Chapter 15: Margoes End

6 4 0
                                    

Chapter 15

Margoes aur Pino Jobarkar ke pichhe Military ke special army pichha kar rahe the. Tabhi Avocab ne Margoes aur Pino Jobarkar ko dekh liya. Margoes ne Avocab par attack kiya. Avocab hut gayaa aur kahaa Itne se laser se mera kya hoga.

Avocab ne Margoes par attack kiya magar Margoes ne laser shield bana liya. Laser shield par Avocab ki energies kuchh kaam nahi kar rahi thi.

Pino Jobarkar aur Margoes dono ek gaadi me baithe aur full speed me bhagaane lage. Pichhe Avocab tha aur aage Pino Jobarkar aur Margoes ki gaadi. Pino Jobarkar driving kar raha tha. Aur Margoes dher saare bomb aur missiles Avocab par phek raha tha. Tabhi car ke saamne Markelex aagaya aur electricity se rok diya.

Pino Jobarkar ke pass kuchh nahi tha issliye Pino Jobarkar gutter ke andar chalaa gaya. Pino Jobarkar ko gutter me jaate kissi ne nahi dekha tha. Magar Margoes Avocab aur Markelex se gadgets se fight kar raha tha.

Tabhi ek truck aaya. Margoes uss par gadgets se chadkar chalaa gaya. Phir Avocab aur Markelex Margoes ke pichhe the. Magar Pino Jobarkar gutter ke andar undertunnel se jaa raha tha.

Avocab ne energies se truck ko rok diya magar truck me koi nahi tha. Truck automatic chal rahaa tha. Margoes invicible gadgets se train me chalaa gaya.

Train me jaane ke baad. Margoes ne train haijack kar liya. Markelex ko pataa chal gaya. Markelex ne Avocab ko bataya. Dono eksaath train ke pass pahuche. Markelex ne electricity se train ke andar gayaa.

Avocab taribn ke baahar tha. Margoes ko pataa chal gaya issliye usne train ka direction change karke dusre railway par kar diya jahaa 10 minute par patri khatam hojaayega.

Margoes ne train driver ko maar kar train ka speed full karke bahar bhag gaya. 3 minutes baaki tha sirf train ko rokne me Markelex ne electricity ko bund kar diya aur Avocab ne energies se train ko rok diya saare passengers buch gaye magar Margoes bhag gaya.

Pino Jobarkar ne undertunnel me rahne laga. Margoes ka kuchh pataa nahi tha. Dono bhai kidhar hai kissi ko kuchh bhi nahi pata tha.

Avocab ne har jagah Margoes aur Pino Jobarkar ka posters laga diya tha. Pino Jobarkar $100000 ka inaam rakha aur Margoes par $25000 ka inaam tha.

3 months later.

Avocab ko kissi ne Margoes ka address diya ki wah kaha hai. Avocab uss jagah akele gaya waha koi nahi tha. Avocab ne uss fort ko pura scan kiya tabhi waha se Margoes ne Avocab par rocket laucher se rocket launch kiya Avocab ne energies se rok diya.

Margoes ne ek ke baad ek attacks karte jaara raha tha. Magar Avocab baar-baar bach raha tha. Avocab ne Margoes se kahaa Meri baat suono Margoes mai tumhe nahi jail me lekar jaaunga agar tum surrender kar do toe.

Margoes ne Avocab se kahaa I am the Margoes Spencer. Margoes na kabhi jhuka tha na kabhi jhukega samjha Avocab.

Avocab ne energies se Margoes par attack kiya magar Margoes ne laser-shield pahan liya. Margoes ne special bomb pheka Avocab par par Avocab buch gaya. Avocab ne fort se baahr aagaya magar Margoes nahi aaya tabhi kissi ne fort par atomic nuclear bomb launch kar diya.

Avocab waha se bhag gaya magar Margoes nahi bacha aur pura ka pura wah district khak bun gaya.

Avocab ko bahut bura lagaa. Magar yah mystery tha ki wah nuclear atomic bomb aakhir chhoda kissne.

Avocab ne dher saare machines aur robots ko uss district me bheja aur radiation khatam karne lage.

Magar Pino Jobarkar ka kuchh bhi pataa nahi tha wah kya kar raha hai. Kissi ko nahi pataa tha ki Pino Jobarkar kahaa hai aur kyaa kar raha hai.

The Great Genius Manजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें