CH- 15

654 128 15
                                    


Karishma checked out Haseena, & for a long, she became a silent person, Karishma stop the car & asked- chai peeyengi aap!

Haseena does not say a word, Karishma touches Haseena's arm, & Haseena comes out from her deep thoughts, & says- arye aa gaye hum!

Karishma says with a soft tone- ghar nahi aaya hai abhi..

Haseena asked with confusion- phir aapne gaadi kiu beech mei rok di, kharab ho gayi kya!

Karishma shook her head & lose the seat belt lock & unlocked the seatbelt Haseena's sides too & says- utariye neeche, baat karni aapse!

Haseena says with a casual tone- ghar par jaakar baat karnge, issmei konsi badi baat hai, bas 10 minute ki duri par hi ghar hai..

Karishma says with a soft tone- ghar par amma, papa, ammi hai..

Haseena goes to open her mouth, & Karishma says with a stern tone, & started to stare at Haseena- corny!

Haseena shook her head a little & get down from the car, & follow Karishma to the bench, Karishma collect the two cups of tea & keep them between them, & Haseena asked- aisi kya baat hai, jo ghar par jaakar nahi ho sakti!

Karishma sigh & says- kya hua hai aapko, konsi baat andar hi andar aapko rulane par majboor kar rahi hai!

Haseena says with a fake casual tone- aisa kuch nahi hai!

Karishma says with a firm tone- jhooth! ekdum se jhooth!

Haseena looks another side for a moment & Karishma picked up the teacup & hold it near to Haseena & Haseena turned her face & held the teacup in her hand, sip it & says with a sad grin- logo ko bina maange kuch mil raha hai, aur usski kadar nahi hai!

Karishma shook her head softly & picked another tea cup from between them & keep it aside & close the gap between them, & rubbed her palm on Haseena's arm & says- hum toh uss baat se bahar aagaye, lekin humein ek baar bhi aapke baare mei nahi socha, ke aap kis halat se gujar rahi hogi, humse jaada aapne usse baat ko mehsoos kiya hoga, aajaane mei hi sahi, aap hi uss din maa bani thi, jaise humein usse khoya, waise hi aapne bhi usse khoya, aapne humara dard toh dur kar diya, lekin khudke dard kya kiya, yeh aapne humein baataya bhi nahi, aur naa humein pucha, aisa kiu kiya aapne, huh, kiu kiya aapne!

Haseena stay silent for a moment, & Karishma carefully keeps her hand on Haseena's knee, Haseena looked at Karishma, Karishma nodded a little & Haseena says with a sad smirk- hum aapko strong karna chahte the! Aapko hum dukhi, yaa phir haara hua, kabhi dekh nahi sakte, aap humare samne dil se khush hoti hai na, toh humara poora din badi asani se gujar jaata hai, aur uss din humein aapko khoya hua dekha, aapko ek tarah se haara hua dekha rahe the, iss liye humein khud ko uss waqt strong bana diya!

Karishma asked with a soft tone- aur aapko kisne kaha ke, naa roone se insan strong hota hai, aur aap hi thi, jisne yeh baat humse kahi thi, ke roone se insan aur himmatwal banta hai, strong hota hai, aapne khud ke jakham ko bharne ke liye roona acchi baat hoti hai, aisa aapne hi humse kaha tha, aur aap hi woh baat bhul gayi..

A fresh tear dropped from Haseena's eyes, she wipes it off quickly & Karishma says with a soft tone- hum doono uss waqt maa baane the, bas aapne khud ke maa hone ka ehsaas aapne andar hi dabaa ke rakha, aur humein uss waqt se bahar nikalne mei lagi, agar aaj humein aapke, uss bartav se pata nahi chalta toh, humein kabhi ehsaas hi nahi hota ke aapne bhi usse gavaya hai, jitna dukh humein hua, utna hi dukh aapko bhi hua hai, & she caressing her palm on Haseena's thigh with love..

A sniff coming out from Haseena, Karishma only stared at Haseena with sad smile, & Haseena says with a soft tone- yeh case aise mauke par aaya na ke, hum uss waqt aapne gusse par kaboo hi nahi kar paaye, khuda bhi aisa hai na, ke jisko chahiye hota hai, unnko deta nahi hai, aur jinko jarurat nahi hai, unnki jholi bhar deta hai, aur unn logo ko usski parawah tak nahi hoti hai, bas uss waqt wahi sab kuch humare dimag mei chal raha tha, aur saath mei SHO Dev baqshi kuch iss tarah se, jeet maana rahe the, ke hum bas aapna aapa khoo baithe!

Karishma says with a soft tone- koi baat nahi hai ussmei corny, aur aapko kisne nahi kaha hai, aisa naa kare, aisa kariye, tabhi jaake aap phir se, woh cool SHO banegi, aur ussmei se kuch na kuch hal nikal aayega, aur hum Laxmi ko baccha bhi sakte hai!

Haseena wipes her wet eyes, & she up her head with a relaxed mind & says- yeh baatchit karna jaruri tha coco, hum chahte the, yeh baat karna, lekin!

Karishma smile & says- koi baat nahi, hum samjh jaate hai, waise!

Haseena smile & says- aapke dimag mei kuch hai!

Karishma says with a smile- waise tedha raasta hai, agar aap chahti hai, toh hi usse hum ajama sakte hai..

Haseena asked with a doubtful tone- jaise ke, & Karishma gives a mischievous smile with an excited face..

Maddam sir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar..Ek Naya Safar.. (On Hold) Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin