The car stops near the lady, lady looks at the car, & says- maddamsir aap..
Haseena smiles & says- andar baithiye, thana hi jaa rahe hai..
Pushpa ji smiles, & says- hum gadi chalta hai..
Haseena smiles in a denying way, & saying- arye aap andar baithiye, thana jaakar aap, head constable Pushpa Singh ban jaayiye, & Pushpa ji gives a smooth smile & takes a seat in a car..
Haseena started to drive, while Pushpa ji asked- Karishma madam kaha par hai, woh aapke saath nahi aayi aaj..
Haseena smiles & says- woh Santu ke saath aa rahi hai..
Pushpa ji shook her head & say- accha, aur aap aaj yaha se achnak, aap alag raastein se thana jaati hai na?
Haseena nods a little & says- ji, hum, humesha alag raastein se jaate hai, aaj thoda bank mei kaam tha toh bas..
Pushpa ji only shook her head & stay quiet, & Haseena asked with a doubtful smile- bas itna hi puchna hai aapko..
Pushpa ji looking at Haseena & asked- aur bhi kuch aapko baatana hai..
Haseena says in casual tone- ammi, amma ke pehle aap hi hoti hai, jab humein jarurat hoti hai, toh aap humein aage ke sawal bhi puch sakti hai..
Pushpa ji smile by heart & says- toh phir boliye, ke aap kiu aaj iss raastein se thana jaa rahi hai..
Haseena smiles & takes a little pause & says with a proud tone- agar ladki nahi huyi toh aur ek chance lena chahiye, toh uss hisab se hum, bank gaye the, naya aur ek saving account nikalwane ke liye, & she looking at Pushpa ji with a smile..
Pushpa awestruck by the words of Haseena & Pushpa ji says- aur bhi 9 mahino ke liye bike chod sakti aapni..
Haseena says with smile- yeh baat humein pata hai, lekin hum preparation karke rakh rahe hai, abhi se hi..
Pushpa ji asked with hesitation tone- maddamsir ek baat puche aapse, bura toh nahi lag sakta na aapko..
Haseena says with smile- Pushpa ji aap ek baar boliye toh, aur bura unn logo ka lagta hai, jo paraye hote, aapno ka bura kabhi nahi lagta hai, haan roothna, manan laga rahega, aap bas boliye..
Pushpa ji gives a faint smile & says- aap yeh sab kuch kaise karngei..
Haseena asked with little confused tone- nahi samjh aa raha hai, aap kya kehna chahti hai..
Pushpa ji think for a moment & asked- pehle aapka, aur ab Karishma madam ka, humara matlab hai, yeh baccha..
Haseena cut Pushpa ji cut in mid with smile- itna saara kharcha aur itne saare paise kaha se, yani puchna chahti hai na aap..
Pushpa ji nods a little & Haseena smiles smoothly & says- humein saving ki thi, jab se humein force join kiya, tab se ammi ne humse kabhi paise nahi liye, toh tab se humein woh paise alag se save karna shuru kar diya, aur yeh socha tha ke jab kabhi jarurat hogi tab hum usska used karnge, aur bas wahi kaam aa rahe hai..
Pushpa ji smile & says- Karishma madam jaanti hai, inn sab ke baare mei..
Haseena think for a moment & says- umm, naye saving account ke baare mei nahi, lekin baki sab woh jaanti hai..
Pushpa ji asked with soft tone- lekin aapne aisa kiu kiya hai..
Haseena says with smile- unnhe baatana hai, lekin abhi nahi, abhi bas unnhe khush rakhna hai, koi tension nahi dena hai..
Pushpa ji chuckle & Haseena asked with smile- kya hua, aap aise haas kiu rahi hai..
Pushpa ji says with a teasing tone- Karishma madam tension deti hai, leti nahi hai..
VOCÊ ESTÁ LENDO
Maddam sir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar..Ek Naya Safar.. (On Hold)
Fanficit's a new journey of #kareena, if you read the first part then, please go for it with this new journey.. it's a pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with a smile..