chapter 13

1.9K 170 4
                                    

Sidharth comes to the office and sees shenaaz place, she had not come today. He knew she might not come. Sidharth is not paying attention to work throughout the day. He is angery with everyone in the office.  He is calls her several times but every time her phone was switch off. The whole day ends with whole day he is acting like madman. After sleeping on the bed at night, he decided went to her house tomorrow to apologize to her and call her to back to work.

Meanwhile sidharth phone rang. Who is called so late in the night. He looked at caller ID and saw the name, he got scared seeing the name. Why did she call so late in the night? He picked up to phone.

S S -  hello

Shenaaz - hello sir, mai mai Shenaaz sorry aap ko itni raat ko phone kiya.

S S - koi baat nahi par ye bata teri awaz ko kya huwa tu ro rahi hai kya? Bolo shenaaz?

Shenaaz - sir aap abhi mere ghar aayenge kya? Muze bhoat darr lag raha hai.

S S - ha mai abhi aata hu tu darr mat aur please rona nahi mai aata hu.

He changes his clothes and drive at full speed, he goes to Shenaaz building.

S S -  hello shenaaz mai tere building ke niche hu. Tera floor aur room no bata muze

Sidharth was standing outside her room and rang the doorbell. Shenaaz opened the door and he looking at her. Some injury on her head and hand also. Eyes and face were swollen from crying. Sidharth came to the house and shenaaz hugged him.

S S - kya huwa Shenaaz teri aise halat kyu hai. Phir wahi basterd ne maara tuze bol Shenaaz sach bol kya huwa hai.

Sidharth asked with angery voice. She left him and dragging one leg she walked and sat on the chair. He went behind her and sat on the side of her chair and took her hand in his hand. She was crying

S S - dekho baccha aise rone se muze kaise pata chalega kya huwa hai. Darr mat bol meri Jaan kya huwa hai. Muze tension mat de. Bata kya huwa hai.

Shenaaz ne apani ankhe pochi aur batana shuru kiya

Shenaaz - Usdin aap ke ghar se mai mere ghar aagayi aap jo bole wo mere dimag mai chal raha tha. Kariban 1-2 baje Rakesh pure nashe ke halat mai ghar pe aaya mere pass paise mangane laga maine dene se inkaar kiya to muze pe chilane laga mai ne phir bhi paise dene ke liye inkaar kiya . Phir wo pura ghar dhundane laga mai uske piche ghum rahi thi to wo muze har time dhakka maar ke side karata. Usko kahi paise nahi mile to usne mera phone phek diya aur paise na milane ke wajhase muze marana shuru kiya uske sar pe khoon sawar tha usko paise chhaiye the mai usko paise nahi de rahi thi. Par wo sharab hi nahi kuch aur pike aaya tha kyu ki uski ankhe bhoat alag lag rahi thi. Usko ye bhi pata nahi chal raha tha wo kya kar raha tha. Use bacch ne ke liye mai bhag ke door tak gayi tab usne muze pakada mera sar diwaar pe patka mere sar se khoon aane laga phir bhi usko kuch phark nahi pada raha tha wo bas mere pass paise puch raha tha. Raatbhar wahi tamasha shuru tha. Phir uski nazar cupboard ke nicche rakhe dress pe gayi jaha maine paise chupa ke rakhe the usne wo paise liye mai usko pakad rahi thi to usne mere ko itne jor se dhakka mara mai gira gayi mere pair par jor se laga wo paise leke ghar se bhaag gaya. Mai uthane ki koshish kar rahi thi par mere ko uthane ko nahi ho raha tha mai thak ke wahi sogayi dophar ko meri nind khuli kaise kaise kar ke utha gayi fresh hogayi phone dhunda wo ek kone mai pada tha pura tuta huwa tha. Mera purana phone dhunda wo phone charge kiya uspe sim daala. Phirse phone switch off kiya yahi sochati rahi aap ko phone karu ke nahi kyu ki aap ke siwa mai kisi ko jaanati hi nahi. Uncle Aunty bhi unke kisi rishtedar ke shaadi mai gaye hai Mumbai se bahar. Phir himmat kar ke aap ko phone kiya.

Hearing shenaaz's story, Siddharth blood boiled and his nerves swelled.

S S - pagal ho tume muze ek phone karati mai aata tere liye aur itna sab hogaya tere aaspados wale nahi aaye kya chal raha hai dekhane ke liye.

WAFA SE BEWAFA HO GAYE.  जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें