Episode 3

29 1 0
                                    

Recap:  Pari Mumbai ki sari college main tpo 1 par ati hai. Vo sanjivani campus ki Dr. hai…… 
Episode - 3
                                           [Oberoy   Mansion]
                      [ Ye house ek Palace ki tarah hi hai.  Jisame ek sath puri Oberoy family rahti hai. And ye mansion hamare hero ka hai. Ghar mai sab sath hai but sabke profession  alag alag hai. Ghar ke aage  bada sa garden, centre mai fountain, colorful Flowers, main gate se lekar ghar ke door tak different cars park ki hue hai. Mumbai ke top 5 mai se no.2 ki family hai. To ab direct ghar ke andar chalate hai. Ghar main sab servants apana kam kar rahe hai, initiator  best hai, aur ishi ke beech ghar ke puja ghar se kuch avaj sunae deti hai. Yaha pr nazar ate hai . ek old couple jo Geeta ke shlok read kar rahe hai. And ye ghar ke sabse bade hai. Hero k Grand parents.]
Dadi: athva adhdhya hum kal karenge.
Daddu: Mamata abhi tak davae lekar nahi aae hai.
Dadi: Vo apne time aa jayegi, ushshe pata hai ki kishe kab kya chahiye?
Daddu: par vo hai kaha par?
Dadi: kitchen mai hi hogi. Aap room me chaliye vo aa jayegi.
                 [Dono apne room mai jate hai.  Kitchen mai ek elder lady snacks ready kar rahi hai. Ushane western sari pahni hai. And looking perfect mother,housewife]
Mamata: Dolly, lunch office bhijva diya?
Dolly: haa maine driver se bol diya hai.
Mamata: good. Ab ye dish Naina ke room mai rak ke aav , and bina kuch bhi bole vapash aa jana.
Dolly:[innocently]  Mein kuch bolati hi nahi hu.
Mamata:  haa… haa..  Muje sab pata hai.  Ab jav.
                           [Dolly tray lekar chali jati hai. Mamata medicine and snacks ready kar ke daddu ke room ke pass akar door nock karti hai.]
Dadi:  Mamata andar aa jav.
                  [Mamata andar ati hai , aur dete hue]
Mamata: Papaji apki davae aur chae.
Dadi: dekh liya mil gaya na apko sab time pr.
Daddu: jab itani achchi bahu ho to koi tension rahati hi  nahi.
Mamata: aap dono ka ashirvad hi to hai.
Dadi: hamara ashirvad to pure parivvar par hai. Sabse jyada ish ghar ke Prince par.
Mamata: Vo ab kishi ki baat nahi suntan hai. Aur bas dangerous adventures karta rahta hai.
Dadi: kuch bhi kahlo…  Sabse pyara hai mera Prince.
Mamata: apake pyare ka koi pata nahi hai.
Daddu: Mamata , ushe kuch nahi hoga.  Don’t worry.
Dadi: vese teri devrani kaha hai?
Mamata:  Vo apne kamare mai taiyaar ho rahi hai.
Dadi: ushe to bas partiya hi karna aata hai [Angrily]
Mamata: mummyji  aap plz shant ho jaeye[Camlly]   Ushe job hi achcha lagat hai vo karne dijiye.
Dadi: aaj tak mana bhi kaha kiya hai.. bas pura din aene ke samne khadi rahti hai.
              [Mamata Prince ki mother hai . And Oberoy Mansion ki badhi bahu. Jo sabse pyari hai.]
                                 [Mamata hasti hai.  Dhusari aur ek bedroom mai Naina mirror ke samne khadi sarres select kar rahi hai but ushe kuch pasand nahi aata hai.]
Naina: [with frustration]  Ohh God!! Aaj kuch achcha hi nahi lag raha hai. Friend ki party hai sabse different lagana hai.
                                 [Ushaka pura bed sarees se bhara hua hai, ushe kuch bhi pasand nahi aata hai.  Vo ek sari throw karti hai to direct door pr aaye ek man par ati hai.]
Nilesh: room Mai ate hi andhera.
                        [Nilesh  apne face se sari remove karata hai. And apna room dekha ke shock rah jata hai.]
Nilesh: kamara hai yaa sari ki dukan!
Naina: job hi hai but isha mai se koi bhi dhanak ki sari nahi hai.
Nilesh:[tauntly]  Aaj kish dharke ke boj ka birth day hai?
Naina:[with shock] What???
Nilesh: mera matalab hai, kish friend ka birthday hai?
Naina: Aaj kishi ka bhi birth day nahi hai balki meri friend ki azadi ki celebration hai.
