Episode 25

30 0 0
                                    

Episode: 25
Recap: Prince & Pari vapash mandir mai bhi mil nahi pate hai……….
                                    {SHASHWAT  ORIENT}
               [Same day evening, Pari ready ho rahi hai.]
Pari: Kanha!! Aaj muje ane mai thoda time lag jayega.. So plz mom-dad ko thoda handle kar lena… wo Heer ke sath jana hai..  abhi tak ushaka call nahi aaya..
         [Pari Heer ko call karati hai. Heer receive karati hai.]
Heer: hi!!
Pari: Hii!! R u ready??
Heer: Sorry Pari, I can’t come with u..
Pari: What happened???
Heer: Actually, Mom Chahti hai ki maine Ishan ke sath bahar jav.. So..
         [Pari thodi up set hoti hai. Heer ko bhi bura lagata hai..]
Pari: That’s really Good.. So don’t be Sorry..
Heer: Of course needed..
Pari: shut up!! Maine isiliye call kiya tha ki main nahi aa paungi..
Heer: Stop lying.. I know u better.
Pari: Ok.. fine but I m fine..
Heer: tu bhi sath chal na!!
Pari: No.. Heer!! It’s best opportunity for u both… So go n enjoy..
Heer: Ok, Take care..
Pari: don’t worry Bye..
Heer: Bye..
                   [Pari call cut karati hai.]
Pari: great Kanha!! So ab main kahi bhi nahi jaungi.. Ok.. So ab change kar leti hu..
          [Pari bathroom se change kar ke ati hai.]
Pari: U know what!! Kanha! I m happy for Heer. Achcha hai Heer ko bhi ushaki pasand ka partner mil gaya..  main kya karu???
              [Pari ko suddenly idea ata hai. And wo wardrobe se ek pyaara sa box lekar balcony mai akar couch par bethati hai.]
Pari: yahi meri sahi dualat hai…
            [Pari box open karati hai. Ushame pics n letters se hai.]
Pari: I miss u mom.. And I glad ki aapne mere liye ye letter likhe hai. Apki yahi last memory muje jeene ki vaje deti hai..
            [Pari ek letter nikalti hai. And open kara ke read karti hai.]
Pari:[letter]
Pratibha:[Pari’s mom] My princess, first to I love u.. I miss u so much..
                I m sorry my baby. Main tere sath jayada time spend nahi kara sakati hu. Sayad hamari destiny hame sath rahane nahi dena chahati hai. Sayad abhi tu ye sab samaj nahi payegi par I know jab tu badi hogi to tu samaj jayegi. Tere dad tuje samja denge. Main janti hu maine hi tuje god pe belive karan sikhaya hai. Aur ye bhi ki job hi hota hai wo sab unake kahane par hi hota hai. Par promise me kit u unase kabhi gussa nahi hogi. Main unake pas hi jaa rahi hu. Main unhe bolungi ki ushane esa kyu kiya?? Maeri Pari ko abhi se hi Akela chod diya.. Ye locket main tuje de rahi hu ise apne pas hi rakhana aur yahi tere bodyguard hai, frds hai, mom hai.. I hope tu samaj rahi hai ki kaya bol rahi hu. Kabhi rona mat.. happy rahane main star banake tere sath rahungi. Aur jab bhi meri yaad aye tab star main mera face bana lena…
                 [pari sky mai dekhati hai. Aur ushe Pratibha ka face dikhata hai. Aur smile ke sath eyes mai tears a jate hai.]
Pari: Why mom?? Aap to chali gae.. and dad bhi… apne bola thi ki wo mere sath rahenge… par nahi kanha ne to unhe bhi mujase juda kar diya.. But don’t worry u know naa maine kabhi unase sikayat nahi ki hai. Aur naa hi kabhi karungi. Because har moment mai unhone mera sath diya hai.
                [Pari Locket ho hold karati hai.]
Pari: Apke kahane par unhe hi maine apni family banae hai.
Pratibha:Apne dad ka khayal rakhana. Ab apni mom ki responsibily tuje hi nibhani hai… wo apana dhyan nahi rakhenge. To ab tuje hi unahe sambhalana hai. Kanha de rahi hu naa tuje..
Pari: I love u mom… I love u dad!! Apne to muje intensely  cheat kiya hai.. And mom ko to mujase dur jana pada tha.. so main unhe to kuch bol bhi nahi sakati.. but aapko to bol hi sakati hu… But I miss u both of u…
              [Pari rone lagati hai. And photo frame ko hug karati hai.]
