markelex ko lagta ki uss jagah Supercrime ho raha hai. Waha Markelex, An Electric boy bankar jaata aur crime ko kahatam kar deta.
Signe ko 3 days lagaa. Semi planet par pahuchne ke liye. Magar Semi planet ke baahar ek strong shield tha.
Tabhi waha Avocab bhi pahuchta hai. Avocab ne dekha ki saamne shield hai. Issliye Avocab ne GM shuit se laser ka attack kiya magar shield ko kuchh nahi hua.
Signe ne Avocab ka (majaak banaate hue) kahaa Kyu? The Great Genius Man tumhaara Genius Man shuit, yaa tumhari wah 3 solar system ki, ya yu kaho 2 solar system ki energies nahi use kar paa rahe ho.
Avocab ne Signe se kahaa Wah mujhe pataa hai, ki kaun kahaa hai.
Signe ne Avocab se kahaa Dekho Siniya God Yijung ki sword ki power.
Signe ne sword se first attack shield par kiya magar ulta shield ke jagah Signe ko hi waapas uss sword ki power se attack hua.
Avocab ne Signe se kahaa Dekha, maine itna powerful sword dekha; jisse saamne waale ki power ko khatam karne ki jagaah khudko hi khatam kardo.
Avocab ki yeh baat suon kar Signe ko bahut gussa aaya. Tabhi Avocab ne uss shield par dekha ki uss shield par likha tha ki 36000000km/round= Shield unlock.
Avocab ab light ki speed se shield ka round lagaane lagaa. Tabhi Signe ne Avocab se kahaa Kyu dimaage lagta hai paagak ho gaya hai. Tabhi toe 1 minute se tum light ki speed se travel kar rahe ho.
2 minute ke baad shield hut gaya. Phir Avocab Semi planet ke andar gaya. Signe bhi Avocab ke baad me planet ke andar gaya.
Semi planet ke andar jaate hi Avocab aur Signe ne dekha ki puri planet me koi nahi tha.
Avocab ne Signe se kahaa Ab dhundo apne second God ko.
Signe ne yeh suona tabhi Signe ne Avocab par attack kiya. Attack se Avocab bach gaya magar ab pura scenari badal gaya.
Waha Avocab aur Signe ne dekha ki, puri planet par itni badi population thi.
Avocab aur Signe ko waha ke Soldiers ne pakad liya. Yeh samajh kar ki wah Shirkay ke log hai.
Avocab ko aur Signe ko waha ke jail me bund kar diya gaya.
Avocab ne energies se jail ko todne ke liye attack-par-attack kar raha tha. Magar waha ke jail ke diwaar Avocab ki energies ko absorb kar raha tha.
Tabhi Signe ne sword se attack kiya. Jail ka diwaar ek baar me hi tut gaya. Avocab aur Signe dono jail tod kar baahar bhag gaye.
Aur Kempiyo King ke fort me gaye. Fort me alag-alag animals the. Animals ko to Avocab aur Signe ne meelkar khatam kar diya.
Magar ab fort me real puzzles create ho gaye. Aur puzzle par likha tha bade-bade words me ki, YEH PUZZLE KO KHATAM KARNE BAAD HI KEMPIYO KING SE MULAAKAT HO GA. MAGAR YAHA APNI KOI BHI POWER USE NAHI KAR SKATA HAI. AUR ISS PUZZLE PAR GALAT WAY PAR MAUT HAI.

आप पढ़ रहे हैं
The Great Genius Man
Science FictionThere are two superheroes in this book. The name of the first is Avocab and the name of the second is Markelex, which is used by the power of electricity. And in this book, one such business named Pino Jobarkar, who put his whole life to the end of...