Nilesh: [surprizely] Kyu?  Ab tak vo jail mai thi?
Naina: [with irritation] nahi, ushane apne husband ko jail bheja hai. Vo bhi divorce ke sath.
                           [Nilesh chok jata hai.]
Nilesh: Ishake friend bhi ajeeb hai, bachakar rahana padega varana ye pagal to muje bhi bech dalegi.
Naina: what did u say?
Nilesh: Main to yahi kah raha tha kijo tumne sari pahni hai vahi achchi hai. Color bhi tum pe shoot kar ra ha hai.
                           [Nilesh ki baat ko seriously lekar Naina apne aapko mirror mai dekhati hai.]
Naina: ummm…… Kuch khash nahi hai, but chalega. Agar Prince hota na to muje sach batata.
Nilesh: Usaki choice aaj tak kishi ne bhi nahi toki.
Naina: isiliye to mai ushika hi suggestion leti hu.
Nilesh:[ dheere se] ushe butter lagana bhi bahot hi achche se ata hai.
Naina: what????
Nilesh: kuch nahi…   ass..  asse hi bol raha tha.
Naina:[egnoring] Whatever…
Nilesh: By the way hamare twins kaha pe hai?
Naina: college honge.
Nilesh: but time to finish ho gaya hai??
                            [Tab hi car ki rushing ki avaz ati hai.]
Nilesh: Lagata hai  aa gaye dono toophan…
                                        [Ye dono Prince ke chacha & chachi hai. Jianki bahot banati nahi hai…  but phir ek dusar ke sath khush hai.]
                                [Living room mai Do college student Boy & Girl ladai kar rahe hai.]
Boy: mere hair ko touch bhi mat karana…  [warning] Don’t u dare…  Riya..
Riya:[Angrily] Aaaj to noch hi dalungi tu je mai,  Vihan.
                               [Riya Vihan ke hair khinchati hai. Uanki voice sunake sab yaha aa jate hai Mamata dekh ke chok jati hai.]
Mamata: [rokate hue] Riya kya kar rahi ho tum?
Riya:[hair pull karte hae]  Badimom aap beech mai mat aaeye. Aaj ishaki vajese muje punishment mili hai.
Mamata: tum  chodo use.  Leave him…
                          [Mamata dono ko alag karti hai. ]
Vihan: bada bhai hu  tera  respect karna shikh.
Riya: tu bhul gaya hai, that we r twins.
Vihan: yaa.  I know  but ish world main first mai aaya hu. U remember!!  10min bada hu.
Mamata: [loudly] chup….  Dono chup…
                        [ Dono chup ho jate hai.]
Mamata: batav kya hua hai?
Riya: Bdimom ish idiot ne mera assignment dikha diya…  aur muje punishment mili…
                         [sab dheere se hasate hai,  Mamata Vihan pr jootha gussa karti hai]
Mamata: Vihan, kyu kiya tune asa?
Vihan: bada bhai hu ushaka, itna to vo mere liye kar sakti hai.
Riya:[with attitude] Aada bhai !! My  foot!  Mere only 2 elder bhai hai. Alokbhaiya  & my favorite  Prince bro.
Mamata: Vihan, say sorry.
Riya: Only sorry nahi chahiye…   muje one week ki pocket money chahiye vo bhi tere hisse ki.
Vihan: No way…  Ab to sorry bhi nahi milegi..
Riya: [with attitude] money to tuje dene hi padenge… But don’t worry ab to tu hi khud samne se hi muje dega…  Prince bro dilavange..
Mamata: chup dono..  challo apne room me jakar fresh ho jaav. Tum dono ka khana taiyar hai.
Riya: apne room me khanugi
Dadi; dono ko sath mai hi khana hai varana kishi ko bhi khane ko nahi milega.
Vihan; muje problem nahi hai.
Mamata: riya??? [question look ke sath]
Riya: maine kaha mana kiya hai.  Main aa jaungi.
Daddu:[haste hue] hamare bachche samjadar hai.
                                    [Dono apne room mai chale jate hai. ]
Mamata: main bhi abhi aati hu.
                         [Mamata direct apne room mai ati hai aur kishi ko call karti hai.]
Precap: Prince’s entry……….
Tobe   Continued………..  Episode – 4………..
I hope now u enjoying this story…………
And I m also know that that u u all are waiting for hero’s entry………..
So  like it & comment ………….
Thank you for  reading  this …………

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now