Chapter 9: Divide And Rule Policy

6 4 0
                                    

Chapter 9

Maxell ne Pino Jobarkar se kahaa Kya hua Pino Joabarkar itna money lostage time wastage karke tumhaara mun bhar gayaa ho ga haina. Plan fail one time more or again.

Pino Jobarkar ne kahaa Nahi, plan fail ho jaaye woh bhi mera aisa ho hi nahi sakta.

Tabhi Maxell ne kahaa Achha toe kya teer maar kar aaye ho; uss Avocab se bewakufo waala deal sirf itne se.

Pino Jobarkar ne Maxell se kahaa Maine jaisa socha tha waisa hi ho raha hai ab Avocab Terrist Central Jail jaayega

Maxell ne Pino Jobarkar se kahaa Wah kyu? Tum jo kuchh bhi bolte ho na; mujhe kuchh bhi samajh me nahi aata. Tum puri baat bataaye karo.

Pino Jobarkar ne kahaa Maine ek chhota sa ant camera jo ki maine apne company me jasusi ke liye banaaya tha. Ab wahi ant camera Avocab par aur Markelex par jaasusi kar raha hai.

Maxell ne Pino Jobarkar se kahaa Hamaare pass sirf-sur-sirf 500 billion rupees tha. But mujhe ek baat samajh nahi aati tumhe aakhir hamesha paise ki kumi nahi ho ti. Aisa kyu?

Pino Jobarkar ne Maxell se kahaa Mujhe kuchh aur log paise dete hai. Avocab ko maarne waale kum nahi hai. Yeh secret hai sirf aur sirf mai jaantu hu.

Aur yaha Avocab Central Jail of terrist pahucha. Avocab ke superhero hone ke wajah se Avocab ko kissi ne roka nahi.

Avocab ne Fahida terrist ko markar puchhne lagaa Bol Fahida sab such-such bol ki kaun hai wah log; jin logo se itne attacks ho rahe the. Bataa wah attacker hai kaun?aisa Avocab ne maar-peetkar puchh raha tha.

Fahida ne Avocab se kahaa Dekh Avocab mai agar kuchh bhi karta hu toe mai akele karta hu; kabhi, kissi ki mai help se koi kaam nahi karta hu. Mera ye wasul hai jaanta haina Avocab tu.

Avocab ne mun me kahaa Baat toe sahi kah raha hai. Aur yah such bhi ki maine isse jab pakda tha tab toe akela tha. Aur school me bhi issne akele hi attack kiya tha.

Phir Avocab ne Fahida se kahaa Mai lie detector machine se tere brain me kyaa chal raha hai. Check karta hu.Avocab ne Fahida ke brain se check kiya ki Fahida ke brain me kyaa chal raha hai. Fahida ke andar ki thought Avocab ne dekha toe hairaan tha. Kyuki, Avocab ne machine me dekha ki Fahida ab sudhar chuka hai usse ab life me sudharne ka chance chahiye tha.

Avocab ne Fahida se kahaa Sorry, Fahida mujhe se chhoti si galati ho gayi thi.

Fahida ne Avocab se kahaa Magar itne dino se tumne kabhi kuchh nahi bola aur aaj aisa, kyu?

Avocab ne Fahda se kahaa Kissi ne mujhe aisa kuchh dikhaya tha ki mai galati kar baitha.

Fahida ko kuchh bhi samajh nahi aaya. Avocab ko thodha-thodha abhi-bhi Fahida par shuk tha. But, prove nahi tha. Issliye Avocab waha se chalaa gaya aur apne ghar waapas aagayaa.

Idhar Pino Jobarkar ne all againsters se kahaa Ab plan Pino Jobarkar suru hota hai.

Tabhi Maxell ne Pino Jobarkar se kahaa Aisa kyaa hai iss plan Pino Jobarkar me jissme tumne apna naam hi laaga diya.

Pino Jobarkar ne kahaa British politics yaani Divide and rule policy. Mai ab yahi karunga.

Tabhi usme ek chairman jiss ka naam Kanta tha. Kanta ne Pino Jobarkar se kahaa Lagta hai Pino Jobarkar tumne koi marriage agent bane ho. Tabhi na tumne divide and rule kiya hai. Pakka tum yahi karte ho aur dalaali lete ho ge haina Pino Jobarkar.

Pino jobarkar ne Kanta se kahaa Chup bewakuf! Jab tujhe baat karne aata nahi toe tu chup raha kar.

Phir Maxell ne Pino Jobarkar se kahaa Kanta ki baat ko bura mat maana karo. Magar Pino Jobarkar aisa kyaa karne waale ho. Jissme British politics use karoge jara mai bhi jaanu.

The Great Genius Manजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें