Now shenaaz 4 months pregnant.
Sid came home early today. While
going to his room, the sound of Rita ji n Shenaaz talking comes from the kitchen. He stops to listen to them with curiosity. He listens carefully to Shenaaz 's conversationShenaaz - mujhe na abhi bhoat bhook lagati hai, aur aise aise food ki craving hoti hai na pucho mat. Abhi khya na abhi half hour mai phir bhook lagegi
Rita ji - jab tujhe bhook lage mujhe bol de mai kar ke dungi tujhe jo tujhe chhaiye, aur du paratha.
Shenaaz - ha ek dijiye, maine banaya huwa kuch accha nahi lagata. Mera Ansh pet mai tha na to aisa kuch nahi tha, infect mujhe nine months kuch takleef nahi huyi, shayad mera baccha janata tha uske Amma ke pass koi nahi hai apana issliye chupchap jo milata tha wo khata tha, ulta abhi jo mere pet mai hai wo shaitan hai usko to itni food ki craving hai, raat ko bhi mujhe bhook lagati hai, par uthkar kon niche aayega ye soch kar mai phir se so jaati hu
Rita ji - pagal hai tu, mujhe jaga diya kar, mai leke ayungi jo tujhe chhaiye bana ke. Ansh ke time pe kya accha lagta tha
Shenaaz - hayye mere bacche ke time mujhe aisa kuch khane ko nahi mila. Ek to uncle bhoat kam kamate the bas mai sabji roti, daal chawal khati thi. Par ek baat thi jitni bhi sabji khati thi wo ekdam fresh hoti thi. Khet se direct plate mai aati thi. Itni testy thi aaj tak itni testy sabji nahi khayi maine aur unke padosi the Abdul chacha unki fruit ki shop thi. Wo markets se fruits laate the to ek tokari bhar ke fruits mujhe dete the wo bhi itne fresh hote the. Kabhi unhone ek paisa liya nahi aur unki wife ashma aunty wo mujhe dry fruits dete the. Bhale hi mummy ji wo loag middle class the magar dil to aamir logo se bhi bada tha.
Every sentence of Shenaaz's was hurting Sid's heart. He felt at that moment. He was the reason, if he had not done something stupid, Shenaaz would not have become so dependent on someone else
He felt that now he should put his head at Shenaaz's feet and apologize for the trouble he caused her and take whatever his son points his finger at. There are streams of tears in his eyes
Rita ji - aur tu bol rahi hai accha khaya nahi Ansh ke time pe. Mujhe to lagata hai sab se best food khaya hai tune sab organic food no milavat. Issliye mera ansh itna gaura chita aur storng hai. Usdin Deepak bol raha tha uske haath bhoat lagate hai.
Shenaaz - puttu marata hai Deepak ko. Ruko uski khabar leti hu
Rita ji - are wo uske saath khelata hai na WWF tab aise hi Masti Masti mai chalata hai to uske haath lagate hai usko.
His eyes are red from crying, he doesn't stop, he comes forward and Rita sees him
Rita ji - are sidharath tu kab aaya
S S - abhi aaya
Rita ji - ye teri ankhe kyu Lal hogayi hai. Kuch huwa kya
S S - nahi mom, mera beta kidhar hai
Rita ji - gardan mai hoga
S S - vimal aunty Ansh ko leke aana.
Ansh - dad
S S - mera baccha
As Ansh comes, Sid hugs him tightly and kisses him numerous times. A couple of tears fall from his eyes. Rita sits looking at Sid, she doesn't know what exactly happened to Sid
Ansh - kya huwa aap ko itne sad sad kyu lag rahe hai
Rita ji - kuch huwa hai sidharath tujhe
S S - kuch nahi , chal fresh ho ja hum shopping pe jaate hai aur wahi se tere favourite restaurant jaate hai
Ansh - ye shopping mujhe nahi remote ki car set chhaiye
आप पढ़ रहे हैं
WAFA SE BEWAFA HO GAYE.
Romancedo insaan jinhone jindgi se sabhi umeed chod di thi tabhi wo do tute insaan ek ho gaye phir se jindgi ki jine ke baare mai socha ne lage tabhi bas ek galat fahmi ke wajah se sab kuch barbaad kar diya aur wahi galat fahmi ko bewafa ka naam diya gaya...