88. Kya mujhe pyaar hai?

893 118 61
                                    

Sid and Sana broke the kiss and Sana sat down on the bed catching her breath and taking a minute to think what had happened in the span of 15 minutes. Sid knelt down in front of her holding her knees.

Sid- Baby?

Sana- hamesha ye tarkeeb nahi chalta hai Sidharth jo mann m aaya bol diya fir ye sab karke mereko pighla dena. This is not how things are gonna work. Not with me.

Sid- Pehli baat toh ye ki mujhe malum hai meine bahut bura bola hai aur dusra ye ki ye kya english series dekhne lag gayi hai tu Naira ke saath mil ke

Sana- Side hatt Sidharth mujhe apne ghar jaana hai

Sid- Tu apne ghar pe hi hai

Sana- Mein sachi bol rahi mereme taakat nahi hai aj ladhne ke liye mera sarr bahut dukh raha hai...mujhe nahi batana tha par mujhe bahut thand lag rahi hai...mera gala aur dukhne lag pada hai terese baat karte karte

Sid - toh tujhe chilaane kaun bola tha

Sana- Haan tu toh jese kaan m phusphusa kar baat karta hai na merese umeed karta hai ki mein na chilaau. Yaar please mujhe baksh de mujhe jaane de ab.

Sid- Kabhi nahi jaane dunga

Sana- Hogaya? Kar liya dialogue baazi

Sid- Kya yaar Sana. Acha thik hai please maaf kar de mein sorry bol raha hu mein sachi sau lage kuch mean nahi kar raha tha

Sana- Han ok thik hai. Aur maa ko kya bol raha hai tu khud mere tarah baat karne lag gaya hai. Aur mein naraaz nahi hu bas mujhe kuch der akele rehna hai.

Sid- Phir m v chalunga uss ghar m tere saath

Sana- Akele rehna hai ka kaunsa part tujhe samajh nahi aaya..

Sid- Umm..right side wala part and then left and then center wala baat kuch samjh nahi aya.

Sana- Sidharth please matt iriitate kar mein tere aage haath jodti hu...

Sid was laughing seeing her getting annoyed, but sooner he felt his heart bouncing out of his chest when he saw his baby crying.

Sid- baby... Sana? Kyu ro rahi mera baccha? Kya hua?

Sana- Tu mera baat kabhi kyun nahi samajhta? Kabhi kyun nahi...(she stopped midway and went into a coughing fit making Sid more worried)

Sid- Sana? Acha acha relax kar...hum chai toh piye nahi..chai pi le fir mein chalenge thik hai bachaa mera (he kissed her forehead softly and his other hand was constantly rubbing her back)

He took her out towards the drawing room and they sat down, Rita Maa was in the kitchen

Rita Maa- wo Sana ne jo chai banayi thi wo thandi hogayi thi mein wapas garam karke laayi hu betho aur pee lo...aur Sana baccha mein teri maalish kar dungi tujhe aaraam milegi.

Sana- nahi maa...mujhe migraine ho raha hai maalish karoge toh wo dard aur badh jaati hai mujhe bass jaake sojana hai.

Rita maa- Jaake? Kahan jaana hai tujhe wo bhi iss halat m

Sid- Maa samzaao yaar isse itti zor sardi lagi hai aur ye zidd karr rahi hai uss ghar m jaake sone ke liye aur kuch bolu toh rone lag jaa rahi hai

Sana- Jo sunna hai uske alawa baki sab bolta hi rehta hai tu (she mumured quietly)

Sid- Sunayi diya mujhe

Sana- han toh acha hai Rabji ne do kaan usiliye hi diye hai. 

RitaMaa- Ohoo aj ke din toh matt ladho...itna pyara scene karke aaye ho bataao kya hua?

SIDNAAZ ( An Unforgettable Journey)Where stories live. Discover now