To be continued
S mom - wo to dikh raha hai beta.
Mai tujhe puchana bhul gayi Ansh ke time mai kaise kiya tha tune sab. Wo to pahli baar tha abhi to tujhe acchi taraha experience bhi hai.Everything came to in front of Shenaaz eyes. Everything from Sid's disbelief to Ansh's birth and she calms down.
S. Mom - kya huwa beta chup kyu ho gayi
Sidharath was scared by that question, he thought that if shenaaz tells her mother what happened during Ansh, what will her family thinking about him ? They will not think that their daughter has married some wrong person.
Shenaaz - Ansh ke time pe sab to mummy ji ne aur sidharath ji ne sambhal liya. Mujhe thodi na pata tha kya kya hota hai. Mummy ji ne mujhe acchi taraha guide kiya aur sidharath ji to mujhe bed se uthane hi nahi dete the. Mujhe pata hi nahi chala Ansh ke time ke 9 months kaise chale gaye. Itna khyal rakha mera Sidharth ji ne ki mujhe apane mayaka yaad hi nahi aaya. Wo bhoat acche hai Amma. Bhgwan kare har ek ke Naseeb mai aisa pati ho.
Sid's eyes filled with tears as he felt that Shenaaz could have told her mother everything that happened at past But she did not say any of this. Her husband's image did not diminish in the eyes of her mother. Sid started thinking that Shenaaz herself is making me fall in love with her even more by showing a new look every day. I am completely in love with Shenaaz.
S. Mom - abhi tujhe takleef hoti hai.?
Shenaaz -; Ansh ke time pe mujhe bilkul bhi nahi laga mai pregnant hu ki nahi. Magar ye wala hai na mere naak mai dum karake rakhata hai. Kabhi kabhi nind hi nahi aati aur kabhi itni nind aati hai na pucho mat. Abhi maine khana khaya abhi thodi der baad mujhe bhuk lagegi. Raat ko utha ke mai fridge mai se nikal ke kuch na kuch khati rahati hu.
S. Mom - hota hai beta sab ka alag alag hota hai ye pregnancy mai. Sabhi ladies ko ye phases se gujarana padata hai. Par uske baad jo hume milata hai uski khushi hum kah nahi sakate wo to humare jaan se bhi pyaari hoti hai.
Shenaaz - ha Amma mera Ansh meri duniya hai aur ye aanewala baccha bhi mere duniya ka hissa banega
S. Mom - magar ek baat sach hai damad ji sach mai tera khyal rakhate hai. Issliye tere room mai bhi fridge laake rakha hai.
Sid thought it was not good to listen some one conversation. He went to his own room where Shenaaz and her mother were chatting
S S - Amma aap ko niche mom ne bulaya hai.
Shenaaz mom left the room. Sidharath searching his mobile charger
Shenaaz - thanks sidharath ji
He turned back
S S - kis liye?
Shenaaz - aap mere family ko yaha leke aaye. Mujhe sab se bada tofa diya hai aap ne birthday ka
S S - jo tumne mujhe khushi di hai na shenaaz uske aage ye jo maine tumhe diya hai wo kuch nahi hai. Tune mujhe complete family man bana diya hai. Jiski craving mujhe kab se thi wo sab diya hai. Ek beta hai jo har dum mere sar pe Chaddha hota hai aur ek on the way hai. Wo bhi aise hi mere sar pe Chaddha rahe. Wo jaane do tumhe birthday gift kaisa laga pehan kar dekha.
Shenaaz - maine dekha nahi gift abhi tak
S S -; gadhi tere dressing table pe hi hai.
Shenaaz - maine dekha hi nahi
S S - abhi dekha na? Chalo open karo?
आप पढ़ रहे हैं
WAFA SE BEWAFA HO GAYE.
Romancedo insaan jinhone jindgi se sabhi umeed chod di thi tabhi wo do tute insaan ek ho gaye phir se jindgi ki jine ke baare mai socha ne lage tabhi bas ek galat fahmi ke wajah se sab kuch barbaad kar diya aur wahi galat fahmi ko bewafa ka naam diya gaya...