Chapter 25
Signe ab waapas Sign planet par aaya. Signe ne Pino Jobarkar se kahaa Mera yeh plan bhi fail ho gaya. Waise Pino Jobarkar tum mujhe bataao ki Genius Man ka power ka source kyaa hai?
Pino Jobarkar ne Signe se kahaa Do chiz hai. First to energies aur second uska paisa aur achievements.
Signe ne Pino Jobarkar se puchha Aakhir yeh achievements aur development ka source kyaa hai?
Pino Jobarkar ne kahaa Paisa, paise se hi Avocab har ek developments karta hai.
Signe ne Pino Jobarkar se puchha Agar hum paisa, Genius Man ka khatam kardenge, so?
Pino Jobarkar ne Signe se kahaa So, Avocab ka right hand samjho cut jayega, aur Avocab kuchh bhi nahi kar paayega.
Signe ne Pino Jobarkar se kahaa Sahi kahaa; mai usse paise hi haraa dunga.
Magar woh kaise? Pino Jobarkar ne Signe se puchha.
Signe ne Pino Jobarkar se kahaa Ab tum planet Sign se, Signe ki power dekho. Mai kyaa karta hu?
Signe ab waapas planet Earth par aaya. Pino Jobarkar ne bhi Sign se Earth waapas aaya. Signe ne sabse pahle invicible hua. Aur Bagdad gayaa. Bagdad jaane ke baad Signe ne Al Abu Habibullah Ali Khan Shaikh ke bunglow me gayaa.
Waha jaate hi Signe ne Al Abu Habibullah Ali Khan Shaikh ko hypnotyse kiya.
Aur ek taraf Pino Jobarkar ne Avocab ko call kiya. Avocab ne call recieve kiya. Avocab ne puchha Hello, kaun bol rahe ho?
Pino Jobarkar ne Avocab se kahaa Bade jaldi bhul gaye. Mai tumhaare dost jaisa dushman hu; yaad ayaa Avocab.
Avocab ne kahaa Pino Jobarkar tumne call kiya hai.
Pino Jobarkar ne Avocab se kahaa Ya, you are correct; waise mai tumhe kuchh bataana chahta hu.
Avocab ne kahaa Chappal ki sakal waale, mere paas teri bakwaas baate, suon ne ke liye time nahi hai.
Pino Jobarkar ne kahaa Array ek baar suon to lo. Mai tumhaare fayde ke liye baat kar raha hu.
Avocab ne kahaa Chup rah, bewakuf! Chahra chuho waala aur baate kauwe jaisi. Yeh kahkar Avocab ne call cut kar diya.
Idhar ek taraf Signe ne Al Abu Habibullah Ali Khan Shaikh ko hypnotyse karne ke baad. Signe Saudi Arabia gayaa aur wahaa, Mohammed Siraj Shaikh ke bunglow me gayaa. Aur Mohammad Siraj Shaikh ko hypnotyse kiya.
Phir uss Shaikh ko hypnotyse karne ke baad Signe ne England gaya. England me Signe ne Sirous naam ke business ko hypnotyse kiya. Yaani jo koi bhi Avocab ke companies me investment kiya tha. Har uss companies ke owners yaani Chairmans ko hypnotyse kar raha tha.
Phir Signe ab Singapore pahucha. Waha par Signe ne Jokiyaana naam ke business man ko hypnotyse karne chalaa tha. Magar Jokiyaana ne laser gun se Signe par attack kiya.
Signe ne energies se bach gayaa. Waha turant Signe ne Jokiyaana ko maar diya. Phir uski jagah Signe ne, Sign planet se apne ek shipaahi ko bulwaakar Jokiyaana ki jagah le li.
Ab Signe aise karte-karte puri world ke har ek business man ko, jissne Genius Man ke company me bada investment kiya tha. Uon sabko Signe hypnotyse kar raha tha.
Aisa hi karte-karte Signe Japan ke Tokyo pahucha. Waha par ek Samurai business man tha. Jiss ka kaam tha Special advance laser weapons banaane ka. Uska naam Yijung tha.
Signe ne Yijung ke bunglow me gayaa. Yijung ke advance sensors se pura alarm activate ho gaya. Jisse Yijung alert ho gaya aur Yijung ne Special laser sword and gun ko le liya.
Signe ne jab dekha ki alarm activate ho gaya hai, to sidha Signe ne Yijung ke room me gaya. Room me dekha ki koi nahi tha.
Signe ne achhi tarah se pura room check kiya, magar koi bhi nahi tha. Signe ne chhat par dekha ki tabhi waha par Yijung tha. Yijung ne turant Signe par laser gun se firing kiya, magar Signe apne upar shield banaa liya. Yijung ne sword ko puri laser se shield par attack kiya. Pahle baar me kuchh nahi hua. Dusri baar me bhi kuchh nahi hua magar tisri baar me shield tut gaya.
Yijung ne Signe ke gardan par Sword rakha. Signe guthno ke bal gir gaya aur kahaa Tumhaare jaise itne mahaan yoddha ki iss Signe ko jaroorat hai. Yijung ne Signe se puchha Matlab tum kyaa kah rahe ho?
