Chapter 29
Avocab ne ab kuchh bhi samjha nahi magar Signe ke pichhe jaane lagaa. Taaki wah weapon le sake.
Signe ko bhi kuchh samajh nahi aaraha tha. Magar Signe ne ek planet dekha. Signe ne uss planet par gaya. Aur idhar Avocab ne Signe ko dhundh raha tha.
Idhar Markelex ne Syruce ko call kiya aur Signe ka vazeer Sinajo ne call receive kiya. Markelex ne Sinajo se kahaa Hello Syruce, mai Markelex bol raha hu. Mujhe tumhaari help chahiye. Aur aap America se waapas aajayiye.
Sinajo ne Markelex se kahaa Ha, mai yaani Syruce aaraha hu.
Markelex ne Syruce se kahaa Mujhe aap se yahi ummid thi. Sinajo vazeer ne call cut kiya. Sinajo aur Pino Jobarkar dono Earth par the. Issliye, Markelex ka call Syruce ke mobile par gaya aur Sinajo ne call receive kiya.
Sinajo ne Pino Jobarkar se kahaa Ab dekho Pino Jobarkar kaise game me majaa aayega.
Pino Jobarkar ne Sinajo se kahaa Sahi kahaa, magar Markelex bhi bahut smart hai. Usse sambhal kar rahna.
Sinajo ne Pino Jobarkar se kahaa Tum abhi Sinajo ko nahi jaante, ki mai kaun hu. Bas tum ab jao aur Sign planet ko sambhalo, mai Markelex ko sambhalta hu. Itna kahte hi Pino Jobarkar aur Sinajo dono jorose hasne lage.
Pino Jobarkar to gaya Sign planet ko sambhalne aur Sinajo ne Syruce ka mask pahna aur Avocab ke Nuzoriya mansion me pahucha.
Yaha Markelex ne Syruce par bharosa karte hue Avocab ki technology ki company me C.E.O. ka post diya aur kahaa Mark Robin kahaa gaya mujhe to nahi pataa. Magar mujhe tum par bharosa hai. Issliye, maine tumhe yeh post diya apne company me.
Sinajo ne mun me sochte hue kahaa Ise kyaa lagta hai. Mai yaani Sinajo uske company ko sambhalunga. Yeh Bewakuf! Sapna dekhte rahe, mai isse such dekhaunga.
Aur yaha Avocab ne tracker se Signe ko track kiya. Avocab ne uss planet par gaya, jahaa par Signe tha. Avocab ko dekhte hi Signe ne 3D design weapon se pure planet par Black Darkness create kardiya.
Avocab ne dekha ki suddenly pure planet par Black Darkness ho gaya. Avocab samajh gaya ki yeh plan Signe ka hai.
Avocab ne yah dekhkar socha ki maine abhi tak Anaupik aur solar system ki enegies use kiya hai. Issliye, Avocab ne apni radiation energies ko use kiya.
Tabhi Avocab ne dekha ki radiation power se pura dark Blackness kahatam ho gaya. Signe Avocab ke samne tha. Signe ne jab yah dekha to turant sword se Avocab par attack kiya, magar Avocab ne radiation ki power phir se use kiya, aur sword ki energies bhi kuchh nahi kar paaya.
Signe ne yeh dekha to turant udkar bhaagane lagaa. Bhagte-bhagte Signe ek alag planet par pahucha. Waha sab kuchh invicible tha.
Avocab ne Signe ko dekhte hi turant radiation
attack kiya, magar Signe ne bhi Shield create
kar liya, aur radiation reflect ho kar pure solar
system ka black darkness ki invicibility ko hut
gaya.
Avocab ne dekha ki pure planet par aur solar system se invicibility hut gaya, aur jahaa wah dono planet par the waha par wahi Siniya yaani paachwa Siniya, Haek Kyung Siniya ka planet tha.
Signe aur Avocab ne dekha ki pure planet par itne khubsurati thi. Ki jitni pure life me bhi nahi dekha tha. Aisa lag raha tha ki wah log Heaven me the. Signe aur Avocab ne aisa planet life me pahli baar dekha tha.
Avocab ne ek wahi ke raah chalte raahgir se puchha Tum Haek Kyung ko jaante ho?
Uss raahgir ne Avocab se kahaa Lord Haek Kyung. Tum unse meelna chahte ho.
आप पढ़ रहे हैं
The Great Genius Man
Science-FictionThere are two superheroes in this book. The name of the first is Avocab and the name of the second is Markelex, which is used by the power of electricity. And in this book, one such business named Pino Jobarkar, who put his whole life to the end of...