𝔹𝕙𝕠𝕛𝕒𝕟 💜

521 75 28
                                    


Anubhav opened the door and made haseena sit on the sofa, in the living room. The living room was occupied with a sofa set and a couch. A large balcony was connected to it. The kitchen was also visible from there. Haseena sat down and looked at it, the house needs a makeover she thought.

"Humara ghar apke jaisa sundar nhi hai. Hum aksar bas samay katn aate hai yaha" he said.

"Kyu, aap apne ghar par nhi rehte" haseena questioned.

"Jii, vo hum yaha akele hi rehte hai. Aur vaise bhi makan ko ghar bannane ke liye ek stree ka hona zaroori hai. Maa yaha nhi rehti, vo kya hai unhe yeh flat system pasand nhi aate. To humare iss makan ko ghar kaun banaega. Aur hume zada sajavat ki jankari hai nhi" he said.

"Hmm" haseena just hummed.

"Aap bhojan mein kya pasand karengi" he asked.

"Aa...pasand....kuch bhi bana dijiye. Hum sab khaa lete hai "she said.

"Parantu kuch to hoga jo apko bhaut priye ho, ab aap pehli baar humare ghar par bhojan kar rahi hai to hum apke pasand ka hi bhojan banaenge" anubhav said.

"Dr. Singh, hum sab kuch hi khaa lete hai. Apka jo man kare bata dijiye. Humara as such kuch favorite nhi hai" haseena replied and started thinking, really she doesn't have any one particular favorite food.

"Esa hai to hum rajma chawal bana dete hai. Humari maa ne hume sabse pehle vahi seekhaya tha" he said and went to the kitchen.

(Bannane ki prakriya mein hum nahi jaenge, hume kudh kuch banna nhi ata. Haseena ji jaisa hi haal hai idhar bhi :))

While he was preparing the meal, haseena looked around the room. It had the basic furniture, and a wall had some photos.

While she was looking at him cooking, she asked "lagta hai apko khana banna pasand hai".

"Pasand to nhi hai, vo kya hai na hum padhai ke silsile mein kaksha 8 se bahar the, ab kitne din bahar ka khana khaake to seekhna pada. Phir sab tareef karne lage to acha lagne laga bannana" he asked While chopping the salad.

"Bahar to hum bhi rahe hai, but hume papa hai na, vo humesha kehte the ki jab khanana banana hoga tab muze phone karlena mai seekha donga. Vo bhi bhaut acha khana bannate hai. Aur issi chakkar mein hum kabhi seekh hi nhi paaye." Haseena said.

"Thik hi hai, zaroori to nhi sabko sab kuch aaye." He said.

"Aap kab se reh rahe hai yaha par" haseena asked.

"Hum, to pichle 5 varsho se. Jab humari padhai puri hui tab se. Aur aap" Anubhav asked.

"Humne to haal hi mein yeh flat liya hai. Sheehar se door hai to sukoon milta hai" she said.

There was silence for sometimes. However, the silence was broken by a loud noise, and Strom winds.

"Lagta hai barish hone vaali hai" haseena looked at the balcony.

And the next second rain started to pour.

"Aap sangeet suna pasand karengi"anubhav asked.

"Jii, bilkul"haseena said.

Anubhav went and turned his speaker on.

Bade Acchee lagte hai
Kyaa
Yeh Dharti, yeh nadiyaa, yeh rainaa aur
Aur tum
Bade Acchee lagte hai
Yeh Dharti, yeh nadiyaa, yeh rainaa aur
Aur tum mm mmmm

Haseena was totally enjoying the songs, it was one of her favorites. She moved towards the balcony and looked at the rain pouring down. The winds made her hair dance freely.

𝓦𝓲𝓽𝓱 𝓨𝓸𝓾, 𝓕𝓸𝓻 𝓨𝓸𝓾 𝓕𝓸𝓻𝓮𝓿𝓮𝓻 💜Where stories live. Discover now