Chapter 13
Markelex aur Avocab dono mumbai se Antarctica gaye the research ke liye. In dino bahut crimes ke scene aane lage. Badi-badi roberries ho rahi thi. Avocab aur Markelex ko research aadha chhodkar aana padaa.
Pino Jobarkar aur Maxell ne meelkar Avocab ka secret weapon ko chora liya.
Avocab ko kuchh samajh me nahi aaraha tha ki ab bina secret weapon ke kaise Pino Jobarkar ko haraa payega.
Idhar Pino Jobarkar ne 97 againsters ka shuit ko activate karke all againsters pahane ke liye diya. All againsters ke saath me Pino Jobarkar ne bhi shuit pahana; magar Pino Jobarkar ka shuit baaki sabse alag tha. Kyuki, Pino Jobarkar ne apne shuit me 2 solar system ki energies ko store karke rakha.
Ab Pino Jobarkar ne Avocab ki Boisar of technology ki first brach ko destroy kar diya. Avocab ko jab pataa chala ki Avocab ki company par attack hua toe turant Avocab apne company pahucha. Avocab ko dekhte hi Pino Jobarkar ne kahaa kaise ho Avocab? Ab mujhe tum maaroge ya in 97 logo ko ha, bataao Avocab ya Genius man.
Avocab ne Pino Jobarkar se kahaa Tum sabko mai maarkar khatam kardunga.
Pino Jobarkar ne Avocab se kahaa Really, Okay. First chance mai tumhe deta hu. Beat me and attack me.
Avocab ne Pino Jobarkar se kahaa Aakhir tu mujhse kiss baat ki dushmani likaal raha hai. Aakhir maine tera bigaada kya hu.
Pino Jobarkar ne apna mask utaara aur kahaa Iss chahre ko jaanta haina aajse 2 year pahle tune apna solar system ki energies sell kar raha tha. Remember, usse kitna nuksaan hua tha mujhe aur in 97 againsters ko hum me se kuchh ke pass toe khaane tak ka paisa nahi tha. Sirf aur sirf tere wajah se sirf itna hi nahi tha. Balki bahut se log tujhse itna nafrat -itna nafrat jitna karte hai utna tune sapne me bhi na socha hoga, samjha Avocab. Mera tujhse kuchh aur bhi hisaab baaki hai.
Avocab ne Pino Jobarkar se kahaa Tumhaare aur in sab ke saath jo hua wah bahut bura hua magar mai isme kyaa kar sakta hu. Mai toe sirf aur technology badhana chahta hu. Magar maine specially tumhare saath kya kiya tha?
Itna kahte hi Maxell ne Avocab se kahaa Issi technology ki wajah se kani kitno ne apne ko khoya hai. Yaaad hai jab tumhaara nuzoriya nuclear company destroy hua tha remember tab pure 700 log radiation se mare the. Uon logo ka koi kasoor nahi tha. Magar bewajah wah logo ne apni jaan di kyu tere uss company ki wajah se.
Avocab ne Maxell se kahaa Magar wah nuclear blast ek accident tha. Usme meri kyaa galati?
Tabhi Pino Jobarkar ne kahaa Yahi baat hai ki tum technology ka galat istmaal kar rahe ho. Tum GREAT GENIUS MAN ho haina. Magar ek bahut bade dimaagese Syco ho tum hamesha tanasahi karte ho. Yah hai tumhaari asliyat issliye mai tumhe maarkar khatam kar dunga.
Itna kahte hi Pino Jobarkar ne attack kiya magar Avocab attacks se bach gayaa. Phir 97 againsters ne meelkar Avocab par puri energies attack kiya. Avocab sky me chalaa gaya aur uon 97 againsters par missile se attack kiya. 97 againsters baar-baar Avocab par attack kar rahe the. Magar Avocab ne 3D design se 97 againsters ko confuse kar diya.
Avocab ne Markelex ko bulwaaya. Markelex bhi apna advance shuit pahankar Avocab ke pass aaya. Markelex ne electricity se all againsters par attack kiya. Ab Pino Jobarkar ne Markelex par attack kiya aur Maxell ne Avocab par attack kiya.
Yah sab dekhkar puri India ke police aur military hairaan thi. Avocab ne missiles ko Pino Jobarkar par attack kiya. Pino Jobarkar ne puri energies ko eksaath me Avocab par attack kiya, magar Avocab apna special gun se ko store kar kiya aur kahaa Thank you, Pino Jobarkar mujhe energies dene ke liye.
Ab saare againsters ek saath me ek me meelkar Avocab par aur Pino Jobarkar ne special weapon se attack kiya. Avocab ne satellite ko gun se connect karke ek bahut bada laser beam likalaa jaameen par jissme Maxell aur 80 againsters die hogaye aur sirf aur 17 againsters aur Pino Jobarkar bacha tha.
Avocab aur Markelex dono bahut jakhmi the. Avocab ko aisa chot lagaa jisse Avocab kouma me chalaa gaye. Aur yaha police ne Pino Jobarkar aur 17 againsters ko giraftaar kar liya. Court me order aaya ki jab Avocab kouma se baahr nahi aat tab tak Pino Jobarkar aur 17 againsters sab jail me rakhe jaayenge.
आप पढ़ रहे हैं
The Great Genius Man
Ficção CientíficaThere are two superheroes in this book. The name of the first is Avocab and the name of the second is Markelex, which is used by the power of electricity. And in this book, one such business named Pino Jobarkar, who put his whole life to the end of...