Signe ne kahaa Mai Sign planet ka raja Signe hu. Mai tumhe apne planet ka raja banana chahta hu.
Yijung ne kahaa Mai jaanta hu, ki tum kyaa kah rahe ho. Magar tumhe nahi pataa mai kaun hu.
Signe ne kahaa Mai jaanta hu, tum ek business man ho.
Yijung ne kahaa Galat, mai tumhaare planet ka developer hu. Maine hi tumhaara planet develop kiya. Maine hi tumhaara waha life create kiya hu. Tumhe kyaa lagaa mai ek normal human being hu. Nahi mai hu Siniya.
Signe ne kahaa Siniya to hamaare God ko kahaa jaata hai. Jinka naam hamaare History ke book me darj hai. Aap wahi hai.
Yijung ne kahaa Ha mai wahi hu. Ek aisa taakatwar Siniya jissne sirf-aur-sirf ek galati kiyaa hu. Wah hai ek human being se shaadi kiya hu. Issliye mai Earth par rahne laga.
Signe ne puchha Aap to five Siniya the na. Magar aap to akele hai. Baaki Siniyas kahaa hai? Aur aap sabne Sign planet kyu create kiya? Jab aap log god nahi hai.
Yijung ne kahaa Mai sab batata hu. Mai aur baaki ke 4 Siniyas hum paacho criminals the. Aur hamare planet ka rule tha. Ki jo Siniya koi bhi crime karega. Usse life create karna hoga. Kyuki, hamaare paas bahut powerful technology thi. Aur hum sabke khoon me 10 solar systems create karni ki energies thi. Magar hum criminals the. Issliye humse 3 solar systems ki power le liya gaya. Aur hume life create karne tumhaare dimension me bhej diya gaya. Hum paacho ne pahle to kuchh saal aise hi bitaa diye. Phir humne meelkar puri energies jaisa hamaara planet tha; waisa hi tumhaara planet bhi create kiya. Har ek ne meelkar puri powers usage se banaaya. Phir hum paacho ko feel hua ki, jab hum log world create kar rahe hai. To usme metals aur elements ko bhi lekar aana chahiye. Issliye, hum paacho ne meelkar har ek planet par sabse jyaada meelne waale chizo ko, lekar aye. Maine Earth par aaya; iron lene ke liye. Yaha maine dekha ki bahut beautiful girl thi. Mai Japan me hi aaya tha. Issliye, maine uss girl se shaadi kar liya. Baaki sabne bhi alag-alag world se shaadi kiya. Tumhaara planet ab create ho gaya tha. Ab hamaari saja khatam ho gaya. Ab hum log waapas apne Siniya planet par gaye. Waha par puri life khatam ho gaya. Ek Shirkay naam ke alien ne puri hamaare solar system ki energies absorb karke chalaa gaya. Hamaare future book me iss baat ka likha tha. Shirkay naam ka alien hi tumhaare planet ko khatam karega. Magar kab yeh nahi likha tha. Aur hamaare future book me yeh bhi likha tha. Siniya planet ka koi nahi khatam kar paayega, kuchh bachenge aur baaki sab maare jaayenge, aur waisa hi hua. Aur hamaare future book me likha tha. Ki Shirkay ko sirf-aur-sirf ek Bigbillion naam ki team hi khatam karegi. Aur bahut Shaitaano ko bhi. Mujhe sirf-aur-sirf itna hi yaad hai. Baaki ka oun chaaro ko pataa hai. Mai aur baaki sab issliye jaha se shaadi karke aaye the. Wahi par rahne lage. Yeh tha tumhaara planet ka history.
Signe ne kahaa Mujhe maaf kardo. Maine aapko maarne ka socha. Magar mujhe aapki help chahiye.
Yijung ne puchha Kaisi help? Signe ne sab kuchh Yijung ko bataaya. Yijung ne kahaa Tum sahi kar rahe ho. Apne planet ka badla leoge. Mai tumhe apni yeh Sword deta hu. Aur tumhe uon chaaro ka planet bhi bataaunga. Magar tumhe uon chaaro Siniyas ko kaise bhi manana hoga. Jisse wah tumhe apna powerful weapon denge. Aur tum Genius Man ko khatam kar paoge. Yeh maine tumhe god bunke bataaya hu. Magar Avocab mera dost hai, mai usse bhi bataaunga. Aur jisske paas jaisa hatiyaar aaya wahi haraa paayega. Yeh maine dosti ke hisaab se kahaa hu. Yijung ne Signe ko address diya uon planets ka aur kahaa Aur 5th planet tum khud dhund loge, aisa situation create hoga.
Phir Yijung ne India aakar Avocab ko saari baate bataayi. Markelex ne Avocab se kahaa Mai bhi chalta hu. Avocab ne Markelex se kahaa Nahi, tum Earth par rahkar Pino Jobarkar se Earth ko bachaoge, aur mai Signe se. Markelex ne bhi sahi maana.
![](https://img.wattpad.com/cover/296526192-288-k852633.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
The Great Genius Man
Ciencia FicciónThere are two superheroes in this book. The name of the first is Avocab and the name of the second is Markelex, which is used by the power of electricity. And in this book, one such business named Pino Jobarkar, who put his whole life to the end of...