𝔻𝕚𝕝 𝕂𝕚 𝔹𝕒𝕒𝕥𝕖𝕚𝕟

509 76 51
                                    


POLICE HEADQUATERS, LUCKNOW.

Haseena was sitting at her desk engrossed in the files. Trying her best not to let the morning conversation with her mother pop up in her mind, when she got a call.

"Papa" it said.

Haseena looked at it and put her phone on mute.

"hume nahi uthana kissika call. Hume pata hai yeh sab kiss baare mein hoga" she immediately put her phone on flight mode and got busy in her chores.

--

Here Anubhav was sitting at the dinning table and maa brought him hot sizzling aallo ka paratha while he was looking lost.

"anu" maa made him look at herself.

"Tu raat ko soya nahi hai na?" maa said looking at his puffy eyes.

"Nahi maa, esi koi baat nahi hai" anubhav looked away, stealing glances.

"Kaisi baat nahi hai anu. Maa hone mai teri, ab muzse baatein chupaega" maa said loving caressing her hands over his hairs.

"Bata na beta, kya hua" maa said while she sat down in front of him.

"Kuch nahi maa, hum thik hai sach mein. Aur abhi hume hospital ke liye deer ho rahi hai" anubhav said and was about to stand up when maa pulled him down.

"Yaad hai kaise tu bachpan mein apni har choti baatein aakar hume batata tha. Maa isne yeh kiya, usne yeh bola. Aur ab kya itna bada ho gaya hai ki apni maa se baatein chupaega" maa said and that was it for anubhav.

He went and sat down on the floor putting his head on maa's lap. 

"Anu, tu dara raha hai muze. Kya hua mere bache, kaam pe kuch hua kya" maa asked  worridely. 

"Maa kyu hume kabhi apna pyar nahi mil sakta. Kyu har baar hum akele ho jaate hai. Kyu anth mein sab hume chorkar chale jaate hai" Anubhav said it all at once. 

Tearings rolling down his eyes.

"Anu, esa kyu keh raha hai beta. Kissine kuch kaha tujse. Bata na beta" maa said on the verge of crying.

"Maa, hum haseena ji se prem karte hai" Anubhav said looking at maa.

"Aree, to ismein rone vaali kya baat hai " maa said cupping his face. "Jaa aur jaake bol de haseena beti ko aur jaldi se usse meri bahu bana le" 

"Maa, riya jaise.."

"Haseena Riya jaisi nahi hai anu" before anubhav could complete, maa intruppted him. "Main duniya dekhi hai beta, Haseena kissi bhi aur ladki jaisi nahi hai. Uski ankhein padhi hai main, gehrai hai unmein. Apni zindagi mein itni safal hai, phir bhi sabka saman karna. Uss ladke Avinsash ko chahti to vo pata nahi kitni dharayein lagakar andar karva deti, par usne esa nahi kiya. Kyuki Haseena ek bhaut hi sulji hui, samajdar ladki hai anu. Usse achi jeevan sathi tuje nahi mil sakti. Aur mai yeh bhi janti hone ki humara ateet sune ke baad usse tujpe garv hoga naki uss Riya ki tarah vo tujhe chorkar chali jaegi" Maa said. 

Anubhav was listening to her carefully.

"Dekh anu, Haseena aur Riya ko agar tu ek samjh raha hai, to tu haseena ko sahi se samjh nahi paya hai" maa said.

"Maa Riya bhi galat nahi thi, vo hum jaise vyakti ke sath apna jeevan kaise pita sakti thi. Humara ateet jaisa hai, uska darna lazmi tha" anubhav said looking down.

"Anu, idhar dekh" maa held his face from his chin and made him look up. "Jo bhi humara ateet hai, usmein teri galati kaha thi, jo kuch bhi uss admi ne kiya, usmein tune uska sath diya tha, nahi na. Tu to kudh na samjh tha anu, uss waqt jab aur bache khilono ki khawahish karte the, tu apni maa ka kaam mein hath batata tha. Jab saare bache khel rahe hote the, tab tu kitabo mein rehta tha. Kyu, kyuki tu choti si umar mein bhaut bada ho gaya tha aur vo bhi uss admi ki wajah se, jisse teri maa ne chuna tha. Galati to meri thi beta" Maa too had tears in her eyes, all the horific memories came back to her.

