Episode 2

40 1 0
                                    

Episode : 2
Recap:      Basket ball ground mai Pari Boys ho hara deti hai. And Usaki Friend Heer use call kar ke college jaldi an eke liye bolti hai…                       
                                   [Sanjivani   College & Hospital Campus]
              [Pari college ati hai. Ushake friends usaka hi waite kar rahe hai.]
Heer: Result aa gaya par hamari angel nahi aae…
Sameer: Vo ab akar bhi kya karengi? [sadly]
Heer: mein baki sabki language bol raha hu. And ushe upset nahi dekhana chahata.
Rahul: Look at there…  Pari is coming.
                      [Pari smile karti hue unku aura a rahi hai. Sab thode tens hone lagate hai.]
Pari: hii  everybody!!!
                      [Koi bhi thik se bol nahi pata hai. Pari samj jati hai ki kuch to gadbad hai so vo apne around dekhati hai to koi khush hai, to koi ro raha hai.]
Pari: result aa gaya hai …. Right? [confidently]
Heer: haaa…  par tumhara kuch pata nahi hai..
Pari: What do u mean?  Pata nahi chala?
Heer: Pari, sabka name list mai hai bt tumhara name kahi pr bhi nahi hai…[sab tens hai]
Pari: [happily] Nahi hai to aa jayega. Mera  friend sath hai naa.
                  [PAri apne locket ki aur ishara karati hai. Tab hi kuch student usake around aate hai.]
Boy: [taunting] What happened Pari?   Rona  aa raha hai?
2nd: yaar…  vo to rob hi nahi payengi , varana ish pure campus mai usaki kya respect rahegi!!!
Sameer: [angrily] U shut up all of u..
Pari: Sameer , bolane do unhe … I don’t care n by the way ab to mera friend hi unka mouth shut karega…
Girl: Lagata hai tumhara friend tumse nazar hai, vo to tumhe pass bhi nahi kar paya to M.S. me top ana to bahot hi dur ki bata hai…
Pari: ohhh! Achcha kiya muje bata diya  …  By the way tum sab to pass ho hi gaye honge  kyu????[tauntly]
                             [koi answer nahi deta hai. Pari ke friends dheere se haste hai.]
Pari: yaa  phir 3rd time bhi ushi class mai rah gaye ho?
Rahul: [with tease] dude! Harbaar Pari se punga lekar munh ke bal gir jate ho..  phir bhi baaz nahi ate ho.
2nd:  but this time not..
Pari:[with attitude]  dekhate hai…
                        [vo sab yaha se chale jate hai]
Pari: Heer tu to top hai to phir kyu ase upset khadi hai?
Heer: Muje teri chinta hai. Tune ye sapna dekha tha, aur sath sath hamne bhi.
Pari: Relax Heer ! job hi hota hai achchha hi hota hai. And I m sure ishame bhi mere liye kuch positive hoga hi.
Rahul: tuje samj pana Impossible hai…
                  [tab hi announcement hota hai]
Principal: All students come in assembly hall.
Sameer: ab kya hua hoga?
Pari: jakar dekhate hai.
                  [Sab hall main aa jate hai. Sara staff bhi present hai, sare Dr. bhi aa gayehai. Principal sab ka welcome karte hai n sabko wish karate hai.]
Principal: Aaj M.S ke final year ka result aa hi gaya …  Sab happy hai ki finally hum nikal hi gaye , ab jayda padhana nahi padega.  But hum sabki khushi double karnevala reason t ek hi hai…[Sab thode surprise hai] infact jo  sabko always khush hi rakhti hai, duniya mai akeli hai bt ish sanjivani ko hi apni family banakar jeeti aae hai. Jise koi dur nahi rah sakta aur usase pyar kiye bina bhi nahi rah sakta hai.
                           [Sab ka dhyan Pari par ata hai.]
Principle: jo ankho mai sapne dekhati hai , vo pure karti hai. But this time to usane sabko shock kar diya hai…. Aur  ab sabne guess kar hi liya higa ki ye special student kon hai?
All:  Pari…..Pari…..pari…
Principal: Correct…  and vo this time only hamari hi college mai hi nahi balki Mumbai ki sari colleges mai first hai.
                       [Sab shore machete hai, Pari ek statue hi ban jati hai… vo expect nahi kar paa rahi hai, Heer khushi se use hug kar leti hai.]
Principal: Pari ka result close bataya bt phir bhi vo khush thi. Sach mai she is very different.  So congratulation Dr. Pari Sen.
                       [Pari ki ankho se ansu nikalne lagate hai, opposite ke students kahi chupne lagate hai, Pari apni eyes close kar ke apne parents ko yaad karti hai. Heer usake tears wipe karti hai.]
Heer: Now no tears… tune apne sath sath hamara sapna bhi puara kiya hai.  Congratulation….
Princi:  Pari come on the Stage..
                           [Sab Pari ka name ka shout karte hai, aur clapping karte hai. Pari stage par aati hai & sabko thanks bolati hai.
Pari:  thank u so mauch everyone. Today I m very happy because meine apni mom ka dekha dream complete kiya hai, Infact unaki last wish puri ki hai. Aaj vo mere sath nahi hai but jaha bhi muje dekha ke khush hogi…  Aur muje yaha tak pahoncha ne mai mare frds ka bahot hi suppoet hai.  Thank u guys…  And also thanks  college staff, hospital staff every student for supporting me. And specially my best friend  thank you [locket hand mai hold kaeke] Kanha….
Parincipal:  Pari tum aaj se hi sanjivani hospital mai intern start kar sakti ho with full free incharge …
Pari: thank u Sir.  Actually sir main kuch extra classes bhi attend karan chahati hu.
Principal: ok  sure. But after one week.
                  [Pari ‘yes’ me apnan head node karati hai. Sab shore machata hai, Pari bahot hi khush hai… aur ishi khushi mai usake friends use upper udha lete.]
Heer:  Pari hame aaj hi party chahiye.
Pari: of course main aaj party dungi.. jo chaha tha uasse jyada hi mila hi.
Sameer: and u deserve it..
                         [Pari ka dhyan opposite party par ata hai.]
Pari: I told u ish baar bhi giro ge  tum   John.
John: I m sorry pari.
Pari: muje tumhara sorry nahi chachiye , but yaa aaj sam ki party me u all are also invited…
Rahul:  yaar… Garmi lag rahi hai .. I  think something is jealous.
Natasha: true…
                           [Vo sab apna face chipakar chale jate hai]
Pari: so sam ko milate hai.  Tab tak main baki sabke sath apni happiness share karti hu.
Heer: abhi mandir pr sath chalti hu.
Pari: ok,  Badame orient bhi jana hai, Vaha par bhi sab mera wait kar rahe honge …   Unhe bhi to sweets khilani hai….
                                [pari bahot hi jayda khush hai.]
         [Pari ke friends  Rahul, Natasha, Sameer, Heer, Tanisha]
Precap: Introduction of Oberoy Mansion & Family members…..
Tobe  continued …………..  Episode 3…………..

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now