Guys actually maine pichle part mein ek chiz miss kardi thi mpt ka amar sir se formal introduction actually mai jab likhti hu toh story apne aap mujhse long hoti jati hai aur har baar meri koshiah hoti hai k mai story ko short karu jo k ho nahi pata.... mera har part 1000 word se upar tak pahunch jata hai in fact yeh part bhi 2800 words above tak likha hai maine so iss chakkar mein amar sir ke intro aur sabke salute ke baad sidha maine convo suru kar di thi so plz adjust kar lena baki anu sir ki mpt mein entry mein sabka intro part toh hai hi so maine usse vaise ka vaise hi rehne diya varna ho sakta tha k mujhe baki sab bhi edit karna padta.... so ab iss part ko aage continue karte haiContinuation of previous part....
Their car stopped in the middle of the road with a jerk, due to which Hm came out of her chain of thoughts....
Hm - kya hua ks aapne aise achanak se car kyu rok di abhi toh hum hq bhi nahi pahuche??
Ks - maaf kijiyega ms par uu raste mein achanak se koi aa gya tha toh aise gaadi rokni padi (try to restart the car)
Hm - koi baat nahi par ab aap aram se chalaiyega car ko hume koi jaldi nahi hai abhi kafi time hai humare paas ??
Ks (still trying to restart the car) - ji ms hum ab aram se chalayege.... (after trying some seconds more) ee ab car chalu kahe nahi ho rahi hai?? (getting irritate)
Av - laiye ks hum koshish karte hai dijiye hume?? ( even he also tried several times but the car still won't start) ks aap ek kaam kijiye car ko yahi rehkar start karne ki koshish kijiye tab tak hum car ka bonnet khol ke dekhte hai shayad waha koyi problem ho....
Ks - ji sir (ek jaruri baat mein aap sabko batana chahti hu k hm car ki back seat par baithi hai aur ks driving seat par and av passenger seat the and jab vo bahar aa gye car ko check karne k liye toh bonnet khulne ki vajah se av, ks and hm ko nahi dekh paa rahe hai aur naa hi vo dono unhe dekh paa rahi hai bus vo ek dusre se baat hi kar sakte hai aur ek dusre ko sunn sakte hai)
Av and ks tried alot to start the car but it was all in vain. They start getting frustrate. A man who was standing at a distance and enjoying his morning tea on near by tea stall and also watching all this put his empty tea cup back and pay his bill and then come to av and put his hand on av's shoulder av turn to him and see a tall and handsome man having a charming smile on his face standing in front of him.
Av - ji kahiye kya madad kar sakte hai hum aapki??
Man - nahi nahi mahashay hume kisi parkar ki koi sahayta ki avasakta nahi hai apetu hum toh aapki sahayta karna chahte hai agar aapko koi aapati naa ho toh?? (Av rise his eye brows in confusion) humra matalb hai ki hum aapke chaar pahiya vahan (at first av confuse but then understand that he is talking about car) ko thik karne mein aapki sahayta kar sakte hai agar aap anumati de toh??
Av - aap mechanic hai (man nodded his head negatively) toh fir aap humari help kaise karege ??
Man (with full confidence) - shrimaan hum vahano ke kaarigar toh nahi hai par hume har parkar ke vahno ko thik karne ka abhiyas hai agar aapki anumati ho toh namuna dikhaye??
Av - ji jarur agar aap kar sakte hai toh plz ise thik kar dijiye hume vaise bhi late ho raha hai... (Looking into his wrist watch and move aside toh give him space)
The man do his magic and their car starts in seconds. Av impressed by his work.
Av - are wah aapne toh kamal hi kar diya jis kaam ko hum kab se karne ki koshish kar rahe the aapne wo kaam chutkiyo mein hi kar diya thank you for your great help (forward his hand to him)
Man (shaking his hand with him) - isme sukriya ki avashakta nahi hai yeh toh humara kartavya tha...
Av - har kisi ki car thik karna (in friendly tone)
YOU ARE READING
anuseena (agar kismat ne chaha toh hum fir milenge)
DiversosSo story is about our beloved couple anuseena,this is my very first story so plz co- operate agar koi glti ho toh mein pehle se hi sorry kehti hu. So iss story mein kafi stories ka mixture milega aap sab ko ,so first of all mai bta du ki yeh story m...