                             {OBEROY  MANSIO}
            [Prince apne bedroom mai lapy mai car ki desigs bana raha hai. But wo thoda pareshan hai.]
Prince: What’s wrong with u Prince??? Dhyan kaha hai tera?? Ek bhi design sahi nahi ban rahi hai..
          [Prince frustrate ho jata hai.]
Prince: why??? Why can not concentrate on my work?? Sab to sahi chal raha hai mere around. Fir bhi esa lagata hai ki koi up set hai. Some one need mee…….
         [Prince kuch bhi samaja nahi pata hai.]
Prince: main ese nahi raha sakata hu.
         [Prince pani eyes close kar ke pillow pe haed rakh ke rest karata hai tab ushe Pari ki yaad ati hai. Ushe sare moment yaad ate hai. Wo suddenly eyes open karata hai.]
Prince: I need to do something new.. muje in sabse dur jana hai. Nahi rahna hai. I need some break..
             Decided kal morning ko hi chala jaunga.. now no more… ek to abhi ye feeling and top of that ye girl.. I can’t tolerate this.. Sorry mom in advance…
        [Prince Pillow head par rakh ke so jata hai.]
                          {SHASHWAT  ORIENT}
        [Pari Apne parents ko miss karati hai.]
Pari: Kanha plz don’t leave me.. aap muje akele mat chodana. Mom-dad to chale gaye.. but I know apane koi to mere liye rakha hi hoga. Jo mere sath rahe. Meri care kare. Jaise aap apni Radha ke sath honest rahe hai, Waise wo bhi mere sath honestly deal kare!!
           [Pari pane childhood memory ko yaad karate hue so jati hai.]
                                    {NEXT  MORNING}
            [Pari yahi couch par hi soe hue hai. Tab doorbell ring hota hai. Par usaki nind nahi udati hai. Door ke bahar Heer kadhi hai.]
Heer: Ye door kyu nahi open kar rahi hai?? Kahi aaj bhi soe hue to nahi.. Let’s see..
          [Heer keys nikal ke door open karati hai. Aur andar ati hai.]
Heer: Pari… Pari..
           [Heer balcony bedroom mai ati hai to Apri balcony mai couch par soe hue hai. Heer ko hurt hota hai.]
Heer: Sab mera fault hai muje mom ko mana kar dena chahiye tha..
             [Heer Pari ke pas ati hai. Aur sare letters dekhati hai.]
Heer: Why Kanha?? Kyu karte ho aap Pari ke sath esa!! wo apar kudh se jyada turst karti hai. Fir sabse jyada trouble ushi ki life mai hi hai.. I promise Pari, itana trust to hai muje tere Kanha k par ki usane tere liye koi special hi banaya hoga…
           [Heer Pari ke hair par caressing karati hai. And Ushake forehead pe kiss karati hai.]
Heer: Pari.. Pari.. wake up.. sawera ho gaya hai..
         [Pari nind se udhati hai. Aur Heer ko samne dekh ke chok jati hai.]
Pari: Heer!! What ru doning here??
Heer: don’t ask me any question… ok??
Pari: Ok mam!!
           [Dono hasti hai.]
Heer: ye sab??
Pari: Bas ese hi!! Tu to janati hi hai, inake bina mai adhuri hu… so merory ko remember kar rahi thi…
Heer: Last night ko jo b….
Pari: [baat cut kar ke] Heer plz, Ham usake bare mai baat nahi karenge. Ab teri bbhi personal life honi chahiye.. and honestly I m very happy for u…
Heer: Ok.. fine nahi baat karungi.. chal ready ho ja..
Pari: One second… Tu andar kaise aae?
Heer: Door se!![naughtly] Common sense!!
Pari: Just shut up!!
Heer: [haste hue] keys mere pas bhi hai. Don’t forget tha.
Pari : yaa .. yaa.. how can I????
Heer: Now go n freshen up…
Pari: Ok…
         [Pari bathroom mai chali jati hai. Heer Pari ki things collect kar ke vapas wardrobe mai rakhati hai. Aur room saf karati hai.]
Precap: Mamata Prince ko find kar rahi hai.. aur ghar mai sab ek-dusare ki aur dekhate…….!!!!
If u enjoying this episode so like it  & comment on it..
And also like this Page For read whole story………
U can also give suggestion to this story…….
Thank u for reading………. 

Sapno Si PariWhere stories live. Discover now