"Nahi maa, aap nahi hoti to aaj hum yaha nahi hote. Vo aapki takat thi jo hum uss daldal se bahar aa paaye. Aap hi thi maa jisne hume itne bade sapne dikhaye, itni bada asman diya udhne ko. Varna humare sapne ko kab se uss kamre mein dabke mar jaate. Aaj hum jo bhi hai apki wajah se hi hai" Anubhav said kissing her mother's feet.

"Abhi bas, bhaut hua rona dhona" maa wipped off her tears, cupped anubhav's face and wipped his tears too. "Ab jaldi se haseena ko jaake apne pyare se dil ki baat bata de. Muze to humesha se ek beti chahiye thi, ab aur dheer mat kar muze meri beti se milane mein. Yaad hai tujhe kaise mai tujhe bachpan mein ladkiyo vaale kapde pehnati thi, apni beti banakar" 

Anubhav laughed out loud. "Haa maa yaad hai na, humari tasveer bhi to hai frok, do choti aur make up mein" he frowned.

"Haa, vo na mai tere bacho ko dikhaongi" maa said visualizing.

"Maa, pehle bacho ki maa ka socho" anubhav said.

"Oh ho....abhi se bacho ki maa" maa teased him.

"Agar haseena ji humse prem nahi karti hui to" anubhav said

"Karti hai vo tujse prem" maa said 

"Apko kaise pata maa" anubhav asked in astonishment.

"Hum maa hai tumhari, sab pata hota hai hume" maa smiled proudly.

"Maa, bataiye na apko kaise pata" anubhav asked like a cute kid.

"Hum kal jab chat pe gaye the, to hume karishma ne sab bataya" maa said.

"Kya bataya" anubhav was curious.

"Haseena ke dil ka haal. Yehi ki jab se tum dono mile ho vo bas tumahri hi baatein karti hai. Aur bhi bhaut kuch bataya karishma ne hume. Hum keh rahe hai anu, tu jaake bas haseena se apne dil ki baat keh de" maa said.

"Haa maa, apki baat hum kaise taal sakte hai. Hum ek do din ek andar haseena ji ko sab bata denge" Anubhav said looking into maa's eyes, while she smiled wholeheardly. 

-----

Here, Haseena had finished her work and went directly to a deserted place. She was sitting on the edge looking at the moon. Remembering her mother's word, tears rolling down her cheeks.

----

"Haseena ka phone nahi lag raha hai" ammi said to papa, looking woriedly.

"Hum bhi kitni baar kar chuke hai subah se, pehle laga meeting vagera mein busy hogi. Par ab bhaut deer ho gayi hai already" papa said while packing his stuff.

"Aap kaha jaa rahe hai" ammi asked him.

"Lucknow," papa said, he was visibly angry "Tumne jo baatein usse kal boli thi, uske baad uska dil toot gaya hoga. Hume humari beti ke pass jana hai" he said.

"Are kal to hum bas gusse gusse mein bol diye" ammi said.

"Ammi, apke yeh gusse gusse mein humesha didi ko hurt kar deti hai" Vidhur said. "Mai bhi jaa raha hone papa ke sath" 

"hum bhi chal rahe hai aap logo ke sath" ammi said having tears in her eyes, having guilt of saying all those.

"Meri beti ko kuch hua to humse bura koi nahi hoga" papa said glaring his wife.

𝒰𝓅𝒸ℴ𝓂𝒸𝓃ℊ: 𝒫𝒶𝓅𝒶 𝓂ℯℯ𝓉𝓈 𝒜𝓃𝓊𝒷𝒽𝒶𝓋

----------------------------------------------

𝒟ℴ 𝓁𝒸𝓀ℯ, 𝒸ℴ𝓂𝓂ℯ𝓃𝓉 𝒶𝓃𝒹 𝒻ℴ𝓁𝓁ℴ𝓌 💜

𝓦𝓲𝓽𝓱 𝓨𝓸𝓾, 𝓕𝓸𝓻 𝓨𝓸𝓾 𝓕𝓸𝓻𝓮𝓿𝓮𝓻 💜Where stories live. Discover now