Atrangi Case

297 22 48
                                    

Recap : Santu - toh fir thik hai... (to that boy) sir aap please saaf saaf batayege ki aakhir baat kya hai aap apni hi family ke khilaf FIR kyu likhvana chahte hai

Continuation of previous part....

Boy (in same flirtatious tone) - ji ji kyu nahi vo darasal baat yeh hai ki.....(interrupted)

Amar vidrohi, meera and dewaan ji come into thana, others saw them and salute Amar and Meera...

All others except that boy and billu - jai hind sir, jai hind meera maddam

Both - jai hind

Amar (said looking at that boy) - thane mein koi naya case aaya hai kya

Mishri - ji sir yeh ladka apni family ke khilaf case likhvane aaya hai

Dewaan ji (confusingly asked) - apni family ke khilaf kyu

Santu - vo toh pata nahi sir, yeh bata hi rahe the ki itne mein aap teenon aa gye aur baat bich mein hi reh gyi

Meera - haa toh pata kijiye ki aakhir baat kya hai, rukiye hum hi puchhte hai (to boy) ji toh hum hai iss thane ki ASI Meera mishra aur yeh hai....(said pointing toward amar but that boy interrupt her)

Boy (in flirtatious tone while extending his hand for hand shake) - Hello my self prabhat prasad, pyaar se log mujhe pinku bhi bulate hai

Billu (said coming between them) - and my self billu champat mai yaha ka permanent kaidi.... aur tum joh bhi ho prabhat ja prasad apni had mein raho toh hi achha hai varna mai prabhat tak ka intezaar nahi karuga aur tumhe yahi prasad ki taraf kha jauga...(in warning tone)

Av (in strict tone) - billu...

Cheetah (hold billu's shoulder and pull him backward) - ae billote kya hai re babu, tum ek jagah tik kar nahi baith sakte kaa...(in low voice which is only audible to billu) kabhi mishri ji toh kabhi meera maddam ke pichhe chale jate ho, ek jagah tik kar raho na

Billu (in same tone of voice) - oye nithhale mishri ji ke pichhe mai bas isliye jata hun kyuki vo bohot masoom si hai....(interrupted by cheetah)

Cheetah - haa aur tum utne hi chant...(billu glare him) achha yeh batao mishri ji masoom hai, (said blushingly)bilkul humari santu ji ki tarah par meera maddam unka kaa?

Billu (reply looking at meera who is busy with her work) - unka yeh ki vo kuwari hai aur aaj kal ke ladko ka koi bharosa nahi unhe bas kuwaari ladki dikhi nahi ki vo usse flirt karna suru kar dete hai

Cheetah (said in taunting tone) - haa yeh toh sahi kaha tumne aur aaj kal ke ladko ka hi kyu aaj kal ke saarir aur chalak choron ka bhi koi bharosa nahi kiya ja sakta(said and move near santu and start focusing on case)

Amar (asked sitting on a near by chair) - toh bataiye ab kyu likhwana chahte hai aap apni hi family ke khilaf complain??

Prabhat (confusingly) - ji aap kon?

Santu (taunt him in her masoomiyat) - SHO ki uniform mein ab watchman toh honge nahi yeh, toh of course yeh iss thane ke SHO hi honge na..

Mishri (she too join her) - haa aur nahi toh kya? yeh hai iss thane ke dusre SHO Amar vidrohi vo dekho name plate bhi lagi hai aap chaho toh check kar sakte ho(said pointing at the name plate on AV's uniform)

Prabhat - haa vo toh thik hai par yaha par koi lady SHO nahi hai joh meri complain likh sake? aur agar nahi hai toh meera ji aap hi meri complain likhiye kyuki mai inse jyada aapke saath comfortable feel karuga(inka flirt band nahi hone wala)

meera ji ne pehle inki taraf dekha aur fir vo amar sir ki taraf dekhti hain, sir unhe apni palke jhapka ke likhne ka ishara karte hain par tabhi cheetah aage aate hue bolta hain

anuseena (agar kismat ne chaha toh hum fir milenge)Where stories live. Discover now