At 6.30 amS. Mom - damad ji aap itne subh aagaye. Dophar ko aane wale the na
S S - ha Amma par mujhe nind nahi aarahi thi to aagaya. Princess royi thi kya raat ko.
S Mom - bilkul nahi royi hai. Doodh piti hai aur so jaati hai.
S S - aur shenaaz
S mom - abhi MAA bani hai nind usko kaha thik se milegi. Ek ek ghante ke baad usko nurse aake utha deti hai aur doodh pilane ko bolati hai. Abhi so gayi hai.
S S - thik hai Amma mai aagaya hu abhi aap ghar jayiye. aap bhi thik se soyi nahi hogi. Niche Deepak khada hai wo aap ko ghar chod dega.
S mom - thik hai beta mai jaati hu. Abhi gudiya soyi hai doodh pine ke liye uthegi.
S S - aap tension nahi lena mai aagaya hu.
Shenaaz's mother went home. Sid is standing in front of his daughter's cradle and staring at his her. Meanwhile, his daughter starts crying and Sid's heart beat starts going up and down. He picks up his daughter from the cradle and brings her to Shenaaz. She was fast asleep. He wakes her up from sleep
S S - shenaaz uthana meri beti dekh ro rahi hai. Usko bhuk lagi hai doodh chhaiye usko
Shenaaz open her eyes
Shenaaz - aap kab aaye ?
S S - mai kab aaya ye baad mai batata hu. Pahle mere princess ko lena usko bhuk lagi hai.
Shenaaz sid ke madat se uthkar baith gayi aur baby ko uske pass leke feed karane lagi.
Shenaaz - kitne baje hai ?
S S - 7
Shenaaz - aap itne jaldi kaise aaye ?
S S - nind nahi aarahi thi aur mujhe princess ki yaad aarahi thi to mai aagaya.
Shenaaz - ye dekho uska ho gaya doodh pike. Rakh do isko cardle mai
Shenaaz - Amma kidhar hai usko bula ke lana.
S S - wo to ghar chali gayi.
Shenaaz - kya? Abhi mai kya karu?
S S - kya karana tha tujhe
Shenaaz - mujhe washroom jana tha aur nahana bhi tha.
S S - to teri Amma kyu chhaiye mai help karata hu tujhe. After all pati hu tera.
Sid held Shenaaz's hand and took her to the bathroom and lifted her dress a bit. Holding her, he sat her on the toilet seat, holding one of her hands tightly. He looked away so as not to make her feel bad. As soon as she done, he gave her hot water for bath
Shenaaz - aap jaayiye mai manage karati hu.
S S - mai jaata hu magar tu bathroom open rakh.
Shenaaz took a bath and changed into another hospital gown and came out of the bathroom.
Shenaaz - yaha ek bag tha? Amma yaha ki bag leke gayi kya?
S S -; mujhe nahi pata kaha gayi bag. Kya tha us mai.
Shenaaz - kuch nahi
S S - kuch batayegi nahi to kaise pata chalega mujhe.
Shenaaz - wo ..wo mujhe..mujhe sanitary pads chhaiye the. Mere pass the magar Amma leke gayi wo bag galati se. Yaha hospital ke pad se mujhe comfortable feel nahi hota. Mummy ji aane tak mai ruk nahi sakati. Aap laake de sakate ho niche medical se.
आप पढ़ रहे हैं
WAFA SE BEWAFA HO GAYE.
عاطفيةdo insaan jinhone jindgi se sabhi umeed chod di thi tabhi wo do tute insaan ek ho gaye phir se jindgi ki jine ke baare mai socha ne lage tabhi bas ek galat fahmi ke wajah se sab kuch barbaad kar diya aur wahi galat fahmi ko bewafa ka naam diya gaya...