Bonus part (5192 words)
Please isse padhne se pehle mujhe aap bata dijiye ki mai next part kiska likhu actually mai thodi si confuse hu bas isliye puchh rahi hun
::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
Continuation of previous part...
Anubhav was also looking at the moon after coming into the room and was thinking about his haseena ji, But suddenly his eyes fall on a painting made by him hanging on the wall, which he had made many years back....
As (to himself) - yeh chitra yeh toh humne tab banaya tha jab hum apne mahaudhayan kendar mein sanatak ke pratham varsh mein(college mein graduation ke first year mein) the aur humare mahaudhayan kender mein ek chitarkala ki pratiyogita aajojit ki gyi thi par tab hum isse usmein leja nahi paye the, maa ne isse yaha lagwa diya chalo utam kiya.... vaise hume chitarkaari kiye huye bhi kitna samein bit gya hai jabse hum ib mein bharti huye hai tabse bohot kam hi hota hai jab hume apne chitro sang samein vyatit karne ka suavsar prapat ho pata hai, ek kaam karte hai abhi hume nindra toh aa nahi rahi hai toh hum tab tak kyu na apni chitrakaari hi kar le.. haa yahi thik rahega...
Then he goes near his painting area in his room(joh ki anubhav ne specially paintings ke banwaya hai) and start thinking ki ab painting banai kiski jaye.... Par kisi bhi artist ko apni kala dikhane ke soch vichar karne ki jyada jaroorat nahi padti aur isliye anubhav ka haath bhi canvas par apne aap hi chalne lag aur unke demaag mein unki shaadi ke baad ki yaade chalne lag gyi 'Dheere Dheere Se'.....
Flashbacks start
His first night in preeta's home....(or you can say their first night in same home)
So pehle bata du ki after marriage Lakshya ko thhakur sahab ki haweli chhodni padi aur vo preeta ke ghar uske saath hi aa gye the... jabki unka samaan PST ne baad mein bhijwa diya tha aur unki after marriage rituals chanchal aur uski dadi ne gao ki kuch ladies ke saath milkar pure karva diye the(aur iske liye unhe jyada decoration vagera bhi karne ki jaroorat nahi padi kyuki vo toh pehle se hi huyi padi thi😅).... Chalo jokes apart, now let's start
Lakshya and preeta both are sitting in the hall(mujhe nahi pata chote ghar ke hall ko kya bolte hai) on cot....
Lakshya (hesitately) - aa...preeta ji aap hume bata dijiye hum apna samaan kaha rakhe, hum isse rakh lete hai abhi...
Preeta (tauntingly) - itni raat ko aapko sone ke samein par yeh samaan rakhne ki sujh rahi hai...
Lakshya (innocently) - ab nind toh aa nahi rahi hai toh socha apna samaan hi tika kar rakh lete hai kalka kuch kaam kam ho jayega issi bahane
Preeta - haa aaj toh hume bhi nind kaha aane wali hai, khair aapko yaha bhi apna samaan rakhna hai rakh lijiye par ek baat yaad rakhiyega ki aapki bhale hi humare saath shaadi ho gyi hai par aap aur aapka samaan uss daaye/daine(right) wale kamre se dur rahe, vo kamra humara hai aur hume pasand nahi ki koi bhi humare kamre mein bina izaajat ke aaye....
Lakshya (asked raising his brow) - kyu aapne koi raaz chupaya hai kya vaha??
Preeta (with a very sweet smile) - haa aur iss liye hi hum aapko humare kamre se dur rehne ke liye bol rahe hai... vaise aap shayad hume kuch dena bhul rahe hai hume....
Lakshya (confused) - kya??
Preeta (pointing at his pocket) - vahi joh aapki jeb mein hai...(taking his mobile out of his pocket) yeh humara mobil
Lakshya (shocked) - yeh... yeh aapne kab...(suddenly he realize his and her last closeness jab gao wale aa gye the so he looked at her in lil amazement)
YOU ARE READING
anuseena (agar kismat ne chaha toh hum fir milenge)
RastgeleSo story is about our beloved couple anuseena,this is my very first story so plz co- operate agar koi glti ho toh mein pehle se hi sorry kehti hu. So iss story mein kafi stories ka mixture milega aap sab ko ,so first of all mai bta du ki yeh story m...