Chapter 14
3 month me Avocab hosh me aaya. Avocab ne lawyer haier kiya aur Pino Jobarkar par case profile kiya. Court ek din baad khulne waala tha. Tab tak Pino Jobarkar se uska bhai Margoes meelne aaya tha.
Margoes ne Pino Jobarkar se kahaa Tum mere bade bhai ho. Tumhe mai jaroor chhudwa dunga.
Pino Jobarkar ne Margoes se kahaa Achha kaise jara mujhe bhi toe bataao, maibhi jaanu mera chhota bhai kyaa karega?
Margoes ne Pino Jobarkar se kahaa Agar Supreme Court ka order hamaare favour me hoga toe mai kuchh nahi karunga magar hamaare favour me nahi hoga toe mai tumhe lekar out of India lekar jaaunga aur hum ek naya Id, profile banaa kar rahenge.Uss Avocab ko bhi pataa nahi chalega.
Pino Jobarkar ne Margoes se kahaa Plan toe achha hai magar tum aisa sab karoge kaise?
Margoes ne Pino Jobarkar se kahaa Just wait and watch.
Ussi saam ko 6o clock Margoes Avocab se meelne gayaa. Avocab ne puchha Kaun ho tum?
Margoes ne Avocab se kahaa Sab bataata hu pahle ghar ke andar aane do.Avocab ne apne Margoes ko ghar ke andar liya.
Margoes ne ek paise se bharaa bag Avocab ko offer kiya.
Avocab ne ( gusse ) me Margoes se kahaa Kya hai! Kiss baat ke yah paise hai?
Margoes ne Avocab se kahaa Pino Jobarkar par case hataane ke rakh lo, bolo toe aur bhi aisa mere bag me hai.
Tabhi waha Markelex aagaya aur kahaa Itne dher saare paise kyu de rahaa hai yeh.
Margoes ne Avocab se kahaa Kaafi smart lag raha hai yah ladka.
Avocab ne Margoes se kahaa Baithe kya ho, chal mere ghar se likal, likal ghar se warna tujh par bhi case banadunga.
Margoes ne Avocab se kahaa Jaanta hu ki tere pass paise ki kami nahi magar tu nahi jaanta ki mai kaun hu? I am Margoes Spencer; Pino Jobarkar Spencer ka chhota bhai. Mai ek weapon ceator hu. Meri 15 companies weapons creating karti hai. Mera paisa except kar aur case waapas lele warna.itna kahte hi Avocab ( gusse me chillate hue ) kahaa Warna kya ha, chal likal; warna mai warn karta hu ki tu apne ghar tak apne pairo se sahi salaamat nahi pahuch paayega. Aise ghur ke kya dekh raha hai ha chal likal.
Margoes ne Avocab se kahaa Mai tujhe aakhri baar kah raha hu warna tu pachhtayega.
Itna suonte hi Avocab ne dhakke se Margoes ko jameen par gira diya.
Margoes ne Avocab se kahaa Ab toe tu kya wah upar waala bhi tujhe nahi bacha paayega.
Margoes waha se chalaa gaya. Markelex ne Avocab se kahaa Yah case waapas kyu lene ke liye kah raha tha.
Avocab ne Markelex se kahaa Aise bahut aaye aur bahut gaye ab meelte hai kal Markelex mai sone jaaraha hu. Kal mujhe jaldi bhi uthna hai.
( Morning 10:00 a.m. )
In supreme court of India. Judge ne kahaa Case of Pino Jobarkar attacked them India security and Mr.Great Genius Man & Business man Avocab nuzoriya.
Pino Jobarkar ke Lawyer ne kahaa My milord, mera movqeel Pino Jobarkar ne attack pe attack, attack pe attack Avocab par kiya.
Kyuki, Avocab ke wajah se 97 persons ki shares kum huwe aur garib ho gaye. Aur toe aur Avocab ki wajah se nuclear companies blast hone ke radiation ki wajah se 700 peoples ki maut hui thi.
Tabhi Avocab ke lawyer ne objection liya aur kahaa Yes, my milord, mere movqeel ki wajah se 700 peoples ki maut hui magar wah ek accident tha. Accident ke alawa kuchh nahi tha. Toe uss puraane case ko chhodkar mai court se abhi ke main case ki baat karta hu. tabhi Pino Jobarkar ke lawyer ne kahaa Objection my milord.
Judge ne Pino Jobarkar ke lawyer se kahaa Objection all over restigate.
Avocab ke lawyer ne Judge se kahaa Thank you my milord, you rounak Pino Jobarkar ne 97 persons ka mind wash kiya aur unhe uksaaya taaki wah apna badla le sake simple. Pino Jobarkar ne Avocab par attack kar waaya aur khud bhi kiya. Magar Avocab ek smart aur ek superhero hai issliye Avocab hamesha Pino Jobarkar se bacha hai. The case is solve my rounak.
Jugde ne Pino Jobarkar se puchha Tumhe apne safaai me kuchh kahna hai Pino Jobarkar.
Pino Jobarkar ne Judge se kahaa Nahi, mujhe sab kuchh qubul hai aap saja dijiye.
Judge ne faisla suonate hue kahaa Kyuki, Pino Jobarkar aur Avocab ke beech me jo kuchh bhi hua. Wah sabse Pino Jobarkar ka attacks sabeet hota hai. Kyuki, Avocab ki bhi galati hai ki uska nuclear radiation se 700 persons die hue. Issliye yeh adaalat Avocab ko 700 anath bachche ko khilaane aur padhayi ka jimma deti hai; aur 700 diploma kiye hue students ko naukri dene ke liye kahti hai. Aur ainda aisi galati par Avocab nuzoriya par bada case file hoga iska warna karti hai. Aur Pino Jobarkar ko umra kaid aur 17 againsters ko nazar bund ke saath umra kaid deti hai. The case is close.
Margoes ne tabhi bahut bada laser gun se police officer ko khatam kar diya. Phir Margoes ne Pino Jobarkar ko lekar faraar ho gayaa.
आप पढ़ रहे हैं
The Great Genius Man
Science-FictionThere are two superheroes in this book. The name of the first is Avocab and the name of the second is Markelex, which is used by the power of electricity. And in this book, one such business named Pino Jobarkar, who put his whole life to the end of...