At Sidharth officeShenaaz - good morning sir,
S.S - good morning mrs.mehra
Aaj ka schedule.Shenaaz - schedule mai bata ti hu pahle ye bataiye aap ki tabiyat kaisi hai. Dr ke pass gaye the aap kya bola dr.ne
S.S - kitne sawal karati ho tum. Paheli baat mai thik hu, second me Dr ke pass nahi gaya kyou ki tumne diye huyi medicine bhoat effective thi so Dr ke pass jaane ki jarurat nahi padi. Waise tumhe itni perfect medicine kaise pata chali.
Shenaaz - wo maine ek Dr ke pass six months ka assistant ka job kiya tha issliye muze kuch kuch medicine pata hai. Aap thoda ghar pe rahkar aaram karate to aap ko better feel hota.
S S - good, ghar pe rahata to aur bimar hota issliye office aagaya. Chalo sab questions puch ke ho gaye to kaam ki baat kare
Shenaaz - hanji sir.
Afternoon
S.S - Yes, Mrs. Mehra kuch problem hai.
Shenaaz - problem nahi hai bas puchana tha ki aap ki tabiyat theek nahi hai aap ne ghar ka khana laya hai kya.
S.S - nahi laya waise jarurat nahi hai, mai fruits kha lunga
Shenaaz - jarurat kaise nahi maine aap ko luch serve karati hu. Aap kha lijiye.
S.S - tum mujhe apana tiffin dogi to kal ki taraha tum chai biscuits khalegi.
Shenaaz ,- nahi mai aap ke liye alag tiffin layi hu ghar se please kha lijiye.
S.S - ok, ek shart pe tum bhi mere saath khana khane baithna. Wo kya hai muze akele khana acha nahi lagata. Ghar pe bhi mai kabhi akele khana nahi khata.
Shenaaz -par sir aise kaise
S.S - par var kuch nahi come on baitho mera order hai, nahi to mai bhi kuch nahi khaunga
Shenaaz ,- ok sir
Shenaaz aur Sidharth silent hoke khana khate hai
S.S - Mrs. Mehra aap ke ghar pe mummy khana banati hai ya saas
Shenaaz - kyu
S.S - nahi aise hi khana bhoat testy tha kal bhi aur aaj bhi meri mom bhi aisa hi khana banati hai. Thank you so much
Shenaaz - hye sacchi aap ko khana acha laga. Mai hi khana banati hu aur kon banayega
S.S - very good aap ke haatho me to jaadu hai. Kabhi kabhi mere liye bhi laya karo khana.
Shenaaz - pakka sir
Now such normal things started happening between Sidharth and shenaaz. They used to have lunch together sometimes. Sidharth was like her Caring nature. He getting attracted towards her.
______________________________________One afternoon the was a crowd at shenaaz desk. Sidharth come out of his cabin to see what was going on seeing the vision in front he couldn't understand. A 25-26 old age man was asking for money from Shenaaz , she was refused to give him money . All the office staff stood watching the drama.
S.S - kya chal raha hai yaha?
Shenaaz - sir, wo wo
Stranger - muze paise dedo abhi ke abhi please
S.S - kon hai ye aadmi Mrs. Mehra ?
Shenaaz - wo mere mere husband hai
Everyone gots shocked, everyone started looking at each other. Sidharth was seeing a blond lean man , whose hair was messy and eyes swellen . The clothes had a very poor condition, how could he be shenaaz husband.
आप पढ़ रहे हैं
WAFA SE BEWAFA HO GAYE.
Romancedo insaan jinhone jindgi se sabhi umeed chod di thi tabhi wo do tute insaan ek ho gaye phir se jindgi ki jine ke baare mai socha ne lage tabhi bas ek galat fahmi ke wajah se sab kuch barbaad kar diya aur wahi galat fahmi ko bewafa ka naam diya gaya...